Experience na ho to trading kesy kary?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Experience na ho to trading kesy kary?

    agar kisi ko forex market ka experience nahe hai tu ose chahye k wo kuch waqt apnay ap ko forex ko samajnay k liye daay,jis k liye demo account behtreen option hai,demo py practice kar k ham kafi hadh tak ye samaj jatay hain k forex market asal main hai kiya or working kaise hoti hai,jab ham ye samaj lain tu phr ham asal trading ki taraf ja saktay hain,magar bina soch samjhay forex main haqeqi trade karna bohat galat baat hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Experience na ho to trading kesy kary?

      forex mai agar hamara kam karny ka experience nahi hain to hamy trading nahi karne chahey q ky hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik international business hain
      • #18 Collapse

        Re: Experience na ho to trading kesy kary?

        Forex trading ka experience na hony par trading start karna apny ap ko hilakat main dalny ky mutradif hay. Mera tamam beginners ko mukhlisana mashwara hay kay agar apko trading ka experience ni hay to bilkul live trading start na karen balky pehly demo account par khoob practice karen aur phr start karen.
        • #19 Collapse

          Re: Experience na ho to trading kesy kary?

          bhai nay bilkil theck kaha hain kay ak pair par he dheyan dain or sikhay kay kya chal raha hain market main dosri trade open na karay ak he ko proper time dain ta kay faidha hasil ho skhay
          • #20 Collapse

            Re: Experience na ho to trading kesy kary?

            slam to all for members... ap nay bri achi bat khi ha agr new members start main hi zyada pair par kam kray gay to na to us ko smjh aye gy aur us ko total loss ho ga is liay jitnay kam pair par trading kray gay utna loss kam ho ga aur smjh bi a jay gy k kis trha trading krni chahye
            • #21 Collapse

              Re: Experience na ho to trading kesy kary?

              beginners k liye earn krne sy zayda forex men sustain krna zaruri hota hai agar ap ko expereince nahi hai to ap aise pairs ki selection karen jo kam move krty hun un men trade karen or sath sath understand karen k ap kahan mistakes kr rahy ho then un ki correction krty jaen
              • #22 Collapse

                Re: Experience na ho to trading kesy kary?

                Agr hanra exeprie ecw na ho to ham jqma nai kr sgty hy ham say sahi kam nai ho sgya hy hamara sada kkam hamry experie ece pr hi hota hy jb ham jitna zeada is kam my ham experie ece bnatay hy ham ko utna hi zeada is kam my faida hota hy hamara experience zeada hona chiya sahi is my
                • #23 Collapse

                  Re: Experience na ho to trading kesy kary?

                  all Log Yahan Par Kafi Jyada hard working karte hain daily basis for market ki upside-down par Nazar rakhte Hain market ke movement par Nazar rakhte Hain kamyabi se kam karne par depend sakte hain Agar Kam Pasand Aa Jaye to uske liye machine hardworking karna start kar dete hain aur Kaam Ki Tarah rakhte hain aur kam karne ke liye Ja aapki investment par depend karta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Experience na ho to trading kesy kary?

                    G hen dear ap ko agr ap ko experience ho to ap kam karty hen to ap ko profit ho jata he lakin ager ap ko experience na ho too ap loss he karty hen ap jo marze kam karty hen ap ko experience ka hona zaroore he lakin agr ap ko experience ka hona zaroore he

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X