Short cut learning se parhaiz karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short cut learning se parhaiz karen
    Dear aksar newbies trading ko join karte he thora sa learn karte hain aur samjhte hain k wo bas expert ban gaye hain aur real account main invest kar k bari bari lot ki trades laga dete hain aur hota ye hai k chand he dino main unka account wash ho jata hai
    is lye pehle proper learning karen demo main practis kare basic learn karen acha knowledge hasil karen aur jab apka demo main trading kar result acha ho tab real account main invest kr k trading karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short cut learning se parhaiz karen

    Trading k buisness my shortcut kuch bhi nainhy isnmy to mhnat k sath our sab sahi trha sy manige krny k sath hi kam irna hota hy ham ko planing k sath hi kam krna hota hy agr ham trading my planing knsath kam krtybhy our sgort cut k bjaye sahi full forex ko sekh lyty yy to ham is kam my bhot agy kam kr sgty hy sab kuvh ham.kamyabi hasil krny k kiya ya sab kry to kamyab bn sgty hy ham
    • #3 Collapse

      Re: Short cut learning se parhaiz karen

      yes dear short cut jaisay kaam main short cut he faida hota hay is say hamain koi propper knowledge ya propper earning nai mil sakti hay aur ham jaisay jaisay short cut ka sahar laitay hain hamain is ki adat parti jayege aur ham is k sath sath apna confidence bhi khotay jayengay is liye hamain thora bahut wait kr laina chaye aur mukammal learning kr laini chaye aur phir is main araam say earning krni chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Short cut learning se parhaiz karen

        Agar ham forex market main trading ka complete knowledge hasil ker lety hain tou hamain experience hasil kerny main bahot asani hoti hai lekin kuch hi knowledge hasil kerny ky bahd agar ham investment ker ky trade kerna shoru ker dety hain tou hamain investment per bahot zyada loss ho sakta hai ky both knowledge aur experience na hony per sirf loss hi hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Short cut learning se parhaiz karen

          g haan ap sahi kah rhy ha forex par kuch new trader aisa hota ha jo thori si learning krna ka bad apna ap ko boht acha trader samajna shuru kar data ha aur demo ko leaave kar ka real account ma invest kar dat ha aur phir jab wo real account ma trading start karta ha to un ko apni mistakes kaasiysa hota ha aur us waqt un ka account be wash ho chuka hota ha
          • #6 Collapse

            Re: Short cut learning se parhaiz karen

            Forex trading main aik sequence hey seekhny ka. Ap seb se phly iski theory perhty hain, pairs aor market key mukhtalif session key bary main knowledge hasil kerty hain. Jeb ap theory perh laity hain to phir practical kaam a jata hey. Practical main ap demo account per practice keryy hain. Jitni ziada practice ap kerain gey to utna apka experience aor skill improve ho gi.
            • #7 Collapse

              Re: Short cut learning se parhaiz karen

              han ap ke bat theak hye ye askar new logo ke sat hota hye wo koch days tradeing ko sekhte han phr apne investment kr ke apne ap ko big expert samj kr big lot size ke tradeing start kr dete han ya to on ka os he day account wish ho jata hye ya koch he days me on ko account wish hota hova dekhana parhta hye as ke sub se big waja hey on ko as markt ka koch be nahi pata hota as ke knowladge ko ek day kia 6 month me pora nahi sekha ja sakta hye hum ko chahye agr hum new han to kam se kam hum ko 6 month tak demo pr apne tradeing ko jare rekhana ho ga phr he hum ko as ke koch na koch samj aye ge phr koch na koch earn ho ga warna nahi
              • #8 Collapse

                Re: Short cut learning se parhaiz karen

                G han brother ap thek kah rahay hain agar koi trader kuch den forex ko learn kar k samjhta hay kah woh forex ka expert ban geya hay aur woh real account par trading start kar deta hay to aisa trader kabi kamyab nai hota aur usay bahut zayada loss hota esleay forex trading main short cut learning say perhaiz karni chaheay aur forex ko fully learn karna chaheay.
                • #9 Collapse

                  Re: Short cut learning se parhaiz karen

                  g han brother ap bilkul theak kah ry han asa hi hota ha ksi b business ma jab ap short cut method use krty han to apka buisness hmsha los ma hi ata ha is liye fortex ma b short cut kys use krmy sa apko nuqsan hi hoga is liye apko chaiiya ka ap shortcut method na use kryn
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Short cut learning se parhaiz karen

                    Dosto agar aap forex Kay related koi education haasil kar rahe hai then education muqammal karain naal Kay us main say kuch samajh aa jai to chor Kay short cuts lagain aur apna loss kar baithain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X