Oil mai trading say guraiz karay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil mai trading say guraiz karay ?
    Oil mai trading say guraiz karne ki sub say bari waja ye hai k ye buhot he sharp movement karti hai aor eski kam lot size be bari value ki hoti hai lehaza aksar trader oil mai trading say sub kuch lost kar jatay hai so ye maire ik personal suggestion hai sub ko k agar ho sakay tu koshish karay k slow movement walay pairs ko target karay apnay trading k leye...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oil mai trading say guraiz karay ?

    Oil ki trading bahut hi achi hoti hai aur main smajhta hoon k agar ham oil k chart ko smajh jate hain to hamen kissi aur pair men trading krne ki zaroorat bhi nhi hai q k oil ki trading men hamen jitna profit milta hai hamen itna profit aur kissi bhi pair men nhi mill sakta hai
    So hamen mehnat krni chahiye aur jo pairs achi movement rakhte hain hamen un pairrs men apna experience banane ki koshish krni chahiye
     
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Oil mai trading say guraiz karay ?

      G han ap nay bahut achi bat ki hay, gold ki tarah oil ki movement bi bahut fast hoti hay aur es ki movement ko samjhna asan nai hota aur sirf expert traders hi es ki movement ko samjh patay hain esleay hamain oil par soch samajh kar hi trading karni chaheay warna account wash ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Oil mai trading say guraiz karay ?

        G han ap thk keh rhy hain oil k perfect analysis smjhna mushkil ho raha hai q k ye only to bullish trend ma move kr rha tha phr achanak se bearish aa gaya hai esi liye better hai k crude oil ma trading se avoide kea jaye because ek to es ki movement bht fast hoti hai or lots bhi agr hm 1$ ki lgaien to 10$ k equal hota hai ek to es ma trading k liye big capital ki zarort hoti hai or es se account bhi jaldi wash ho jata hai esi liye better hai k ye risk na lea jaye.
        • #5 Collapse

          Re: Oil mai trading say guraiz karay ?

          G khan sb ap bilkul thik krh rehy. Hain. Oil py trading krni chahia blkeeh trading ka maxavhi ysi chiz py ata hy his main arpiaton ziada ho. Lakin yeh mind main hona Chahiye k oil trading k lia achy analysis ki zaroorat hoti hy. Q k. Is main aik to cost bhot ziada hy means aik pip sy apko 10 dollars ka loss ya faida hota hy. R 2ndly yeh agr ap CL py trade lgaty hain r lot size 1.00 ki rakhty ho to apko 30 dlr ka commession py krna prta hy hr hal main
          • #6 Collapse

            Re: Oil mai trading say guraiz karay ?

            Ji forex trading main oil ki trading bht risky hoti hy kiun k is ki move bht fast hoti hy is lie is main loss ka chance bhi bht ziada hota hy or kam balance per to is main trade nai ho sakti is lie oil ki trade se guraiz kerna hi behter rehta hy or yehi app ki account ki safety k lie bht acha hy
            • #7 Collapse

              Re: Oil mai trading say guraiz karay ?

              hamy ache learning hasial kar ky aik time table bana kar oil mai trading karne chahey pher he hum ache earning hasal kar saky gy forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: Oil mai trading say guraiz karay ?

                forex mai agar hum new hain to hamy oil mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Oil mai trading say guraiz karay ?

                  hum oil mai live or sada urdu mai trading kar sakty hain hum is mami part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Oil mai trading say guraiz karay ?

                    Ji haan sir aapne bilkul right kahan hai oil Mein trading karna Ek dangerous ho sakta hai Kyunki is Hamar account was ho sakta hai Kyunki Pal Ki women bahut hi jyada hoti hai agar Hamare Paas knowledge Nahi Hai To Hame kabhi bhi oil me trading Nahin Karni chahi
                    • #11 Collapse

                      Re: Oil mai trading say guraiz karay ?

                      Yes sir mien ap say agree kerta hoon k hamain as mien hamain her bar us waqt Oil mien trade kerna hota hai jab hum as mien aa ker experience hasil ker lety hien q k as mien aa ker jab hamain experience hasil ho jata hai tu hum as mien aa ker her bar success hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker khud k lye earning karna hota hai or apny lye aik behtreen future hasil kerna hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Oil mai trading say guraiz karay ?

                        Meray khayal main oil main trading kerany say guraiz nahi balkay demo per trading seekhnay ki zarorat hay. que kay main nay jab say forum ka bonus account open kia hay main nay boht sari trade oil per hi ki hain aur ALLAH ka shukar hay boht earning ki hay. is liye us pair per trading kernay ki zarorat hay jis per trader ka aboor ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Oil mai trading say guraiz karay ?

                          G han ap nay teak kaha hy kay oil par trade karnay say guriz karyn kun kay aj kal market main oil ka trend bahut low chal raha hy is liyay ap ko chahiye kay pahly ap pair ka trend chack karyn or is kay bad he trade open karyn
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Oil mai trading say guraiz karay ?

                            Aap logo ko chahi Yahan Par call mat trading Nahin Karni chahiye Kyunki uski movement bahut jyada fast hoti hai Jyada moment hone ki vajah se nuksan on coface karne ke chances bahut jyada increase ho Jate Hain Jo permanently increase ho Jate Hain aur Hamari kotiko Yahan Par save Rakhna bahut Mushkil ho jata hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X