khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...
    dear jub ham forex k business say bahut achay achay khawab daikhtay hain k ham forex say bahut baray admi ban saktay hain to hamain unhain poora karnay k liye forex main mehnat bhi karni chaye ta k ham apnay khawaab pooray hotay daikh sakain kia maine theek kaha hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...

    khawb tu her insan dekhty ha or is pa wqaky e koi pabandi ni hoti lakin jo log forex trading main kamyb hona ka khwab dekhty han un ko chaiya ka wo khawb dekhna ka sath sath mehant bhe zarur kren taky is kam main kamyab ho saken
    • #3 Collapse

      Re: khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...

      Ji bilkul khawaab daikhna her kisi ka haq hy jo bhi forex trading main ata hy us k baray baray khawab hotay hain lekin asal baat hoti hy in khawabon ko poora kerna or khawabon ko poora kernay ka aik hi zariyah hy wo hy mehnat or lagan mehnat hi se app apne khawabon ko poora ker saktay hain is lie mehnat jari rakhain app k khawab zaroor pooray hon gay
      • #4 Collapse

        Re: khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...

        Asslam o alikum jee haan bhaai jaan Aap ne bilkul theek hi kaha hai main sirf Itna kehna chahon ga Ke khawab dekhne say koch Nhi hoga Hamen Chahiye Ke agar Kamyab hona Chahty Hain tou hamen Chahiye Ke ham bohat ziyada mehnaat Karen aur forex ko bohat ziyada time den thanks
        • #5 Collapse

          Re: khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...

          koi bi kam ho us me mehnat karni zaroori hoti hai or agar ap apne dreams ko complete karna chahte hon to ap ko chahiye k ap achi tarah forex me kam karo or apna time forex me spend karo ku k jub tak ap forex me apna time spend nahi karo gey tub tak ap ko success nahi mily wali so agar ap success ko achieve karna chahte hon to ap ko mehnat karni ho gi.
          • #6 Collapse

            Re: khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...

            G Han bilkul bohat ache baat ki hai ap nee khaawb dekhny men waqai koi pabandi Ni hai lekin koshish kren k un k sath sath mehnat bi kren tabi khaawb poor ho saken GE kyun ky forex ek aisa business hai jis men khaawb dekhny see kch ni ho ga jab Tak mehnat Ni kren ge aur mehnat ek aisa Rasta hai Jo ap ko Zindagi k har more par kamyabi dyta hai is liye khaawbon k sath sath mehnat par bi focus kren.
            • #7 Collapse

              Re: khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...

              Hamya pny khowab bhi dykhny chiya us sy hamy jazba bnjta hy josh ata hy kam acha hota hy pr ham mhnat zeada kr paty hy jb ham na umedy hoty to ham sy kam sahi nai hota hy is liya ham ko khowab bhi dykhny chiya amhnat bhi zeasa ham ko krni chiya taky ham sahi kamyab ho jaye
              • #8 Collapse

                Re: khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...

                Log khwb tw dekhtu hain prr sath mehnt nai krty khwb dekhna bht asan hta hy hrr bnda khwb dekhta hy aur uskaa yh dil htaa hy ky yh khwb pury bhi hjain lekn wo inko pura krny kilie mhnt nai lrta aur hath prr hath rkh krr betha rhta hy insan kab tak mehny nai krta usky khwb pury nai hskty.
                First LEARN Then You Can Remove The "L"
                • #9 Collapse

                  Re: khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...

                  Dear aap ki baat droost hay ky khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain kun ky mehnat kerkerain to kamyabi zaroor hasil ho sakti hay iss liye hamain gagh ker rahain oor kamyabi ky kiye mehnat Kerwin.
                  • #10 Collapse

                    Re: khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...

                    Khawaab daikhna pe koi paabandi nai har shaks khawaab daikhta hai aur usay khawaab daikhnay ka haq b hai but Jo log khawaab ki taabeer k liye mehnat kartay hain wo kamyaab hotay hain aur Jo log susti dikhaatay hain wo nakaam ho jaatay hain aur trade market is hard place for lazy people.
                    • #11 Collapse

                      Re: khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...

                      khwab dylhny main koi pandi nai hay hum is main jitny marze khwab dykh sakty hain agr to hum is main khwabon ko pora karna hay to humain market main mehnat say kam karna ho ga ta kay mehnat say achi earning hasil hho sakya practice karty hain to hi kuch earning haisl ho sakti hay low risk main kam karna ho ga
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...

                        Zindgi ke shuruaat khawbon say he hoti hay.Bary bary khawb dekhny say he insan kay andar justajoo paida hoti hay magar in bary khawb dekhny kay sath sath in ko paya.e.takmeel tak pohnchany kay liye aur in ko sharminda.e.tabeer karny kay liye boht sakht mehnat ke zarurat hoti hay. Jab tak ham mehnat ni karen gy to us waqt tak yeh khawb pury ni kar saken gy.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: khawaab daikhnay main koi pabandi nai hay laikin sath mehnat bhi karain...

                          forex main hamy hard work or mehant sy kam karna chahey pher hi ham is main acha bonus hasil kar apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X