luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.
    dear jo trader mehnat krtay hain wo sab kuch hasil kr laitay hain aurr jo yeh samjhtay hain k luck he sab kuch hay wo mehnat ko fazool samjh kr khud ko bekaar kr baithtay hain unhain kabhi bhi kamyabi nai milti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

    G sears pak forex forum main mahnat kernay wala kamyab hota hai wo mahnat posting main bhi krain aur trading main bhi ttadibg main damo per pratic jitne ho sakay krain damo ko choor mat dain agar bonas khtam ho jay tab bhi damo per trade krain es say experince ziyda ho
    Luck kuch nahi hai mahnat hi luck hai jitne mahnat utni hi luck ziyda ho gi js k anlyses planing kamyab hai wo lucky hai
    • #3 Collapse

      Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

      Dear bro ap ki bat bilkul thk hy ke forex trading aik proper business hy jo proper way se learn kerna padta hy kush log forex trading main apny kismat azmanay aty hn lkn in ko loss dekhna padta hy forex trading koi lottery ni ke luck per depend kro is ager forex trading buisnes main ana hy to pehly forex ko seekho
      • #4 Collapse

        Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

        Forex market main luck zarur chalti hai lekin bahot kam ky agar ham analysis kerty hain aur hamain trade open kerny ki ho indication milti hai agar ham usky ulat bhi trade open ker dain tou hamain profit hasil hona shoru ho jata hai lekin analysis ker ky same direction main trade open kerny per bhi loss ho jata hai tou luck agar favour kery tou bhi profit hasil ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

          Apki bat bilkul drust hai is business men bohat se log aesy atay hain Jo sirf luck per depend kar k trade kartay hain aur wo jald he nakam ho kar is business ko chor jatay hain. Is business men luck ka kirdar bohat kam hai aur ap sirf mehnat aur experience se he is men kamyab ho saktay hain.
          • #6 Collapse

            Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

            dear aap ki baat ka Bihar Tak theek hai ye Sare Panghat Mein Bataye Hame wo Sab risky se including your USD Euro USD series ki Tarik hai but short term trading make UK in pairs Mein movement hoti hai bahut slow aur Jahan se Momin start karte hain kuch time Baad Mein Aa Jate Hain Tu meri saans Saans Ki Hai
            • #7 Collapse

              Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

              G han dear me apki bat sy itfaq karta hon dear apny bilkul thek kha hai kah luck pe wo log he depend karty han jo mahnat nhe kar sakty han or jab kah sab janty han jo mahnat karta hai just us ko he kamyabi milti hai qk luck pe trading ka matlab hai tukky ki trading karna jis sy apko kabhi bhi kamyabi nhe mil sakti hai
              • #8 Collapse

                Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

                yes dear ap ki bat bilkul thek hai hmain luck pay aitbar nahi karna chaheay balky hmain hard work he iss qader karni chaheay k hmriluck khud ban jay j lg luck pay aitbar karty hain wo successs nahi hoty hain is leay bar bar loss hony saay ghbarana nahi chaheay balky lagy rhena chaheay.
                • #9 Collapse

                  Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

                  g bhai ap thek kaha hai luck par wo log aitbar kar k chalty hain jin k pas hosly nahi hoty hain wo zra sa loss hone par darty hain ap ko pta hona chahea jahn business hota hai wahn profit aur loss dono hoty hain es lea ap ko luck par depend nahi hona chaheay khud ki hard working itni honi chaheay ap ko luck ki koi bat na laini pary.
                  • #10 Collapse

                    Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

                    forex may jab hum kam karty hain to is may luck ka koi kam nahi hota is may to bounes mahnat say he malta hay is may jo log luck par yaken karty hain to asay log khod ka bohat loss hota hay or is may asay log apanay account bohat band ho jaty hain or asay log bohat kam profit hasil karty hain zayada khod ko loss he karwaty hain q kay forex ak real business hay is may luck ya fored ka koi kam nahi hota ya sab fazool hay is may
                    • #11 Collapse

                      Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

                      forex online business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table kar mahnet sy kam karna chahey hamy luck py kabe be truest nahi karna chahey hamy apny learning ko best than best bana chahey forex aik asa business hain learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

                        g haan ap sahi kah rhy ha jo lo puri tyra sa luck par depend karta ha wo log kabhi be successful nai hota ha ku ka wo mehnat kio fazool samajta ha aur wo trading ko time damn be fazool samajta ha aur wo luck par depend ho kar kabhi be without analysis kya trade laga data ha jis ki waja sa un logo ko bad ma sirf aur sirf loss hoi hota iun logo ko mehnat karni chaya
                        • #13 Collapse

                          Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

                          G hain sir apne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hainis mein apko ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein kam kar skate hain ye aik best online site hain jis mein ap kam kar sate hain apko s meinb zada se zada expriences hasil karna chahye pher ja kar ap is mein earn kar sate hain
                          • #14 Collapse

                            Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

                            g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he luck pe aitbaar wo log karte hen jo bussniss ko bussniss smajh kar kam nhe karte lekin mere khyal me wo aisa bilkul bhi na karenq ke har wakat luch sath nhe deta agar sath deta he to apna knowledge aor expeience unhen chahye ke wo mihnat kia karen aor is bussniss ka knowledge aor experience hasil karen aor apne bharose pe hi kam karen ....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: luck pay aitbaar wo krtay hain jo mehnat ko fazool samjhtay hain.

                              forex main luck ki koi be ehmiyat nahi hain hamy is main hard work or mehant sy kam karna chahey hamy market ky rules ko follow kar ky or is ky up or down ko follow kar ky kam karna chahey pher ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai kabe be band na hony wala real or international business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X