Those who learn to control
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    agr aap ny forex main aik acha trader banna hai tou is k liye zaruri hai k aap pehly apne emotion per control rakhen Q k ye buhot zaruri aur urgent kam hai hum sb traders k liye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex me learning karte hue bohat si hame adaten badalni parti hain agar achi trading or acha profit forex se kamana hai to apni habbits hamesha change karne ki koshish karen or forex ke business me emotions or greed per fully control hona bohat zaruri hai .
      • #18 Collapse

        forex trading mein apko chahiye ke ap is mien apne ap par control rakhen aur ap is business ko deeply seekhen iski bharpoor practice karen aur ap kabhi bhi panic nahi hon agar ap apnic honge to apko phir big loss hosakta hai.
        • #19 Collapse

          feeling or emotions ku control kerna her trader k bus ka kaam nae hai. ager ap chahty hain k ap open trade ku loss man daikh k emotions ku control man rekhain tu experience increase karain ic k ilawa koi tarika nae hai.
          • #20 Collapse

            Emotions aur greed donon dangerous hain aur in ko control krney key leye bhi strategies aur techniques hain. Agar aap aik target bana kar kam karain gey to trading key doran emotional nahi hon gey. Isi tarah agar aap stop loss aur take profit ka use krain gey to big loss bhi nahi ho ga aur greed sey bhi bachay rahain gey.
            • #21 Collapse

              Emotion kisi bhi tarah ka ho, aap ko loss hi dey ga. Excess is everything is bad. Hamain greed ko qabu main rakhna hy aur ziada profit ka lalach nahi karna. Is key elawa hamain loss key khof sey bachna hy aur is key leye demo account main kam karna hy takeh confidence barh jaye. Confidence aap ko fear sey bachata hy.
              • #22 Collapse

                har trader ko kamiyabi hasil karnay ki arzu hoti hay kiun kay forex aik best place hay jahan pay work kar kay kamiyabi hasil ki ja sakti hay greed aik esi bemari hay jo aik trader ko businessmain bohat peechay lay jati hay aur trading kay doran us par loss honay ka fear har wakat rehta hay lekin usay profit ki hope kay sath work karna parta hay lehaza agr ye teen chezen aik trader gain kar lay to wo asani say apni profitability increase kar sakta hay
                • #23 Collapse

                  sahi keh rahy hay agar hum apny aap par control karna seekh jaye gay tabhi hum esmain kamyab earning kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain lalach kay chakar main na pary
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    sab say pahly learn karna hi aham hai then hamain earning ho saky gi aur hamain emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum market main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur earning ho

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X