Ehtedaal
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ehtedaal
    Asssalam.o.alaikum mn aaj ap sub memebrs koo yehh batana chahou ga kay forex mn sabr kay sath sath ehtedhal mn rehna bhii bht matter karta haii kuchh memebrs yaahn pay over confidence ka shikaar haiin unhy lgtabhaii kay unsyy mistake nahii hoskttii but merii advise haii kindly ehtdeall mn rehyn taaky kisi bary loss se bachh jaein.
    Mehnat Me Azmat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ehtedaal

    Well ap.ne bilkul theek kaha k forec main success hasil karne k liay boht zarori hay k ap over confident ka hi na ho humare andar kam ko jarne ka confidence hona chaiay lekin itna bhi nai hon chaiay k hum khud ko boht bare trader samjhne lage aur isi cheez main hum apna big loss kar bethain kou k forex aik aesa business hay jis main zara se bhi mistake ki koi gunjaish nai hay hum apna mazid loss hi karte hain
    • #3 Collapse

      Re: Ehtedaal

      Jee haan dear brother apne durusat kaha hai hame overconfidence mein nahi parhna chahiye kyunki overconfident bhi hamesha loss kar jata hai hame chahiye ke achi strategies aur acche analysis karin taake hame forex main ziyada se ziyada kamyabi ho baje is kay keh hum dusron ko kehte phirain k hamin forex bahut accha aata hai..
      THKS
      • #4 Collapse

        Re: Ehtedaal

        G han bhai ap nay achi bat ki hay, hamain forex trading main kabi bi overconfidence nai karna chaheay q kah agar ham overconfidence karain gay to es say ham kuch chezo ko ignore kar jaain gay aur wahi chezain hamaray leay loss ka sabab banain gay esleay hamain market ko achi tarah analyse karna chaheay aur kisi bhi point ko ignore nai karna chaheay.
        • #5 Collapse

          Re: Ehtedaal

          Yes bahi ap ki bat teahk hai ehtidal s kam lana bohot lazmi hai agr ap ehtidal s kam nahi lata or over confidence dahkahta hain tu ap bohot jaldi market s out ho jayain gain market mai ap ka rahna mushkal ho jaya ga is lia over confidence ki jaga ehtidal s kam lain or phr dahkain ap ko market mai kasa moka milta hai earning krna ga over confidence tu kisi mai jaga ap ko fida nahi data serf nuksan data hai
          • #6 Collapse

            Re: Ehtedaal

            G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me apny bilkul thek kha hai hamen sabar kay sath sath ehtedaal sy bhi kam lena chahye or jo log ye samjhty han kah un sy mistake nhe ho sakti wo ye sun len kah insan to khata ka putla hai to wo kesy kah sakty han kah un sy mistake nhe ho sakti
            • #7 Collapse

              Re: Ehtedaal

              Forex market main ahtedaal tab hi ata hay jab us kay kuch rules hon. jesay life main ager life kay kuch rules hon gay to life main ehtedaal ho ga. isi trah say ager trader kay trading kay hawaly sy kuch rules hon gay to wo ehtedaal main khud ba khud chala jaye ga jab wo un rules ko follow keray ga. is liye trading main trader ko trading kay asool banany chahye.
              • #8 Collapse

                Re: Ehtedaal

                yes miana ravi se chalna hi ham ko har field main kamyab karwata hai is liye forex main bhi lalach se bache aor ahista ahista success k safar ko jaari rakhain ye naa sochain k aik hi dam hi bohat sa profit hasil kar lena chaye is se trading main koi faida nahee hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ehtedaal

                  G Han bilkul agar koi shakhs is market mein kameyab hona chahta hai to us ko apne emotions pe control karma ho ga agar wo overconfidence mein rahe ga to Bui aur agar himmat nahi Kare ga to Bui loss Kare ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ehtedaal

                    forex main kam karny kay liye humain is main sabar say kam to karna hi hota hay magr is main etedaal say b kam karna hota hay kun kay market main kafi kuch baton ko mantain kar kay hi kam kia jata hay agr to is main confuse ho kar kam karty hain to trade karna humary liye kafi risky b ho sakta hay loss b ho sakta ha y
                    "The mind is everything, What you think you become"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X