forex trading in islam
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Wekk forex trading jhn tk mjhy pta hai is ko krny mai koe harj ni hai aur q k yeh gambling ni hai to mera ni khayal k islam mai forex trading k opr koe pabande hai. So i think hr Muslim trader without any concerns forex trading kr skta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      daer forex bilkul halal business hy is lye k is me loss bhi hy or profit bhi jub k haram kam me ap ko just profit milta hy or is me pa mehanat krty he hen
      • #18 Collapse

        bhoat achi soch rakh k aap ne sawal kea hai bhai jaan mery khayal se ya bilkul hram nae hai kiun k hum is y 1 job ki tara karty hain aur bohat time de k aur bohat mehnat kar k is py kam karty hain is liye meri nazar mein ya haram nae hai baki ap jo marzi samjo
        • #19 Collapse

          thanks all of you ap sub ki raaye daine k lye or meri rehnumaii krni k lye.. aap ma se ksi ko swap free account ka ptra hy to share kr do
           
          • #20 Collapse

            bhoat say log forex treading kay barey ma yeh khayal karty hain kaay forex treading islam ma haram hay laken marey nazdeek to yeh ghalt bat hay kiyoun kay es ma ham apni invest karty hain or es ma phir jo munafah ho woh hamen milta hay otherwise nahi
            • #21 Collapse

              trading islam main kuch log kahty hai kay sahi hay or kuch log kahty hai kay sahi nahi hay.is liya bhai main is kay baray main pahlay kisi say pocho ga or us kay bad hi is baray main apko batao ga kay trading islam main jaiz hay ya nahil..
              • #22 Collapse

                islam main har wo kam jaiz hai jis main ap nay apni mehnat aur lagan say pesay kamay ho aur forex trading bhe ak aesa he kam hai jis main trad karty han aur trad islam main jaiz hai q k trad kam matlab bhe kahreedo farookht hai aur forex trading main bhe ham khareedo farookht karty hn forex trading ak hilal business hai jis kay zarye ap achi earning kar skty hn
                • #23 Collapse

                  is bary me mjhy ziyada ilm to nahi hai mery bhai bas itna kahon ge jub hum mahnt krty hai tab humy bonus milta hai agr hum mahnt na kren or aisy he paisy earn krty rahen tab ye profit hum py haram hai
                  • #24 Collapse

                    itna to mujy nahi pta ky forex trading my islam my hy ya nahi but itna zaror hy ky trading ka mtlb hota hy tjarat krna qun ky forex trading my agr ap tjarat hi kr rhy ho to phr is ko hum islam my jaz hi khy gy qun ky ye world ka sub sy bara business hy
                    • #25 Collapse

                      my best friend meri nazar main business sahi hai islam main kun k is main hum invesment karty hai or phr is main mehnat karty hai is main loos profit dono shamil hai phr ye halal hi huwa hai agr ap ko is k bary main mazzed information chahiy to ap kisi alime din sy phoch sakty hai
                      • #26 Collapse

                        es tarah masaile kisi Aalim wagera sy pochna chahiye na k apni soch k mutabik jawab dena chahiye.
                        so plz aap logo sy ye request hai k kisi Aalim sy maloom kro ye. lakin es mai hum apni pori mehnat krty hain.
                        • #27 Collapse

                          MeRe KheyaL MeIn Islam mein forex mein trading jaiz hai kyo k yeh ek business hai aur islam humein business krne ki ijazat deta hai is mein loss b hai aur profit b
                          • #28 Collapse

                            forex kaa kam mujay to jaiz lagta hai kyun kay insan is main b mehnat karta hai aur wesay bhi pakistan main aghar kisi kay paas job karen wo kon sa puri tankhwa deta hai
                            • #29 Collapse

                              g han forex islam may jaiz hy kun ky es may ham swap free account use krty hyn aor sari apni mehnat hti hy kam krny ke tb ja ky profit hasil hta hy,forex behtreen karobar hy aor es may success hasil krny ky ley hmy knowledge aor experience hna chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Kisi bi Business ma profit & loss hota ha wo haram ni ha. Forex trading ak asa hi business ha jis ma profit aur loss doono hota ha es liya ya business haram ni ha. Interest, Jhoot aur baymani sa kamya howa pasa haram ka zumra ma aaty ha. Forex ma mahnat aur emandari sa kamaya howa pasa haram kasa ho sakta ha koi moleem ka fatwa tu laa kar do agr esa haram kahna ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X