Forex mein currencies kay bahut zayada pairs hain aur aksar members ko pata nahin hai kay inn ki movement kaisay hoti hai tou jin currencies mein pahele USD ata hai woh dollar index kay sath move kerti hain
Jaisay USDEUR tou iss mein agar dollar index ouper jaye ga tou yeh pair bhi ouper move keray ga aur agar necchay move keray ga tou yeh pair bhi neechay move keray ga
Aur jin pairs mein USD baad mein aata hai jaisay GBPUSD tou yeh pairs dollar index kay opposite mve kertay hain jaisay dollar index ouper jaye ga tou yeh neechay move keray gay aur dollar index neechay jaye ga tou yeh pair ouper jaye ga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим