New trader he kun loss krty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trader he kun loss krty hain
    Pyary dosto new trader is business mam zuada losss is luy krty hain k woh is business ko easy samj kr trade krty hain is man on ka experience nahi hota woh only is man profit dakhty hain or loss pr nazir nahi ralhty is luy woh samjty nahi is business ko jb on ko loss hota ha tb woh samjty hain k yah business atna easy nahi ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New trader he kun loss krty hain

    New traders ko trading ka expernice senior aur professional trades se kam hota hay es ki waja se new traders ko trades ko manage karny me mushkilat ka samna karna hota hay aur yahi bat loss ki waja ban jati hay, jab key professional traders trades ko manage karna janty hey es waja se achi planing us ko kamyab banany me help karti hay.
    • #3 Collapse

      Re: New trader he kun loss krty hain

      New traders jab easy samajh kar forex pe trading kartay hain wo loss kartay hain unka experience nahi hota hay wo samjhtay hain bas easy hay forex so agar experience gain karnay kay bad skills khasil karnay kay bad trading kartay ho tou aap achi tarah sey success ho saktay ho new traders ko just profit he profit pe nazar nahi rakhni chahiye balkay pehle learning karni chahiye experience gain karna chahiye.
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        Re: New trader he kun loss krty hain

        G han dost ye bat bilkul thek hai k ziada tar loss karny wlon main new mamber hoty hain aur unki loss hony ki wajah sub sy ziada yahe hoti hai k un k pas knowledge aur experience forex forum k bary main kam hota hai ya bilkul na hony k barabr hota hai jis ki wajah sy wo galt trading krty hain aur unhy loss ho jata hai es ly unhy chaiy k wo apny seniors membar sy forex trading k bary main knowledge hasil kary taky unhy forex forum my loss na ho aur acha profit hasil kary
        • #5 Collapse

          Re: New trader he kun loss krty hain

          Forex trading business main new traders is wajha se apna zada loss karte hai kiu k un k pass experience ki kami hoti hay aur is k sath
          Sath knowledge bhi kam hota hay jis wajha se new trader apna loss kar dete hain is liay pehly apne experience ko barhain us k bad is business.ko join karay take loss se bach sake aur aave trading kar sake
          • #6 Collapse

            Re: New trader he kun loss krty hain

            Forex trading mn new members ko loss kii barii waja yahii haaii ky wo bghair practise ky aor unformation ky trading start krty heun unko market charts wgera kaa complete ilam nahii hotaa jiss kii waja see wo smjh nhi paaty aor loss mn chly jaty hrin..
            Mehnat Me Azmat hai
            • #7 Collapse

              Re: New trader he kun loss krty hain

              new traders is lyae loss kkrty han kae unka pas market ka knowledge ni hota ha or wo mareket ko smj kr ni kam krtyu han start m unkae pas experince ni hota ha or kam hota ha tu is wja sae wo loss kraty han unko cheyae start m trade na krn or practice krn dmo or market ko smjn mhn tkr kae kam krn phir bad m aram sae wo profit bna skty han ksi b ksm ka mslla ni hoga
              TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
              Please visit my trading journal from here
              • #8 Collapse

                Re: New trader he kun loss krty hain

                New ne wtrader is liya loss kr rahy hoty hy kio k un ko is kam my hhot zeada smjh nai hoti hy un ko itna zeada pta hi nai hota hybus waja sy who is kam my liss kr rahy hoty hy jb who kuch na kuch sekh jaty hy is kamm my to phr who bhi is my sy kamna shoro kr dyty hy our sahi mhnat krty hy our ayk din expert ho jaty hy
                • #9 Collapse

                  Re: New trader he kun loss krty hain

                  jo be as bussiens ko soch samj kar apna time deta hye to os ko samj aa jate hye ke ye world ka sub se big bussiens hye agr hum as ko soch samj kr nai karte han surf hum ko as me profit he nazar aaye to as me loss ho jata hye to hum phr samj aa jata hye ke to loss be dene wala bussiens hye agr hum apne ap ko as pr acha expert bana chahte han to as pr hum ko time be dena ho ga and as ke knowladge ko be hasl karna ho ga as ko kbi be bager soch samj kr earn ke soch be ghalt hote hye ye sach hye ke as ko jo acha sekhta hye wohi as me acha earn krta hye
                  • #10 Collapse

                    Re: New trader he kun loss krty hain

                    g haan ap sahi kah rhy ha forex par aksar new trader ko hi lose hota ha is ki waja boht si ha un ma sa ik waja ya be ha ka wo forex ko ik boht easy business samaj kar shuru kar data ha aur is ka bara ma knowledge wagra nai lahta ha aur un ka pas experience be nai hota ha jis ki waja sa wo zada mistakes kar data ha aur un ko zada loss be hota ha is hi waja sa
                    • #11 Collapse

                      Re: New trader he kun loss krty hain

                      Dear asi koi baat nhi hai ky new trader he loss karty hain boht sy seniors b hain jo loss kar jaty hain firex trading business he aisa hai jiss main loss to aam baat hai kabi profit ho jata hai to kabi loss b likn app ke batt sahi hai

                      zaida tar new trader hain jo zaida loss karty hain ku ky wo abi forex main new hain our un ko forex ka knowladge kam hai jis ke waja sy markeet ke moment ko sahi sy samj nhi paty our galt trade kar jaty hain jis ke waja sy loss ho jata hai

                      es liy new trader learning par zaida twojo dain na ky trading par trading karin likn zada tar demo par karin jab tak forex ka acha knowladge nhi ho jata
                      • #12 Collapse

                        Re: New trader he kun loss krty hain

                        Yes dear new members ko hei zaidaa nuksann hotaa phli bat to new member kyy pass experience our knowledge kamm hotaa hai demo account main practice karna our bat hai lykin real trading main confidence bi rhkna partaa hai new trader gabraa jataa hai our gabraa kar koi na koi galti kar detaa hai forxs trading main ek zara seii galtii bi marwaa deti hai...
                        • #13 Collapse

                          Re: New trader he kun loss krty hain

                          forex aik real or kabi be band na hony wala business hain new mamber ko chahey wo kam karty howy apnl lalch or emotion ko qabo main rakhy loss hony ki sorat zada tense na ho balky apni galtio ko avoid kar ky hard work or mehant sy kam kary pher hi wo lss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik international business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: New trader he kun loss krty hain

                            agr ham forex main new hain to hamy experience hasil kar ky kam karna chahey hamy market ki movment ko dekh kar investment karni chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aikinternational or kabe be band na hony wala unique business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New trader he kun loss krty hain

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
                              Pyary dosto new trader is business mam zuada losss is luy krty hain k woh is business ko easy samj kr trade krty hain is man on ka experience nahi hota woh only is man profit dakhty hain or loss pr nazir nahi ralhty is luy woh samjty nahi is business ko jb on ko loss hota ha tb woh samjty hain k yah business atna easy nahi ha
                              G bilkul ye business itna asan nai h jitna log smj lety hain... Han ye aek interesting business h jis ko asani sy seekha ja skta h mgr itni b jaldi nai jitna log smj lety hain isliye meri newbies ko advice h k wo is business ko pehly sikhien phr kam krien In Sha Allah wo kamyab hon gy
                              Thnx

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X