forex trading business mein education ki ehmyeet

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex trading business mein education ki ehmyeet

    Asslam o alikum jee haan bhaai jaan Aap ne bilkul theek hi kahan Hain sirf Itna kehna chahon ga Ke jab trading karty Hain Hamen education ka bohat khaayal karna Chahiye kyon Ke agar education ka khayal Nhi Karen gay tou ham kabhi Bhi Kamyab Nhi hongay thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex trading business mein education ki ehmyeet

      Forex trading business mein education ki koi limit nhi hy aur na hi forex trading ko karne k liye ap ko educated hona zaroori hy ap k pas bas inti education ho k ap forex trading business ko samjh saktay ho aur forex trading business ki learning kar saktay ho aur ap ko forex trading business ko Karne k liye English ko samjhna zaroori hy ap English ki samjh ho gi tu forex trading business ko bhi jaldi samjh saktay han
      • #18 Collapse

        Re: forex trading business mein education ki ehmyeet

        Salam mery khayal sy jo b online business ho us k leye education bohat zaroori hai isi tarha vforex b aik online business hai is my b education bohat zaroori hai hm ko kuch parhna ya lekhna aye ga to hm ye business kr sakein gy .han per is business ko krny k leye bs parhana aur lekhna ana chahiye kisi degree ki zaroorat nahi
        • #19 Collapse

          Re: forex trading business mein education ki ehmyeet

          Dear wasy to is business man educate hona koi sharat nahi ha but agir educated log is man kam krty hain to woh is man bohat jaldi kamyab hi jaty hsin on k luy is business ko sekhna bohat easy hita hsi is luy agir aap educated hain to aap ko yah business zroor join krna chaye
          • #20 Collapse

            Re: forex trading business mein education ki ehmyeet

            forex business main education ki bohut ziada ehmiat hai kyon k jitni achi ap ki taleem hoti hai utna he jaldi ap ko forex business samjh main ata hai kyon k forex mian succes hone k lea ap ko kafi knowlegde ki need hoti hai jiss k leay achi talem ka hona aur english lanuange ka samjh hona bohut he zrori hai.
            • #21 Collapse

              Re: forex trading business mein education ki ehmyeet

              Forex trading main education ki ahmiat boht hi zayada ahm hay. forex trading ka knowledge hi trader ko information deta hay kay trader nay kia kerna hay. aur forex market main kia ho raha hay. is liye sahi trading kernay kay liye sahi knowledge ka hona boht zarori hay. jis say trading ka sahi hona ho sakta hay. trading kernay kay liye trader ko knowledge hasil kerna chahye.
              • #22 Collapse

                Re: forex trading business mein education ki ehmyeet

                Bhai jan agar apke pass forex ki education nahi hain to ap ius mein earn nahi kar skate hain is mein apko forex ki education hasil karni chahye aur educated log hote hain wo is mein earn zada jaldi kar lete hain apko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur is mein apko zada mehnat karni chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain is mein education ki bohat hi ihmiyat hain
                • #23 Collapse

                  Re: forex trading business mein education ki ehmyeet

                  Dear friend kisi bi business men education ki bohot ehmyeet hoti but forex men to zaida English hoti hai is liye user ko chayie k wo English likh bi sakta ho parhna bi janta ho
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: forex trading business mein education ki ehmyeet

                    Dear education har kesi ky liy boht zrori hai ku ky education sy ham kesi b businees main jaldi tarqi kar sakty hainlikn forex trading business har koi kar sakta hai jis ky pass education ho ya na ho likn jis ky pass education hai wo boht jald firex trading ko seekh ly ga our samj b jay ga boht jald ku ky us ky pass knowladge hai jis ke waja sy us ko har baat jald samj aa jati hailikn jis ky pass education nhi hai us ko forex ko samjny our seekhny main problum b ho ge waqat b zaida lagy gaes liy forex business main b education ka hona boht zrori hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X