Bear and Bull

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear market may Bullish and bearish ki terms market up and down ki sorat may use hoti han bearish ka matlab market down ja rahi hay and bullish ka matlab hay market up ja rahi hay so dear you should learn about all basics of trading and pracitce on demo account first Assalam.o.ALikum :)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear yah forex ki terminologies hain jin ki madad say hum kahtay hain kay aaj market bull hay yani kay aaj market up jay or buy lagay ga or jab kahtay hain kay bear hay tu es ka matlab hay market down hay sell lagay ga.
      • #18 Collapse

        mene to trading nahi ki but mere khayal nmein ye market trend show karta hai mearket ke ups and down k bare mein show karte hai ke ye is waqt kis situation mein haio
        • #19 Collapse

          bhai jan ap ne swal to bhot he acha pocha ha pr mujhy abhi is k bary man koch khas pta nahi ha is liy man ap ko is k bary man koch nahi bta skta
          • #20 Collapse

            Dear bear kehte hian sell ko aur bull kehte hain buy ko ye forex mai buy aur sell ki terms use hotii hain,,
            ap ko chahiye k es business ko start karo ta k ap es business mai boht acha enjoy kar skte ho aur apna profit earn kar skte ho aur ahca earn kar skte ho,,,
            • #21 Collapse

              bhai jan forex trading me market do tarf move kerti hey aik up level ki tarf aur dosra down level ki tarf aur jab market aik makhsoos had say oper ki tarf move kerey to us ko bullish move kehtey hen aur jab aik had say zyada down ho jay to us ko bearish move kehtey hen jesa key aj kal hey.
              • #22 Collapse

                dear yeh low or high ka krta hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hmy chahiyeh achy sy mehnat kry tub e kamyab ho skty hmy chahiyeh avhy sy mehnat kry tub e kamyab ho skty or forex aik bht e acha kaam hai
                • #23 Collapse

                  aslam o alikum ji ham mein demo acount ko istamal kara hoon forex mein kamyabi hasil karne keley ey bhuhat zarori is ke bageer main forx mein kamyab nahi hosakta is se kafi knowledge main bhi izafa hota.,
                  • #24 Collapse

                    Janab bullish ka matlab hota he ke koi pair uper ja raha hota wo bullish he or agar nichay ja raha he tu is ka matlab he ke us pair me trading bearish he.
                    • #25 Collapse

                      is bare main main bilkul bhi janta but mein hope karta hoon ke koi senior member zaror batenge is bare mein thanks for posting sorry for not informative....
                      • #26 Collapse

                        my dear yeh forex trading mein buht sa bola jane waley alfaaz hain in ka matlab yeh hai k jb market up hoti hai to is ko bulish kehte hain or jn market down hoti hai to is ko bearsh kehte hain
                        • #27 Collapse

                          hello to all friends, Meaning of 'Buyer Market' A money related business sector of a gathering of securities in which costs are rising or are required to rise.
                          The expression "positively trending business sector" is frequently used to allude to money markets, however can be connected to anything that is exchanged, for example, securities, monetary forms and commodities
                          • #28 Collapse

                            Bearish market ki woh condition hoti hae jab market ka trend down ward hota hae aur aise hi jab market ki movement upward hoti hae to us ko hum bullish trend kehte hein.
                            • #29 Collapse

                              Meray bhai Yeh angrezo ne kutch terms bana rakhi hain kay jab market main kissi currency ki movement up ki taraf hoti hai to ussay hum BULLISH kehtay hain aur jab down ki taraf hoti hai to hum BEARISH kehtay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ji mein accept karta ho ka ka forex trading risky hai lakin ager ap ais ko learn kaaro gay ais ki requirements ko complete karo ga tu ap ais ko profitable be bana sakty ho apni hard work aur knowledge sa

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X