Forex main education kitni zaroori hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main education kitni zaroori hay
    Forex trading ik bohat critical business hai aur agar isko educated log sikhenge to wo bahut jaldi sikh sakte hain isko illiterate peoples bahut mushkil se seekhte hain aur agar wo computer ke baare mein aur international markets ke baare mein kuch pata hoga to wo isme bahut ziyada development kar sakte hain..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main education kitni zaroori hay

    Forex trading ky liay kisi special education ki zarurat nehi just hamain agar thori bahot English ati ho tou ham forex market main continue trade ker ky trading experience hasil ker lety hain aur phir investment aur withdraw hi kerwana hota hai ky hamain isky liay kisi qualification ki zarurat nehi hoti just computer ya mobile ka use hamain ana chahiay aur internet ko operate kerna bhi
    • #3 Collapse

      Re: Forex main education kitni zaroori hay

      Kui makhsos education to nhii haii eskii but mere khayal mn matric hona chaiyyee taa ky members ko likhna prhna aata ho tabhii wo forex mn kaam karr sekheiin gy aor kuii bilkul hii un educated hoo too wo forex ko nhii smjh paae ga..
      Mehnat Me Azmat hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex main education kitni zaroori hay

        forex me koi education zaroori nahi hai lakin ap k pas thori bohat education honi chahiye jis se ap typing kar sake or ap reading kar sake so ap k liye itna hi kafi hai baki ap forex me a kar kam kar sakte hain or achi se achi earning bi kar sakte hain so ap ko chahiye k ap forex ko jadl se jald join kare or dil o jan se forex me kam kare ta k ap forex se achi earning kar sake.
        • #5 Collapse

          Re: Forex main education kitni zaroori hay

          Forex trading k liay members ka educated hona be buhut zarori hay lekin har insaan ke apne raiay hothe hay our maray khyal may education say ziada experience buhut ahmiath rakhta hay our os say be ziada luck depend kartha hay aap ke earning par
          • #6 Collapse

            Re: Forex main education kitni zaroori hay

            Forex main education ki koi value nehi hai yahan per uneducated forex trading expert zyada profit hasil kerty hain lekin master degree holders ko loss ho jata hai so thori bahot education forex market ko chalany ky liay zaruri hai lekin aesa bilkul bhi nehi ky jo zyada educated ho woh forex main zyada kamyab hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex main education kitni zaroori hay

              G han brother ap thek kah rahay hain, wesay to forex trading main education ki koi pabandi nai hay but agar koi parha likha insan forex trading ko join karta hay to us ki kamyabi k chances zayada hotay hain q kah un ka mind active hota hay aur us learning ki ability zayada hoti hay esleay woh jaldi learning kar k trading k kabel ho jata hay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex main education kitni zaroori hay

                Pak forxs main kam karnyy liyee koi edution ki koi limit ni hai koi bi isyy join kar sktaa hai forxs main bus kamybii kyy liyee forxss ki edution ka hona zaroori hai agr to forxs ky baryy main infromtion hai to phr to thk warnaa phlyy forxs ky bary kain infromtion hasl krenn kisei senior syy ya phr hud mehnt kar kyy learing krenn forxs ky about our seekhyy forxss ko..
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main education kitni zaroori hay

                  Forex my education bhot zeada aichiya hoti hybs engkish ati ho tay ham news wagera losnkh ly our baki jo hanara kam.hy who ham sahi krny k liya forex ki aono jo lerning hoti hy is ko lern kia kry to han isnkammmynkamyab ho sgty hy wasy isnmy agr equcation bhi to acha hota hy bora nai hota hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main education kitni zaroori hay

                    Forex mein education hasil kerna bahut zaroori hai kyun kay forex ka knowledge koi aam knowledge nahin hai iss kay baray mein pakistan mein logoun ko zayada awareness bhi nahin hai tou forex sae income lenay kay lye humain forex ka knowledge hasil kerna hi hota hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X