Agar kisi din market ki samjh nahi ae to kia trading karni chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar kisi din market ki samjh nahi ae to kia trading karni chahiye
    Dear market agar kisi ek trend main chal rhi hoti hai to ham aksar acha profit earn kar lete hain aur sahi time pe market main in ho jate hain aur jis trend main market ja rahi hoti hai waha se hamen acha profit de jati hai
    lakin aksar aesa hota hai k market bahut confuse hoti hai kisi ek trend main nahi chal rahi hoti to aese condition main bilkul bhi trade mat karen balke sabar karen market k sahi trend main ane ka aur sahi signal k milne pe he trade lagain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar kisi din market ki samjh nahi ae to kia trading karni chahiye

    yes dear ap na bilkul theek bat ke and mn ap ki es bat ko like krta hn dear forex market mn kam krna wala aksar trend find krta e rehta hn dear jaisa ka market ka koi bh pair ksi na ksi direction mn chil e rha hota ha but aksar yh bh hota ha ka market ka pair zigzag ho jata ha yani koi wazah trend nhn la rha hota es sa ap always yh mind mn ln ka ab just short trades e le ja skti hn es mn e indicators fail hota hn aksar
    • #3 Collapse

      Re: Agar kisi din market ki samjh nahi ae to kia trading karni chahiye

      Yehi baat hy some time aisa bhi hota hy k market kabhi kisi aik trend main move nai ker ri hoti or market ki move ki kuch samajh nai a ri hoti to aisi situation main mere khyal se humain trading nai kerni chahiye kiun k aisay main sirf app ko loss hi ho sakta hy
      • #4 Collapse

        Re: Agar kisi din market ki samjh nahi ae to kia trading karni chahiye

        Dear friend forex trading aik complicated business ha aur kbi kbi seniour trader bhi market sa dhoka kha jatay hn unhen bhi market ki smjh naen ati lekin meray khial mn agr apko market ki smjh naen aa rhi ho to behtr yehi ha k wait kr len trade na lgayen
        • #5 Collapse

          Re: Agar kisi din market ki samjh nahi ae to kia trading karni chahiye

          G han bhai ap thek kah rahay hain, trading kartay hway kabi kabi aisa den bi ata hay jab market ki movement ki samajh nai ati esleay aisi condition main jo samjhdar trader hota hay woh trade open nai karta aur wait kar leta hay aur jab market ki movement stable hoti hay to us wakt entry leta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Agar kisi din market ki samjh nahi ae to kia trading karni chahiye

            g haan ap sahi kah rhy ha forex par market ki movement ko samaja bagr hamay rading nai karni chaya aur jab tak hamay market ki movement samaj ma na tab tak ham koi be trade na laga is sa hamay loss hi hoga aur hama jab market ki movement samaj ma aya ja ka is trade par market chal rahi ha tab hi hamay trade lagna chaya is tyra ham loss sa bach sakhta ha
            • #7 Collapse

              Re: Agar kisi din market ki samjh nahi ae to kia trading karni chahiye

              Agar ap is mein new hain aur is mein ap zada mehnat karte hain aur is mein apko market ki samjh na aye to apko is mein ihtiyt se kamarna chahye aur market ka wait karna chahye pher ja kar ap is mein profit hasil kar skate hain wait hi sab kuch hain apko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kars kate hain
              • #8 Collapse

                Re: Agar kisi din market ki samjh nahi ae to kia trading karni chahiye

                g bhi agr ksi din apko market ki smj n ia rhy ha tu apko cheyae kae ap us fdin relax kro or trade na kro q kae market kos jae bgari trade kr kae apko lsos hy hoga or losss sae axa ha kae ap trade na kro market ko smjo jab tk market ki movmnet ni smj aty ha practice kro or news read kro market ko analysis krty rho mhnt krty rho tbhy market smj a jae gy ni tu aglae ddin trade kr kae kam krlo
                TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                Please visit my trading journal from here
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Agar kisi din market ki samjh nahi ae to kia trading karni chahiye

                  Bhai jan treading me har din ek naye andaz sy ata hai har din market ki moment alag sy hoti hai koe din aisa hota hai jab hame market ki moment etni samj ati hai k hum 3.. 4 trade lga lety hen aur sab me profit bhi hasil kar lety hen magar koe din aisa ata hai jb hame market ki moment zara samj nai ati tu me sab ko mashwra don ga k wo us din trade na lgaye warna los ho sakta hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X