Forex is very risky business

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    forex trading is waqt dunya ka sub say risky business samja jata hay aur is main losser ka ratio 7% hay but agr hard working ki jaye aur apna knowledge ko increase kia jaye aur practice ki jaye to risk kam ho jata hay aur profit kay chances berh jaty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      assalam o alaikum bhai jan forex aik buhat riskey bussiness hai ye bat to me manta hn agar ye to hamray eduction kay level par bhee depend karta hai or hamra information or trading or experience par bhee insar karteee hai
       
      • #123 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Saiful12
        Forex trading business is not risky for all Forex trader, because skill and experience trader for Forex trading business is very high profitable and good, but fast time new trader for Forex business is risky.
        asthe right think is that sir is baat pay ma agrree krta ha forex vhot risky bussniess ha jaha hamaay loss bhi hota ha or profit bhi lakin hamay forex ma ziada loss hi hota ha wo islay kay ham yaha pay lalchs krtay ha jis ki waja say haamay loss hota ha or ham kamyab hotay hain
           
        • #124 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: UMERDARAZ1111
          g bhai apne sahi kaa hai ke forex bohot risky business hain aur humein forex trading mein sambhal kar kaam karna chahhye islye humein chahhye ke hum forex trading mien trading karein................................
          assalam o alikum bhai jan bat ye hai kay forex aik buhat kamyab bussines hai...................... or is say ham ko buhat faida hota hai or ham is say buhat kamyab trader bantay hain..........................
           
          • #125 Collapse

            bilkul forex ak bohat hi risky business hai lekin agr ap is me apna exprience or knowledge hasil kar lete hen or apni trading skills behtr bana lete hen to ap risk ly k trading me ak achi money earn kar sakte hen or faida hisl kar sakte hen
            • #126 Collapse

              yes risky tu hai forex aur forex mein greedy enemy hai aur mein is sy avoid karta hon aur aap apnay knoweldge ko increase kiya kary aur experince aap ka acha ho ga tu aap much mney earn kar sako gy otherwise aap is mein apni money loss kar deh gy .
               
              • #127 Collapse

                forex bahot risky business hay is mein loss ho sakta hy and learning bahot important hay kiyon kay without learning ham forex say money made nahi kar sakay gayn isi liye hamay chayie kay forex ko ziyada say ziyada learn karay takay hamara knowledge increase ho yeh aik great business hay aur worldwide business hay .
                • #128 Collapse

                  jee han bilkul forex trading bht risky business hai hum apna risk apni proper practice or proper knowledge sy kam kr skty hain hamy chahiye k hum forex trading start krny sy pehly demo par practice karain.
                  • #129 Collapse

                    forex risky business hai me manta hon yeh baat magar yeh profitable hai aap koi resturent bhi open karen ge to woh bhi risky he ho ga kia pata chale ya na chale aap ka kaam investment wahan bhi karni hoti hai or forex me bhi so risk to sab he businesses me hota hai .
                    • #130 Collapse

                      forex buht hi risky busnis hai or m smjhti thi k ye buht asan h jab kiya to pta chla mere liye ye kam to buht mushkil hai pher bhi m koshesh ker rhi hon k is per kam ker skti hon
                      • #131 Collapse

                        forex risky bussniess to hai par agr ap kay paas forex kay bary mein information or knowladge hai to forex itna risky bussniess nai ap ko bs forex kay bary mein knowladge honi chahiye hai agr knowladge hai to ap easily is mein work kr kay profit kama sakty hai.
                        • #132 Collapse

                          g han bilkul forex aik bohat risky business hy is mein ap ko market ka knowledge aur experience hona chahiye phir ap ko trading karni chahiye ta k loss say bach sakain
                          • #133 Collapse

                            g han ya be bilkul sahi bat ha kay forex trading ak riskey kam ha mager hum is key riskko ak hi tarekay say kam kar saktey hean our wo ya ha kay hum sab ko trading kay doran stop loss kay bager kam nahi karna chaheay
                            • #134 Collapse

                              jee janaab bilkul forex trading aik bohot hee risky business hai duniya mein koi bhee aisa kaam nahin hai jiss mein risk na ho hamain khud say samajh kay aqal say kaam karna parta hai jiss say hamain loss na ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                dear ap jab soch samajha akr tarde lagayen gay to ap ko pata hoga k kahan par kam risk lena hai or kahan par zyada risk better rahay ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X