Why 90% traders fail in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why 90% traders fail in forex trading
    Dear friends, yah bat to ap sab jantay hain kah forex trading main 90% traders ko loss hota hay, aj main ap ko es ki reasons batata hon, en main say zayada tar traders ko knowledge aur experience na honay ki waja say loss ata hay aur jen traders k pas knowledge aur experience hota hay un main say zayada tar ko lalach ki waja say loss aa jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Why 90% traders fail in forex trading

    Jee han forex trading aik risky business hai aur her month boht se traders k account kam experience ki waja se wash ho jaty hein lekin jo traders apny loss ko apni taqat k liye use krty hein woh is business mein loss ko face krty hvy at least kamyab ho jaty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Why 90% traders fail in forex trading

      G forex trading business mein jo log loss kartay han un ko is waja se hi loss hota hy k learning knewledge aur experience nhi hota aur wo trading kartay han aur knewledge aur information aur experience kam ho ga tu trading karain gay tu loss hi hota hy aur jn logon ko knewledge aur experience bhi hota hy aur phr bhi loss hota hy wo trading ki planning achi nhi kar saktay aur jald bazi mein trading kartay han is se loss ho jata hy
      • #4 Collapse

        Re: Why 90% traders fail in forex trading

        Bro ap ki bat se agree krta hon boht se esy trader hain jo kam experience or knowledge ki wajah se loss krte hain or kuch log lalach main aa kr loss kr bethy hain forex main sabar or tahmul ko jo trader muzahera krta hai wo he future main acha profit earn kr sakta hai hamesha mind fresh ho kr he trading kiya kren or khud ko un 10% trader main shamil kren jo profit earn kr rahe hain
        • #5 Collapse

          Re: Why 90% traders fail in forex trading

          jitne bi traders forex me fail hote hain wo un ki apni ghalti hoti hai k wo sahi tarah se forex ko learn nahi karte or na hi wo demo account par practice karte hain balke wo direct real account me kam karna start kar dete hain or yaad rahe k ap sub ko chahiye k ap real investment ki bajay bonus se trading kare jis se ap ko loss ki koi tension nahi ho gi or ap achi trading kar sako gey.
          • #6 Collapse

            Re: Why 90% traders fail in forex trading

            Dear mery khyal.main 90% trader es liy loss main jaty hai ku ky wo samjty hai ky trading asan hai our ham jaldi sy ameer ho jain gy

            our wo trader forex ko easy laty hain serios ho kar trading nhi karty hain jis ke waja sy un ky pass acha knowladge b nhi hasil karty our forex je achi practice b nhi karty our real main trading start karty hain jis main un ko kam knowladge ke waja sy loss ho jata hai

            our jald zaida profit ky chaker main big lot ke trade kar ky apna sara balnce loss kar lety hain jis ke wja sy asy trader jald forex chor dety hain
            • #7 Collapse

              Re: Why 90% traders fail in forex trading

              Zeada sy zeada trader is liya fail hoty yy k ham is kam mynuot zeada mgnat nai krty hynham is am.my sahibtrha sy kam nai krty hy iur ham akach krty hy iur ham phr faidl hoty y agrbham sahinkam.kiankry tonogr to ham sab kuch bcha sgty hybour sahinkr sgty hybtradingnmy to sab kuch sahinkrny k liya bhit hardwork krna prhta hybour mhnat sahibtrha sy zeada krni orhtis hy ham ko
              • #8 Collapse

                Re: Why 90% traders fail in forex trading

                Dear friend main apki baat se agree kerta hon. Forex trading main loss kerny walon ki taidad profit hasil kerny walon ki nisbat ziada hey. Mujhy jo iski wajhan lagti hey woh hey greed. Ziada ter trade greed main a ker beri lot use kerty hain jiski wajhan se unko ziada loss uthana perta hey. Ager capital key mutabiq lot use ker key position trading ki jaey to is main loss kem hota hey.
                • #9 Collapse

                  Re: Why 90% traders fail in forex trading

                  market main boht say log loss karty hain is main kafi mistake karny say hi log trade main loss karty hain kun kay market main jitni mistake karna hoti hay utna hi loss hota hay low risk main agr trade karty hain to market main kafi achi earning ho sakti hay kun kay market main fail hony kay bad b humain practice karty rehana chahhiye
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Why 90% traders fail in forex trading

                    forex mai 90% traders aoe he mistakes ke waja sy loss utaty hain hamy apne mistakes ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach sakky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Why 90% traders fail in forex trading

                      forex mai loss hamy apne mistakes ke waja ke waja sy hota hain hum jab hum kam karty howe market ky rules ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X