Forex mein sentimental analysis kya hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein sentimental analysis kya hain
    Yeh tou mujhay pata hai kay forex mein teen qisam kay analysis hotay hain fundemental analysis technical analysis aur sentimental analysis aur her aik ki forex mein bahut zayada aehmiat bhi hai lakin mujhay yeh nahin pata kay sentimental analysis kya hain please aap bata dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein sentimental analysis kya hain

    main aap logo ki baatein agree nahi karta hoon Kyunki kuch Log Yahan Par Mitra achha wala bhi le rahe hain main personally in logo ko Janta Bihu Zoya Pavitra le rahe ho kaam Bijapur ko acche se kar rahe hai in logon ko chahiye ke market Mein Apna level create karte rehna chahiye wo Itna jyada ho sake planning ke sath photo achha hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein sentimental analysis kya hain

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me me just 2 analysis kay bary me he janta hon me kesi 3rd analysis kay bary me nhe janta hon meny pahli bar he ap sy suna hai mery kheyal me is kay bary me most senior log he janty hongy sentimental analysis kay bary me
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein sentimental analysis kya hain

        Baai Jaan jis tarah aap ko nahe ptha ose tarah hamay be nahe patha ke sentimental analysis Kia hothe hay aap ke threads say new members ko buhut rehnumaai milaige basharth ye ke wo is par saare replies ko ghor say read karay
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein sentimental analysis kya hain

          Dear aap ki baat theek hai kay forex mein teen qisam kay analysis hotay hai aur her aik yeh analysis kerta bhi hai lakin maximum logoun ko dou ka tou pata hai lakin teesray ka nahin maaloom aur mere khayal mein jab hum market ki range check kertay hain kay uss ki suuport kya ho gi aur resistance kya ho gi tou iss ko hi sentimental analysis kehtay hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein sentimental analysis kya hain

            Dear brother aap ki baat droost hay ky Forex mein sentimental analysis kya hain g bho asp nai bahoot ascy hain ky sentiments analysis kya joota hayager asp koi Bhai sentimental analysis ky baghairkam nai ho sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein sentimental analysis kya hain

              forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky sentimental analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik real business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein sentimental analysis kya hain

                forex mai sentimental analysis ke bohat ahmeyat hamy is ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary muamlik sahmil hain yai pakistan mai be legal ban cuka hain is mai hamra koi boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein sentimental analysis kya hain

                  hamy sentimental analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tukky laga kar kam karty hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein sentimental analysis kya hain

                    Friend ap nay sahi kaha hai,good sirf usi waqat hota hai jab humain frex main se acha profit hota hai jab humain is main se acha profit nhi hota hai toph humain bohat zadya mushkiol ho jati hai jis ka humain idea b nhi hota hai is leya humain chay k aiss main apna time sped kerain ta ka humain is main se aha profit hasil ho saky ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein sentimental analysis kya hain

                      forex main sentiment analysis karna bohut he zrori hai ager app ko sentiment analysis karny nahi aty hain tu ap ko forex main success nahi mil sakti hai kyon k sentiment analysis he ap ko yeh bataty hain k market main buy karny waly log ziada hain ya sell karny waly log ziada hai ager buy krny waly ziada hain tu ap ko bhi buy karna ho ga aur ager seller ziada hain tu ap ko seel karna ho ga ager ap ye nahi samh sakty tu ap forex market main success nahi mil sakti hai iss leay ap ko ye analysis karny nahi bholna chaheay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein sentimental analysis kya hain

                        Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi,Market ia always moving and it make us should learn follow market moving if we stop for learn and only little learning is will dangerous because we loss for see market moving and it will bring so many loss in trading ,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein sentimental analysis kya hain

                          Dear Fellow ham, agar ham koshish karein tu har sawal ka jawab mil sakta hai, Forex main Loss hamare liye aik boht achi cheez hai is se hum boht kuch seekhte hain aur ye hamain future main boht faida deta hai kyun ke loss hony se hum jo ghalti ki hoti hai us se seekhte hain aur isi seekhne ki waja se hum knowledge and experience hasil kar lety hain aur acha profit hasil karne lag jaty hain,Stay happy
                          https://t.me/pump_upp
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein sentimental analysis kya hain

                            Froex trading main 3 trah kay analysis use hotay hain jesay technical, fundamental, aur sentimental analysis. sentimental analysis main yeah dekha jata hay kay market main majood trader ka kisi currency kay baray main kia khaya hay. jesay trader ko yeah lagay kay USA main selab anay wala hay aur us say economy down ho jaye gi to un kay khayalat dollar kay baray main achay nahi rahay gay jis say wo dollar ko sell kernay ka sochen gay. is say idea ho ga kay dollar down jaye ga. is ko sentiment analysis kehtay hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X