Newbies ki galat fehmi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Newbies ki galat fehmi
    Jab Koi newbie forex ko join karta hai to wo indicators pe depend karta hai aur woh samajhta hai ke main indicators ki wajah se market mein acchi earningse kar loonga lekin kuch time ke baad jab usse in indicators ki wajah se loss milta hai to tab usse seekhna par jata hai
    Yeh hamari bahut badi mistake hoti hai jo hum indicators pe depends karte Hain Koi bhi trader hamesha ke liye indicators pe depends nahi kar sakta hai q k indicator Hume hundred percent correct results nahi de sakte hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Newbies ki galat fehmi

    Dosto forex main Jo newly trader aatay hain unko chalay guide kiya jaata hai k aap Dino main lakh pati ban Jain gai iss main just profit hai aur wo log b maan jaatay hai aur jab unhain market loss daiti hai then unhain apni iss khush fehmi ka pata chalta hai.so iss khush fehmi say bachnay Kay liye new traders ko chahiye k sabr ka daaman pakri rakhain aur acha knowledge aur demo account pe trade karain aur experience gain kar k he market main aain taa Kay unhain saari reality pata Chal jai
    • #3 Collapse

      Re: Newbies ki galat fehmi

      G forex trading business mein new trader ziada indicator par depend kartay han aur forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil nhi kartay aur new trader k liye zaroori hy k wo indicator se analysis k liye help lain aur indicator par depend nhi karna cahaiye kiok indicator market ki movement k sath hi move kartay han new trader ko cahaiye k wo learning knewledge aur experience hasil karain tu hi kaamyaab ho saktay han
      • #4 Collapse

        Re: Newbies ki galat fehmi

        Dear indicator s par depend krna humari sab se bari galti hoti hay hum ye samjhte hain k ye boht best hay aur ye humain 100%right trdade btate hai tou aesa bilkul.bhi ni hay ye indicators humaon kabhinbhinright trade nai btate is se behtar hay hum analysis kar lia krain aur candles k mutabik trade karain acha prifit ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Newbies ki galat fehmi

          Ye main mistake dekhi gai hay aksar traders ki kay wo ghalat fehmi mei mubtla hotay hain kay aik indicator unko bohat he best earning dey ga asa nahi hota hay indicator pe depend kar lena wrong way hay hamesha aap ko chahiye achi trading skills develop kar len achi mehnat pe focus karain indicators ko apni trading mei just aik help tak he shamil karain.
          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

          PLEASE VISIT HERE
          • #6 Collapse

            Re: Newbies ki galat fehmi

            G bilkul ap ney theek kaha hey dear friend. Indicator per 100% depend nhen kia ja sekta. Indicator ko dekh ker trend to maloom kia ja sekta hey per sirf unki base per trading kerna behter nhen hota. Indacators main ziada ter to lagging hoty hain jo past ka data bata rhy hoty hain. Dear main to JCP ko analysis kerta hon ya phir support and resistance ko follow kerta hon aor behter result milta hey.
            • #7 Collapse

              Re: Newbies ki galat fehmi

              bht sae log hoty han jo ya sochty han kae srf indicator ki help sae agr hm trade krty han tu hm kamyab ho jaty han jabkae ase bt ni ha apko srf indicator por hy deoand ni krta hota ha is lyae ap jab b trade krty ho forex pr tu apko hr angle sae market ko analysis krna hogta ha forex pr apki skills matter krty han indicator apko bs thory heelp krta ha lkn srf usi pr rh kr trade krna bewakofy ha
              TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
              Please visit my trading journal from here
              • #8 Collapse

                Re: Newbies ki galat fehmi

                New bndy ki galat fhmi hoti hy k who is kam my loss bhi na kry is my zeada sy zeada kamaye din hin din phly sy zeada kamai ho our un ko is kam.m sy kbhi loss na ho our bina mnat k hi who kamyab ho jaye ya sab galaat fhmi hoti hy hamari our in sy ham ko hhot zeada nuksan hota hy trading my
                • #9 Collapse

                  Re: Newbies ki galat fehmi

                  g han humain trading main indicator pr depent nhi karna chaiye Q k indicator 100% result kbi be nhi data or kuch trader apna loss be iss wja sy karwatye ha Q k woh baki chezo ko chor kar indicator pr focus karta ha or yeh he unn k bhot bari galti hoti ha humain chaiye k phaliye trading k sub chezo kye bariye main acha sy information laa phir he apni trading ko start kariyee jis pr hum acha bounsk earn kar sgtye hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Newbies ki galat fehmi

                    G han bhai ap thek kah rahay hain zayada tar new bies forex trading ko asan samjh letay hain aur woh yah sochtay hain kah woh sirf indicators use kar k forex trading say acha profit earn kar lain gay but jab un ko bahut bara loss ata hay to phr un ki ankhen khulti hain aur woh learning karnay ka sochtay hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X