Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?
    G bilkul yahan par ye baat zehan nasheen karni chaheye k bina kesi confirm information k ya bina kesi proper study k ziyada lot size kabi be select nahe karni chaheye q keh small lot size say ap trade k baray mai relax rahogay aor agar wo loss mai jati be hai tu apko otna tension nahe hoga jitna k ziyada lot size k hawalay say hota hai so ahteyat behtar cheez hai zaror karay..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

    apki bat bilkul theak ha forex trading mn big risk naen leni chayay khas taur pr new traders ko chayay k woh big risk bilkul bhi na len keun k unkay k pass forex k baray mn koe khas knowledge aur experience naen hota islyay small lot size k sath he trade krna behtr ha
    • #3 Collapse

      Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

      Ziada lot lena bas tb chahiye jb ap ko apni marketing skills ki achi knowledge ho. Market k next step ka andaza ho. ap ki techniques or charts pr poora command ho or is baat ka yakeen ho k trade ap k hi haq mein jaye gi or profit dy gi. Agr ap sure nhi hain or andazan trade lga rahy hain tb lot size smallest rkhna chahiye. is k liye surity or khud pr confidence hona bohot zaruri cheez hai. Q k bary lot ki galat trade account wash krwa deti hai or acha haasa nuksaan ho jata hai equity ko
      • #4 Collapse

        Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

        G han brother ap thek kah rahay hain, forex trading main jo traders survive kar rahay hain aur long term say trading kar rahay hain un ki kamyabi ka raz yahi hay kah woh log forex trading main hamesha khud ko secure rakhtay hain aur kabi bi zayada lot size use nai kartay jis ki waja say trade k loss main janay par bi un ko kam loss ata hay jisay woh asani say recover kar letay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

          Zyada lot size use kena bahot bara risk hota hai ky market hamesha hamari favor main move nehi kerti tou agar bari lot size sy trade open ker lain tou market jab open trade ky against move kerti hai tou short time main bahot zyada loss ho sakta hai aur account wash bhi ho sakta hai lekin agar small lot size sy trade ki jaey tou beshak profit kam hota hai lekin loss sy tou bach sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

            g han bhai jan bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he me ap ki is bat se agree karta hun forex forum ek bahut hi bara bussniss he jis me ham bilkul bhi risk nhe le sakte agar hmare pas balinc kam ho to hamen chahye ke apne balince ke mutabik hi apna lot size set kia karen is se hmara account wash hone se save rihta he....
            • #7 Collapse

              Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

              g haan ap sahi kah rhy ha forex par hamay bina soch samaj bara lot size nai lana chaya ku ka ap is boht zada darya rahta ha uar tarrding karna sa be khabarta ha ka loss na ho jaya aurap ko hamesha acha sa observe kae ka analysis kar ka lot size select karna chaya aur ap small lot size sa be achi trading kar sakhta ha aur is tyra ap tension free b e rahta ha
               
              • #8 Collapse

                Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

                G hain bhai jan agar ap is mein zada lot sizer ko istamil karte hain to ap is mein zada risk lete hain apko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain apko is mein kam hi lot size ko rakhna chaye pher ja kar ap is mein greed se bach skate hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

                  g han bhai ap thk kh rhy ho agr hm trade krty han tu hme lalch ni krni chreeyae is trah hm kamyuab ni ho skty han asani sae ziaday lot ka size rkjhnae sae hmra risk k factor bhr jata ha or agr hm risk laen gy zyda lot ka size rkh kr tu su sae hmara accoutn wsh h o skta ah or hme zyda loss ho skta ha is laye zyda loss sae bachnae kae lyae pako lot size ko minimize krna hoga
                  TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                  Please visit my trading journal from here
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

                    G han zayada lot lane ka matlab yeh he ha k zeyada risk lena agar sp zayada lot lein gaey lo lose ke sorat ma zayada lose b ho ga is leay jab tak hamein conform information na ho tab tak hamein itna bara risk nai lena caheay is leay hamein thore he lot se kam karna caheay jis ka hum lose bardast b kar sakein kun k agaar hum lalach karein gae to phir lalch bore bala hote ha is leay jamein is se bachna caheay
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

                      g han bro asa he ha humain jab be small lot yeh large lot use karna hota ha toh humain chaiye k hum sub sy phaliye iss k bariye ma full information haseel kar laa jis sy hum bhot jaldi iss k bariye main knowledge k saat saat experience be hasil kar laa gaiye humain chaiye k hum jab be trade kariye small lot kha use kariye iss sy nahi zada profit hota ha or na he zada lose hota ha humain trading kha kam seekna k liya small lot kha use he karna chaiye
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

                        ap ke bat theak hye jab hum forex me big lot size use krte han to agr hum ko tore se move pr loss hota hye to hum tension me aa jate han as lye agr hum ko theak se achi knowladge ke sat kse pair pr trade ka pta nahi hota to hum ko kabi be apna lot size big nahi use krna chahye agr hum apna lot size kam se kam rakhte han agr hum ko loss hota hye to phr hum ko atne tension nahi hote hye ke as se humra account wish ho sakta hye agr hum ko apne tensoin free tradeing krne hye to hum ko kabi be big lot size nahi use krna chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

                          G han dost ap ny bilkul thk kaha hai lakin my yahan par ye kahun ga k agar ap bari loat b laga dety hain to us my koe harj nahi hai lakin us K ly apko sub sy phly forex forum k bary main knowledge aur experience ka hona baht zaruri hai ar es k bad ap ka account my acha khasa bounas hona chaiy taky apko agar market aposit jati hai to apko account wash hony ki tenshon na ho yani k apka account esko bardast kr sakhy phr ap froex my chay risk ly b ly to apko koe masla nahi hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

                            App ne bilkul sahi kaha hy ziada lot size laganay ka matlab hota hy app ne big risk loa hy kiun k lot size bara ho ga to us main loss ka chance bhi ziada ho ga or ager loss ho bhi gya to ziada loss ho ga jis ko recover kerna mushkil ho ga is lie bht acha hy k app lot size humesha chota rakhain takay ager loss bhi ho jaye to kam ho jis ko asani k sath recover kia ja sakta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ziyada risk yane ziyada lot laine ki zarorat nahe?

                              ji haan sir Agar Hum risk Lekar Pakistan Forex Mein trade Karte Hain To I'm a lot size zaroor Hoga aur Agar Hum risk Lekar nahi kaam kar sakte to hamare liye Pakistan Forex mein bilkul bhi Jagah nahi hai aur Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu Hamara Dil bahut bada hona chahiye Phir Hum Pakistan Forex Makaam kar sakte hain thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X