Manual aur automated trading me difference
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Manual aur automated trading me difference
    Manual trading karny me aur automated trading me bahot zeyda difference hota hay, automated trading system me risk factor ko auto system se control kia jata hay aur manual trading me traders khud manually risk aur loss factors ko kam karny ki koshish me market ki analyzing karty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Manual aur automated trading me difference

    G han dear jesy nam sy he zahir hai agr ap forex trading me khud matlab manual trading karty ho to apko sab kuch khud he karna pary ga or agr ap automated trading karty ho to us me apko kuch bhi nhe karna parta kesi kesim ki koi tension nhe leni parta wo khud he sab kuch karta hai
    • #3 Collapse

      Re: Manual aur automated trading me difference

      G forex trading business mein hum auto trading bhi kar saktay han aur manual trading bhi kar saktay han aur Mary kahyal mein manual trading hi behtar hy manual trading se hum khud mehnat kar k market ka analysis kartay han aur trade open kartay han aur auto trading mein robot hi khud trade open karta hy aur close karta hy
      • #4 Collapse

        Re: Manual aur automated trading me difference

        Forex Trading mein manual trading auto Trading se behtr he, kyun ke manual Trading mein hm khud hi trade lagate or khud hi close krte hain, jb ke auto trading mein robot ke zrye trade lgti or close hoti he.
        • #5 Collapse

          Re: Manual aur automated trading me difference

          Brother app nay bohot he sahi baat share ke hai ke manual trading aur automated trading me traders kay liye bahot zeyda difference hota hay jis ke waja say traders ko b inn dono kay difference ka andaza hona lazmi hai . automatic trading mai trades software ke madad say open aur close ho rahi hoti hai , jab kay manual trading mai traders apny trading decision khud kar rahy hoty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Manual aur automated trading me difference

            Dear brother main aap se agree krta hon automated trading mein risk ko auto system se manage kia jata hai aur manual trading mein risk ko self strategy se control kia jata hai auto trading mein sb kuch system control krta hai analysis bhi khud krta hai lekin dono k result mein difference hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Manual aur automated trading me difference

              yes dear ap ki bat ksi hd tk bilkul theek e ha ka market mn auto trading krna wala bnda ko khud yh nhn pta hota ha ka trade kis time open ho ge and kis time nh ho ge sath mn manuall mn ap khud apna account balance manage kr rha hota ho sath risk trade ka decision sub ap ka apna hota ha g but auto mn yh sub nhn hota ha auto agr ap risk free zone mn rh kr krn to phr woh bhot e bhtr ha g
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Manual aur automated trading me difference

                G han brother ap thek kah rahay hain, auto trading main loss k risk ko ap khud control nai karay aur na hi apny risk factor ko ap kam kar saktay hain but manual trading main loss aur profit ap k hath main hota hay aur ap khud apnay risk factor ko control kar saktay ho aur apni trades ko manage kartay ho.

                اب آن لائن

                Working...
                X