Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey
    Bhai Hamen Chahiye Ke ham Umeed ka daman na chorey kyon Ke Umeed ka daman chor den gay tou kabhi Bhi ham Kamyab Nhi hongay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

    G Han bilkul aisa he hai ap nee bilkul theek kaha hai agar hum umeed ka damannchor dyn GE to phir hum koi bi kaam krny k kabil Ni rahen ge kyun ky ek umeed he hai jis ki base par logehnat krty rhty Hain aksar log umeed ko chor dyty Hain aur ye samajhty Hain k ye kaam un k liye theek Ni hai aisa krna galat hai koi bi kaam AP ko tab Tak faida Ni Dy ga jab Tak AP sabar aur himmat aur mehnat see kaam Ni kren ge kyun ky yehe wo cheezen Hain Jo ap ko kamyab bna sakti hain har kaam men chahe wo forex trading ho ya koi bi but kaam ho.
    • #3 Collapse

      Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

      yes dear koi bhi aisa kaam nai hay jis main hamain mehnat k bawjood bhi lose ho laiakin thora bahut to lose hota he rehta hay agar ham is say dar kr umeed chor kr kaam ko chornay ka faisla kartay hain to aisay main ham kisi bhi kaam main success nai ho saktay hain is liye mehnat krtay krtay hamain har wakt achay k liye he umeed rakhni chaye q k jub tak umeed znda rehti hay ham zinda rehtay hain hamara kaam zinda rehta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

        Jb bhee him kaam shuru krtaai hain shuru mein hmaiin kch na kch nuqsaan ho jataii us ke wwajahs se hmaiin trading nhee chorna chahiyaii aur is kaam mein sahee mehnaat KR k agaii brhnaa chaiyaii taa k hmaiinn faidaa ho aur apne ghltion ko the thk krnaa chaiyaii ta k nuwsan na ho in future
        • #5 Collapse

          Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

          G bilkul kyon ke loss to hota hi rehta hai lekin agar ham himmat har jayen ge aur loss se seekhain ge nahi to ham kabhi kameyab insan nahi ban sakte is liye naumeedi gunah hai
          • #6 Collapse

            Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

            Hamy chiya k ham aoni trading my zeada sy zeada mhnat kry sahi trha sy ham kam krty rahy our bhot zeada ham hardwork kry our zeada jitna zeada ham sy ho sgy ham ymed pr rahy kbhi bhi apna dil tang na kry nai to kam nai kr paty hy ham ko kam krny k liya sahi umed or rehna parhta hy
            • #7 Collapse

              Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

              G Dear apki bat sahi hai forex main loss to hota he rehta hai jab ham learnig karte hain to loss hone se he karte hain tab hamen is bat ka ehsas hota hai k ham ghaltian kar rahe hain is lye hamesha apni learning continue rakhen loss hone ki sooorat main daren mat balke demo main zydada se zyada practis karen ta k apni ghaltiun ko kam kar saken
              • #8 Collapse

                Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

                Dear ummed per duniya Qaim or Daim hai umeed ka daman bilkul bhe nahe chorna chahye or jitna ho sake market ko samjhne ki koisish kren trend ko samjhen risk factor ko apne zehn main rakh kr trading kren lalach or greed se door rehna chahye mind fresh ho kr trading kren then ap acha profit earn kr paye gyen
                • #9 Collapse

                  Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

                  Ji bilkul humain forex trading kertay huay umeed ka daman kabhi bhi nai chorna chahiye kiun k ye umeed hi hoti hy jo agay tak le k jati hy app chahain jitna bhi loss ker dain kabhi bhi umeed ko nai chorna chahiye kiun k trading main umeed hi aisa rasta hy jo app ko agay barhne ki qooat deta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

                    Umeed k dam prr e duniaa qaim hy aurr umeed sy e dunia ky kam chal rhy hain islie kbhi bji na umeed nai hna chaiye kio ky na umeedi kufr hy aurr gunah milta hy isliee kbhi bhi umeed naa haarien aurr mehnt jaarii rkhen aur Allah sy hmsha achy ki umeed rkhen In sha Allah aik din ap kamyab trdrr bn jaingy.
                    First LEARN Then You Can Remove The "L"
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

                      Forex mein kamyabi mehnat sae milti hai aur iss kaam sae kabhi bhi na umeed nahin hona chahyea aap agar iss kaam mein mehnat sae kaam kerain gay tou aap ko forex mein zaroor kamyabi milay gi
                      Forex mein trading ka knowledge zaroor hasil kerain trading ko seekhain aur iss mein apni skills ko improve kerain
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

                        G han ye bahot hi zarori hay key agar loss be ho jaye to umeed ka daman kabi be hath se nahi jany dena chaye, es business me biggest loss ki recovering be ho sakti hay es bat se hi andaza lagaya ja sakta hay key Forex market me agar 1 ya 2 dafa loss ho jaye to es loss key base par learning karni chaye aur ho sakta hay traders next time ki trading me kamyab profitable trades ki entries kar sakty hey.
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

                          Dosto kehtay hain na k umeed pe dunya qaim hai aur forex jaisay business main umeed ka daaman kabi nai chorna chahiye agar iss business main naumeedi aa gai to samjh lain Kay apko iss business say kanara kar laina chahiye warna kaafi loss utha sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

                            Sir agar hum forex mien aa ker kam kerty hien tu hamain as mien jab be eloss ho jaye tu hamain as mien aa ker umeed ka daman na chonra hota hai as lye hamain forex mien aa ker her bar umeed ko ni chonr ahota hai or hamain khud ko aik bhut he acha trader prove kerna hota hai as lye mien bee as mien aa ker kam kerta hoon.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamen Chahiye Ke Ham Umeed Ka Daman Nhi Chorey

                              dear good question ha ap na bhot e pyari bat ke ha ka forex ka ander kam rkhana wala na to bra bra khwab la kr ayn blka ek bhot e tough tareen field ha jes mn logon na qadem rakhna ha to unko umeed yhi rakhni chaya ha ka kuch na kuch earning krni e ha jaisa bh ho jay dear forex market mn kam krna wala log agr umeed ka damen hath sa chor dn to hr sumjho woh bhot e jld forex sa out hona wala hn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X