Loss se khof khana nahe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se khof khana nahe
    Dear Forex trader ek bat apne zehn main rakh lyn ke forex main jitna profit hai utna loss bhe hai kuch log loss ke khof se forex main itne dilchispie nhe dekhtan hain or as a gambling ke tarah forex ke lyte hain jub tk ap apne dil se loss ka khof nahe nekal phenky gyen tb ap ap acha profit earn nahe kr paye gyen jitna ho sake khud ko relax rakhen or mind fresh ho kr kam kren then ap acha profit earn kre gyen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se khof khana nahe

    g han agar ap forex me successful hona chahte hain to ap ko loss se darna nahi chahiye balke ap ko chahiye k ap forex me mehnat karte rahe ta k ap ko forex me success mil sake or success unhi logo ko milti hai jo kabi har nahi mante or mehnat karte rehte hain or agar ap ko loss ho jay to is bat ki bi tension na liya kare ku k loss to zindagi ka hisa hai.
    • #3 Collapse

      Re: Loss se khof khana nahe

      G han brother ap ki bat thek hay, forex ek aisa business hay jis main profit k sath sath loss bi hay aur es main profit wahi trader earn kar sakta hay jo loss ko bardasht kar k agay jata hay but jo trader loss anay par ghabra jata hay woh kabi bi kamyab nai ho sakta, esleay loss anay par ghabrana nai chaheay.
      • #4 Collapse

        Re: Loss se khof khana nahe

        Ji bilkul forex trading aik business hy or business koi bhi ho us main loss or profit dono sath sath chaltay rehtay hain is lie humain loss se gabhrana nai chahiye or loss ka khof bilkul bhi apne mind main nai rakhna chahiye ager ap khof k sath trading krain gay to app kabhi bhi achi earning nai ker saktay
        • #5 Collapse

          Re: Loss se khof khana nahe

          Losss sy ham.ko kbhi bhi khof nai khana chiya hamy chiya k ham apny loss jo hoty hy un ko bhot zeada countril kry un pr dyjan dynk who kis waja sy ham ko loss ho rahy hy our jo bhi waja hamri bnti hy ham ko phr un waja ko countrol krna chiya bilkol sakon k sath hamy kam krna chiya our phr ham who sab ayk na ayk din sab cover kr sgty hy
          • #6 Collapse

            Re: Loss se khof khana nahe

            G Han bilkul aisa he hai loss see how khane see kch hasil Ni hota balky Ulta nuqsan he hota hai bohat sare log loss ki waja see forex ko chor jaty Hain aisa Ni krna chaheye koshish krni chaheye k loss see how khane ki bjae in he losses see learn kiya jae aur aisa kr k na sirf hum apny losses ko recover kr sakty Hain balky is k sath sath hum apny losses ko Kam bi kr sakty Hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss se khof khana nahe

              Bht Sarai aiseyy log hotaii hain Jo nuqsaan ke wajah se jhoof khaa jatai hain aurr uskee wajah se wo hmessha dar dar k trading krtaii jisnee wo sahee faislaa nhee Lee oataii aur apnaa muqsaan KR bhttaii hain isliyee kabhi the daar dar k trading nhee krnaa chahiyaii
              • #8 Collapse

                Re: Loss se khof khana nahe

                G Dear apki bat sahi agar agar ham loss k dar se trade na lagain sahi time to bhi hamen loss ho jata hai is lye sab se pehle anlyising karen us k bad jab b market apko acha moka de to trade laga den agar ap loss se darte hain to stop loss lazmi lagaya karen is se apko loss b kam hoga aur apka account bhi safe rahega aur ap achi trading kar sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se khof khana nahe

                  Trading mn agar apko loss hta hy tw usy apny mind prr zyada sawaar na kren aurr zyada tnsn naa lien balkyy apny app pr bhrosa rkhen aur apna self confidence bahal kren aur jdhr ap ghlti kr rhy hain usy pehchanien aurr aynda ghltiun sy gureez kren aur ghltiun sy bchen aurr apni skill improve kren.
                  First LEARN Then You Can Remove The "L"
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se khof khana nahe

                    Dear me apki bat kesi had tak to thek hai mgr mery kheyal me apki ye bat samjhny ki zarort hai kah forex trading business me loss ko ham khatam nhe kar sakty han loss ko apni mahnat or experience sy kam zaror kar sakty han or rhi bat loss sy khof khany ki agr ap loss sy khof khaen gy to mery kheyal me ap is dar sy trading he nhe kar saken gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se khof khana nahe

                      Dear brother aap ki baat sahi hay ky Loss se khof khana nahe. Chahaye aksar log jab trade lagaty hain oor ager trade loss main chala jata hayto aap ko loss ka khouch dàer tak .aap khof nai kana chahaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss se khof khana nahe

                        Forex Mein kaam karte huye expose the information Samne rehni chahiye ke Hame Jab tak jahan tak posting Karni chahiye isme Humein kabhi bhi displace material ko utilise nahi karna chahiye Kyunki Agar Hum Yaar wait less materials used Karenge Tumhare admin karne ka bahut jyada objection Soch sakte hain Hame bola speaker mil sakta hai isliye koshish Karenge Zyada Se Zyada accha Khamosh time Kare Jab Kamariya se kuch na kuch achi condition Mere Baad Mile
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss se khof khana nahe

                          Dosto kabhi b nakaami kay dar say kisi kaam ko chor mat dain bal Kay kamyaabi haasil karnay Kay liye kaam karain same in forex loss Kay dar say trade he na lagana aik bewakoofi hogi.so don't be afraid of loss and be brave
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss se khof khana nahe

                            Asslam o alikum jee haan bhaai jaan Aap ne bilkul theek hi kaha hai main sirf Itna kehna chahon ga Ke agar trading karty Hain tou loss say khof Nhi karna chahiye kyon Ke agar khof Karen tou kabhi Kamyab Bhi hongay as liye hamen chahiye Ke ham khof ko free Kar Ke trading Karen thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss se khof khana nahe

                              forex main kar ky duran ham sy mistake ho jati hain to hamy loss ho jata hain lakin hamy zada tense nahi hona chahey hamy apni mistake ko improve kar ky hard work or mehant sy kam karna cahey hamy apny lalch or emotion ko be qaboo main rakh kar kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X