tention aur stress
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    tention aur stress
    dears jab hum trade karty hain us waqt humy loss ho jata hai to hum tention aur stress main aa jaaty hain aur is sy hum ya to apnytrade ko close kar dety hain ziyada loss bachny k liye aur ya to chhor dete hain apko chahye k ap is main markete ko analys karein ta k acha desecion ly paaye.
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: tention aur stress

    Dosto agar apko koi kisi kisam ka koi stress ya tension hai to kosish karain k market main trading main bohat ihtiyaat karain. Aur agar trading main loss ki wajah say stress ya tension hai to kisi ache trader say motivation haasil karain aur kosish karain k jab tak tension khatam nai ho jaati tab tk market say thora side ho jain
    • #3 Collapse

      Re: tention aur stress

      Ji bilkul forex aisa business hy jis main app bilkul relax mind k sath kaam ker saktay is main tention or stress le ker app ko loss k ilawa kuch nai mile ga ois lie app jab bhi forex trading krain to khud ko bilkul relax or stress free rakhain takay app ko acha profit gain ho sakay
      • #4 Collapse

        Re: tention aur stress

        100% right bhai apki bat tkhh hy forex market mn emtions bht ahm chez hy lkn aj kl log sbr nh krty agr thory sy los mn jati to preshan hojaty hn hold nh rkhty hn akser dkha hoga esa hota hy hm clos kr dty hn to thori deer bd woi trade hmary fever mn ajti hy phr hum pshaty hn ky sbr kr lty hn is liy hmay chay ky phly anylses krn phr trade krn

        • #5 Collapse

          Re: tention aur stress

          Forex treading ak aisa business ha k as ko relax ho kr or jab hamara mind full relax ho treading krni chaho. Or jb ham tread lga latay hain ager as main ap ko loss bhi ho raha tu ap tention na lay kio k market kisi bhi time up ja skti ha ap tread ko close na kray bilky close order laga dain jo ap ka account wash hony sy bacha la ga.
          • #6 Collapse

            Re: tention aur stress

            account nuksaan main ja raha hai Hamari investments Jyada save nahi hai hame chahiye kya Nahi yaha par try try again karte rehna chahiye Apne Ko status ko kabhi bhi yaha par waste nahi karna chahiye market se Hame Kuch Na Kuch Yaad se kam karne ke liye achievement leni chahiye Jisme achievement Hogi Hamara Apna data stabler strong business develop Kata Jayega time ke saath saath
            • #7 Collapse

              Re: tention aur stress

              Pareshan hoti hai jab loss hota hai lekin loss se seekhna chahiye aur trading mein apne emotions ko control karna chahiye agar ap kuch hasil karna chahte Hain warna AP is mein loss Kar sakte Hain
              • #8 Collapse

                Re: tention aur stress

                Sir jab hamain forex mien aa ker tension ho jata hai tu hamain as ka asar na lena hota hai q k hamain jab loss hota hai tu hamain as mien aa ker us waqt he tension hota hai mien jab be eas mien aa ker apna loss kerta hoon tu mien as mien kabi bee tension na leta hoon or as mien aa ker sabar kerta hoon.
                • #9 Collapse

                  Re: tention aur stress

                  dear friend ap na jo bat ha ka ka market mn jub koi bnda trade open krta ha to woh loss mn jati ha jes ke wja sa woh trade ka close hona ka wait nhn krta and emotional black mailing ke wja sa woh loss mn e trade close kr daita ha jes ke wja sa aksar trade jld e apna account wash kr baithta hn and phr bhot e nuqsan uthata hn dear ap ko in sari cheezzon ko mind mn la kr chilna chaya ha
                  • #10 Collapse

                    Re: tention aur stress

                    Tention my ham mo trading nainkrni chiya kbhi bhunham ko normal reh k ham.ko trading krni chiya hamy esy trading jrny sy bhot zeada msly hoty hy is liya ham ko sahi trha sy trading krni chiya agr ham te tion my trading krty hy to us taime ham galataa fesky lyty hy ham sahi trha sy trading nai krty hy to us ka pahr koi faida nai hota hy
                    • #11 Collapse

                      Re: tention aur stress

                      jab b hum tention or stress main kam karty hain to market main kafi loss ho sakta hay is main agr success hasil karni hay or market main active ho kar kam karna hay to tention ko door kar kay market main enter hona hota hay is main agr to hum practice karty hain or demo ka use karty ahin to is say adhi stress khtn ho jati hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: tention aur stress

                        Ap ki baat theak bhai k jab hum market mai trade krtey hai tou loss ho jey tou hum tension ayr stress mai hoti hai. likan hum ko chahey k hum apni stress ko control krey aur market mai coool ho kr trade krey. jis sey hum market mai zada profit earn kr sakty hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: tention aur stress

                          Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne bilkul Theek hi kahan Hai main sirf itna Kehna Chahun Ga Ke Hamen as main tention Nhi Len Hamen Chahiye as amin tention free Kar Ke kaam Karna Chahiye kyon Ke agar tention Nhi Hoga Tou ham kamyab ho jayegay
                          • #14 Collapse

                            Re: tention aur stress

                            Bhi jan aisa to bilkul hi nahi hain k is mein hum sabko tention hoti hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein hum zada earn kar sakte hain aur forex hi best hain jis mein ap earn kars akte haina ur humko is mein ihtiyt se kam karna chaye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain aur apko is mein stress biulkul bhi nahi lena chahye aur apko trading ki fikar bilkul hi nahi karni chaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: tention aur stress

                              kiya haal hain dosto ,tention or stree forex main bohat aham factor hain or hamari trading py kafi asar andaz hotay hain ,es liye stress or tention say bachna chahye,kion k stress or tention k mahool main insan galat faislay karta hai,or loss karwa baithtaa hai,hamein chahyee k jab ham zehni dubao main ho tu trading ko stop kar daina chahye takay ham loss say bach sakein,stress k time main faisla nahe laina chahye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X