Slow and steady wins the race
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow and steady wins the race
    Aslam o Elikum wa Rehmat Ullah

    Dosto umeed hay kay aap sab khariyat se hon gay. dosto main aap ko aik bohat hi achi bat batanay ja raha hon wo ye hay kay jab new users forex me aatay hain to un kay pass aik to knowledge ki kami hoti hay aur dosra skills be nahi hoti. Lakin wo chahtay hain kay wo jaldi se earning kar lain aur aksar wo blind trading kartay hain aur es ki waja se wo nuksan kar litay hain

    Main ye hi kahoun ga kay aap ko bohat taiz honay ki zrorat nhi hay aap choti trade karain aur pehlay seekhain market kay utar charhao ko aur phr aap slowly slowly bari trade karain lakin sath hi sath apnay capital ko be dakhain


    :1f60c::1f60c:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Slow and steady wins the race

    Dosto bachpan say hum yehi parhtay aa rahe hain slow and steady wins the race aur jab say forex main kaam kar rahe hain to feel hota hai Kay such main Jo trader jitna patience aur sabar dikhatay hain wo market say acha profit aur earning kartay hain

    اب آن لائن

    Working...
    X