Forex ka knowledge gain karan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ka knowledge gain karan
    Forex main loss ki sabse bari waja yeh hai kay hamin trades ki samajh nahi aati ke market ne kis side se ziyada move karna hai forex knowledge ka matlab yehi hai ke humne ye pata hona chahiye ke fundamental analysis aur technical analysis ke baare mein ke market ab kis side par move karegi lihaza hame forex mein kamyabi ke liye knowledge gain karna bahut zaroori hai..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ka knowledge gain karan

    ​Dear forum members forex trading main kamyabi ke liy ap ko forex ka knowledge hasil kerna bahut zarory hy ager ap without seekhy ya knowledge hasil kiy forexforex trading ko join kren ge to ap kamyab ni ho sakty bulkey ap ko loss hi hoho ga is liy jitna ho saky forex trading ka knowledge hasil kren
    • #3 Collapse

      Re: Forex ka knowledge gain karan

      Dear brother ap na bilkul theak kaha ha forex trading mn aksr nakami ki waja he knowledge ki kmi hota ha forex trading mn new join krnay walon ko chayay k pehlay forex trading k baray mn knowledge hasil kren aur phir trading shro kren ta k kamyabi hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Forex ka knowledge gain karan

        Forex mein beghair knowledge kay kaam kerna koi aasaan nahin hai aap forex mein mehnat sae kaam kerain iss mein apnay knowledge ko improve kerain kyun kay yeh koi aam business nahin hai tou iss mein knowledge hasil kerna zaroori hai iss mein cheezoun ko seekhna zaroori hai forum rules ko follow kerna zaroori hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex ka knowledge gain karan

          Trading business hey knowledge ka hey. Dekhain jo trader sirf candlestick chart ya aor indicators ko dekh ker trading ker rhy hoty hain unki profit ki ratio bahut kem hey. Inky muqably main jo trader technical knowledge key sath sath fundamental analysis per bhi nazer rekta hey woh ziada profitable rehta hey. Knowledge is business main backbone ki hasiat rekhta hey.
          • #6 Collapse

            Re: Forex ka knowledge gain karan

            Asslam o alikum jee haan bhaai jaan Aap ne bilkul theek hi kaha hai main sirf Itna kehna Chahoonga ke Agar jab Hum trading Karte Hain To jab Hum loss ho Jate Hain Tu hamen Chahiye Ke ham kissi mashwara Karen ya mehnaat Kar Ke knowledge hasil Karen kyon Ke agar knowledge hoga tou ham bohat jaldi Kamyab hongay thanks
            • #7 Collapse

              Re: Forex ka knowledge gain karan

              Dear friends, yah bat to ap sab jantay hain kah forex trading main sirf knowledge ki waja say hi profit earn keya ja sakta hay aur without knowledge ham kabi bi profit earn nai kar saktay, esleay hamain koshish karni chaheay kah forex k knowledge ko achi tarah hasel karain aur jetna zayada ho sakay forex ko learn karain aur jaha say bi knowledge milay usay samet lay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex ka knowledge gain karan

                Dear ager ham forex trading karna chaty hain to hamy forex ka knowladge hasil karna pary ga jo biht zrori hai jab tak forex ka knowladge hasil nhi karin gy ham trade nhi kar sakty ager trade karin gy to loss hony ky boht zaida chance haisab sy zaida zrori hai markee analyises ka kniwladge hasil kar ku ky markeet analyises karny ky bad hamy pata chalta hai ky markeet ager move kary ge to khna tak move kar sakti jis ke waja sy ham loss sy buch sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ka knowledge gain karan

                  Technology Dega Kyunki Hamare Paas nahi Rahega Tu Hamare Paas Kuch Bhi Nahi rahega isliye Jyada kam knowledge ko Kale karne ke liye time Hamein spend karna chahiye running karne ke liye open cheez Hoti Hai practice practice ke baare me kuch feeling game kar sakte hain Jo Log Yahan Par Jyada Speed ke sath nahi karna chahte hain Yahan Par practice par Rakhe practice Ek kaam Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ka knowledge gain karan

                    Agar AP is market mein kameyab hona chahte Hain to AP ko knowledge gain karna ho ga jis ke liye AP ko practice karna ho gi jab AP ki strategy final ho Jaye then us ko real PR karain tab AP ko faeda ho ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ka knowledge gain karan

                      Forex me knowledge gain kerna bhut zaruri he, kion k baghair knowledge ke trade kerne se nuqsan ka risk zyada ho ga aur apny experienced friends se advise zarur haasil karen, analysis k liye marker tools ko istemal karen aur dekhen ke konsa toll kitna behter istemal ho sakta he aur aap ki strenghts kiya he. hamesha apni strenghts pe khelen.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X