Profit karnay par aap kesa mehsoos karthay hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit karnay par aap kesa mehsoos karthay hay
    Forex trading may jab mujay profit kartha hoon our oska withdraw jab aa jatha hay tho may samajtha Hoon ke mujay apne mehnat ka sila mil gia hay aap log bathain ke aap log kesa feel karthay hay jab aap ko earning hothi hay tho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit karnay par aap kesa mehsoos karthay hay

    Dear friend kisi bhi business mn jb kamyabi hasil ho aur profit hasil hota ha to apko bahot khushi milti ha mgr jb apko loss bhi ho to preshan naen hona chayay isliay apko ziada sa ziada mehnat krni chayay ta k apko profit hasil ho skay
    • #3 Collapse

      Re: Profit karnay par aap kesa mehsoos karthay hay

      G bilkul main ap ki baat say itafaq karta hoon kamyabi ki khushi ki to baat he or hy or forex trading business main jub hum din raat kaam kartyhyn or is kay bad humay iska profit milta hy to humari khushi ki itha nahi rahti
      • #4 Collapse

        Re: Profit karnay par aap kesa mehsoos karthay hay

        dear koi bhi aisa trader nai hay jisay profit ho aur wo khush na ho ham sab kaam he is main profit ki niat say kr rahay hain q k agar ham nay lose krna ho to aur bhi bahut saray tareekay hain jin say ham sab aik he din mint main apna sara kuch lose krwa saktay hain lose krwanay main koi mehnat nai krna parti hay aur profit honay main kabhi kabhi sari umar bhi lag jatai hay aur kabh samjh bhi nai lagti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Profit karnay par aap kesa mehsoos karthay hay

          G ap sb ki bt to tk ha pr ma to abi working kr rahi ho forex my to jb ma be km stat kr low gi to he ma be ya he khaho gi ky ma ny Jo km kya ha ous ka profile Mila ha or jb withdraw kr ow gi to both he zada khochi ho gi mujy ky mari sb sy phali janti Mary ps ha
          • #6 Collapse

            Re: Profit karnay par aap kesa mehsoos karthay hay

            Profit krny pr ham mo hot zeada aacha feel hota hy ham bhot hi zeada acha feel jety hy khoah hao jaty hy our hanara jazba barh jata hy hamari henat barh jati hy our hanary andr counfidance bn jata hy jis ki waja sy ham our bhi acha kam kr sgty hybphr our agy zeada faida hota hy ham ko
            • #7 Collapse

              Re: Profit karnay par aap kesa mehsoos karthay hay

              Dear forex main profit aur loss is ka hisa hai jab ham profit karte hain to ham bahut khush hote hain aur jab ham loss karte hain to ham bahut udas hote hain lakin hamen udas nahi hona chahiye qk agar ham udas ho gye to phr learn nahi kar painge is lye jab hamen loss ho to hamen loss ki wjaa maloom karni chahiye aur phr mehnat karni chahiye apni us ghalti ko sudharna chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Profit karnay par aap kesa mehsoos karthay hay

                My dear Jahan Tak Mera khyal hai to profit milny par San ko he Khushi hoti hai kyun ky jab koi mehnat krta hai aur us ko us mehnat ka phal ache profit ki shakal men milta hai to bohat ziada Khushi k sath sath encouragement bi milti hai aur mazeed mehnat krny ka Dil krta hai ta k aur ache earning kr sake aur kamyab trader bn sake.
                • #9 Collapse

                  Re: Profit karnay par aap kesa mehsoos karthay hay

                  Dear brother aap ki baat droost hay ky Profit karnay par aap kesa mehsoos karthay hain aap profit kernay per jahain aap ko khushi mahsoos kerty hay too wahan hi dil main oor mehnat kerny ki khoash pada hoti hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit karnay par aap kesa mehsoos karthay hay

                    Dosto forex aik halaal business hai aur bohat he profit dainay waala business hai aur jab kisi b shaks ko uska pehla Profit milta hai to wo aur motivate aur zayada dilchaspi say kaam karta hai aur khushi to na pochain bhut zayada khushi hoti hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit karnay par aap kesa mehsoos karthay hay

                      Forex mein hum log bahut zayada mehnat sae kaam kertay hain aur jab kisi ko uss ki mehnat ka silla milta hai tou uss waqt uss ki khushi ki inteha nahin hoti tou jub humain forex sae bhi mehnat kay silay mein profit milta hai tou humari bhi khushi ki inteha nahin rehti

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X