Thread karny ka bohot faida hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread karny ka bohot faida hy
    Dear friend ap ko malaom hona chaye k gab hum posting karty hain to hame atny thanks nahi melty aur ziada thanks hamen achay thread kary say melty hain go hamary bones melny par acha hesa ban gatg hain asi leye daily k 4 thread karna na bholen aur sath mainbposting bhi karty rahen chahy 20 post hi dailg qu na karen karen daily
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread karny ka bohot faida hy

    Dear friend apki bat bilkul theak ha threads creat krnay k bahot fayeday hn keun k posting pa thanks bahot km miltay hn aur threads create krtay hn to un pr ziada log reply krtay hn aur agr achhi aur informative thread ho to us pr reply k sath sath thanks bhi ziada miltay hn jis pr bonus bhi achha milta ha
    • #3 Collapse

      Re: Thread karny ka bohot faida hy

      Thread banany ky liay hamain jo facility forum provide kerta hai iska tou bahot faida hai ky hamari post bhi count ho jati hai us per likes bhi zyada mil jaty hain aur ham apna problem bhi forum main discuss ker ky acha solution hasil ker lety hain ky expert traders bhi forum main discussion kerty hain tou hamari trading behter ho sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Thread karny ka bohot faida hy

        G dear waisaye tu post ka bhi zyada faida hota hai but threat ka zyada faidanes waja se hota hai kay ap ko zyada thanks milnaye kay chance hotaye hai kiyu kay threat tu har koi daikhta hai aur post tu kum log he daikhtaye hain
        • #5 Collapse

          Re: Thread karny ka bohot faida hy

          G han dost ap ny sahe kaha hai jitna faida 4 thread kar k milta hai hai utna 20 poste kar k nai milta kui k ap jitni poste kar len apko etny thanks nai milen gy jitny apko thread sy milty hen es lye 4 thread daily karna zarori hen en sy apko boht achy thanks mil jaty hen ap sath sath poste bhi jari rakhen apko acha bonus sirf thanks ki wja sy milta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Thread karny ka bohot faida hy

            Ap ny sahe kaha hai k ap ko posts to daily basis par karni chayen lekin us k sath sath ap ko thread bi create katna chaye agr ap ka create kiya hua thread acha ho ga aur us sy kisi ko faida ho ga to wo ap k thread ko like kary ga aur ap ko thanks kary ga jis sy ap ko bonus main daida mily ga is kye posts k sath sath thread bi kiya karyen
            • #7 Collapse

              Re: Thread karny ka bohot faida hy

              G thread karny ka faida to hai lekin agar ap ko acha thread create kary jis me koi achi information ho us sy ap ko b thanks milty hai or jo read karty hai un ko knowledge milta hai is tarha dono ka faida ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Thread karny ka bohot faida hy

                Thread karny ka fidaa tbb hai jbb thnkss bi milyy agr achei thread lagen gyy to thnkss milyy gyy dailyy ki 4 thread creat krenn our sat sat posting bi krenn dailyy ki 50 posting ki limit hoti hai 50 posting kr sktyy hai koishh krenn 50 postss bi mukaml krenn agr 50 ni kar sktyu to 25 30 jitni kar sktyy hai krenn zaroor dailyy ki postings syy bi boht zaida knowladge hasl hota hai..
                • #9 Collapse

                  Re: Thread karny ka bohot faida hy

                  Thread lgany k bhot zlsary faify hoty hy jb ham thred lgaty y to us sy hamko pta chlata hy our dosry logo ki lerning hoti hy hamri lerning shere hotinhy sb ka faida hota hya thabks bhi zeada mil jaty hy is trua sy ham bunass hjo zeada ban sgty hy our ya sab sy acha trika hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread karny ka bohot faida hy

                    thread ko likhny kay liye humain kafi faida hota hay agr market main success hasil karni hay to ziada say ziada thread create kar kay kam karna ho ga ta kay acha bonsu mil sakay humain ziada bonus say trade karna kafi profitable ho sakta hay hard work kar kay achy say market main order ko place karna profit ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread karny ka bohot faida hy

                      Dear post achi ho or os pr thanks na bhi ho tb bhi bonus acha mil jata ha is luy thanks k luy thread creat na krin agir koi achi information ha to tb aap thread bnain os ka aap ko faida ho ga and agir aap achy thread man post krty hain to bhi aap ko acha bonus mil jay ga is luy post achy thread man he kua krin useless thread ko egnor krin
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread karny ka bohot faida hy

                        Boss aap ki bat sahi h aur mien aap sy itfaq kerta hun k jab ham thread kerte hien tu ham ko kio b masla hta h tu ham us ka hal jan ny ki koshesh kerte hien aur jab ham thread kerte hien tu thread mirn her kio apni rayee deta h jis sy agar ham ko kio b masla hota h tu wo al ho jata h aur jab wo hal hoo jata h tu ham ko kamaee b ho sakti has lyee ham ko aram sy kaam kerna hota h aur aik acha trader ban na hota h.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread karny ka bohot faida hy

                          Sirf thread krny ka faida nai hy achaa thread krny ka faida hy apni threads asi kren jo logon kilie usefull hon taa ky replies aur thanks zyada milen isitrh moderator bhi chck krega tw usy apkii thread achi lagygi tw wo apko acha bonus dyga rozana 4 threads lazmi kia kren achi quality wali.
                          Mehnat Me Azmat hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X