Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona
    Dear all forex member kuch log forex me bhot mahnat karty han trading me bhi or posting me bonus kay lye mgr phar bhi wo log na kam ho jaty han dear me aesy logon ko mashwara dena chata hon kah ap mahnat to karty han kya apny dekha hai kah ap ka wo way bhi thek hai jis pe ap mahnat kar rhy ho agr apko apny way ka he nhe pata to mery kheyal me apka mahnat karna he fazol hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona

    kuch log hardworking karte hai or kamyab nahi hote or kuch smart working kar ke kamyab ho jate hai hard working bohat achi bat hai lakin apko ya pata hona chahiye ke hum kis way me ja rahe hai kya hamri mahnat hame faida de gi ya nahi forex trading me b hame mahnat karni hai lakin ache way me rules ko follow karna hai.
    • #3 Collapse

      Re: Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona

      Dear member ap ny achi bat ki hai kuch member boht hardworking karty hen din rat poste karty hen aur bonus bhi acha hasil kar lety hen magar jab treading karty hen tu apna account wash karwa bethty hen eski wja ye hoti hai k posting sy bonus tak tu unka way thik hota hai lekin treading k lye unka way sahe nai hota unko signal achy nai milty jis wja sy treading me unka los hota hai es lye me un sy kahi ga k treading k lye acha way akhtiyar karen.
      • #4 Collapse

        Re: Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona

        Insan jab tak sahii learn nai krletaa tab tak uskii mehnat bekar hy wo jtnaa bhii zorr lagaa lyy agar wo ghltt strategies prr zorr laga rhaa hgaa tw usy loss zrurr hgaa isliee pehly ap theek strategy ko pehchanien aurr phr usprr kam krna shru kren wrna apko bss loss e hgaa isliee be pstv always.
        First LEARN Then You Can Remove The "L"
        • #5 Collapse

          Re: Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona

          G ap sahi keh rhy hain kafi members bht zayada mehnat k bawajood bhi nakam ho jaty hain jis ki wajha ye hoti hai k wo posting yo krty hain but bht short hoti hain ya quality ma frq hota hai ta repeated posts create kr dety gain to jb moderator review krty hain to wo delete ho jati hain esi liye hm agr time dety hain or mehnat krty hain tou hmy sahi se achi trha mehnat krna chahiye hai
          • #6 Collapse

            Re: Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona

            G han bhai ap thek kah rahay hain agar hamari koi manzel hogi aur ham us manzel ko panay k leay mehnat karain gay to es say ham zarur kamyab hon gay aur hamain hamari kamyabi mil jaay gi but agar hamain apni manzel ka bhi pata nai hoga to mehnat karna fazol hay es say hamain kuch hasel nai hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona

              Asslam o alikum jee haan bhaai jaan Aap ne bilkul theek hi kahan hai main sirf Itna kehna chahon ga Ke hamen Chahiye Ke ham agar forex main kaam Kar rahy Tou Mehnaat Ke saath way Bhi karna zaroori Hai take hamara bonus ziyada aay thanks
              • #8 Collapse

                Re: Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona

                Bilkop hanri mhnay zeada homi chiya us k sath hi sath hamko our bhi sahi trha sy ham ko kam ana chiya gam o chiya k ham our hi achi trha sy kam kia kry our sahi raha kry ham agr galat jaga pr mhnat krty hy our gakata rasta hota hy to ham kamyab nai hoty hy bakky ham apna taime waste jr rahy hoty hy ham ko aona sab kuch bnny k liya sahinjaga or nhnat krni hoti hy
                • #9 Collapse

                  Re: Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona

                  G Dear apki bt sahi hai ham itni mehnat karte hain agar apni is mehnat ko zaya kar den to fazool hai hamari mehnat hamen sab se pehle learn karna chahiye apna ek maksad banna chahiye us k bad hamen proper work karna chahiye hard work karna chahiye apni mistkes ko khtm karna chahiye qk agar ham ek he ghalti bar bar karenge to learn nahi kar painge
                  • #10 Collapse

                    Re: Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona

                    G Han bilkul aisa he hai mehnat k sath sath planning bi strong honi chaheye aur is k ilawa koshish kren k trade planning k according he kren tabi ap successful trading kr saken GE aur ache earning kr saken GE is liye mehnat krny k sath sath koshish kren koi na koi acha way istemal kren tabi kamyab Hun ge.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona

                      forex trading main kamyb hony k liye zarori hai k hum apni trading main mahnt karen q k jub tak hum mahnt nahi karty hain hmain trading ki ability ko strog hony k chances bhi nahi milty hain es liye apni trading ko aghr bahtr karna hai tu mahnt karni hai or os mahnt ko sahi traiky se uterlise krna zarori hai qk just mahnat se he ap achi trading nahi akr skty apko right descin par bhi focus krna parhta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona

                        ap sahi keh rhy hain kafi members bht zayada mehnat k bawajood bhi nakam ho jaty hain jis ki wajha ye hoti hai k wo posting yo krty hain but bht short hoti hain ya quality ma frq hota hai ta repeated posts create kr dety gain to jb moderator review krty hain to wo delete ho jati hain esi liye hm agr time dety hain or mehnat krty hain tou hmy sahi se achi trha mehnat krna chahiye hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Mahnat kay sath sath way ka bhi thek hona

                          Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein kuch log bahut zyada minute Karte Hain Din Raat kaam karte Rehte Hain apni posting Bhi Karte Hain posting Se achha bonus bhi Hasil Karte Hain aur jab trading Karte Hain unko loss Ho jata way Aisa Kyun Hota Hai Iski Wajah yahi hai unke Paas knowledge aur experience key Kami ki vajah Se aisa Hota Hai hi unke Paas knowledge experience nahi hoga to reading Mein loss hoga isliye mehnat ke saath kamyabi Hasil karne ke liye Hamein iska knowledge or experience Hasil karna bahut Zaruri Hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X