Stop loss use krnq faidymand hga.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss use krnq faidymand hga.
    Jo bhii frnds trading krty hain aur unhy loss htaa hy aur wo phrr smjh naii paty k kahan trade close krni hy yh unklie aik bht e usefull tool hy apko js point tak lagtaa hy ky trade waps askti hy aur agar usy cross kr gai tw waps ana mshkil hy tw ap us point pr stop loss laga dien taa k wahan automatic trade close hjaye aur us sy zyada loss na ho.
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

    G bilkul stoploss or take profit dono hi bht useful tools hain trading ma take profit hmary profit ko safe rakhta hai loss ma convert honey se or stop loss bht hi important hai specially jb hm short term trading krty hain tou but kuch log stop loss ko apni trade k bht nazdeek lgaty hain ta k zayada loss na ho or es wajha se trade stop loss ko hit kr k loss ma close ho jati hai esi liye better hai k 30 70 k ratio se esy sett kiya jaye
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

      G forex trading business mein stop loss bhi zaroori hy stop loss ko laga kar trading karne se hum buht ziada loss se bach saktay han aur stop loss ko lagane se account wash nhi hota aur hum market mein majood reh kar apne loss ko recover kar k profit earn kar saktay han
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

        G han brother ap nay thek kaha hay, hamain trading k doran stop loss zarur use karna chaheay, es say hamara secure ho jata hay aur kbi bi account wash nai hota q kah kuch loss k bad trade khud say close ho jati hay aur hamaain zayada loss nai hota esleay hamain har trade main stop loss ko zarur use karna chaheay.
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

          stop loss use karne ka faida ye hai k jub ap apni trade me stop loss laga dete hain to ap tension free ho jate hain or ap ko is bat ka dar nahi hota k ap ko profit zayada ho ga ya loss zayada ho ga so agar ap stop loss ko use karte hain to ye ap k liye bohat faida mand hai or agar ap stop loss use nahi karte to phir ap k liye tension ban sakti hai k ap ko loss ho ga ya profit.
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

            Stoploss forex trading ka basic tool hy stoploss ko apni her trade main use kerna chahiye stoploss ko use kerna bht faidamand hota hy stoploss se humara account safe rehta hy or humain loss ki soorat main kam loss hota hy lekin humara account safe rehta hy wash hone se bach jata hy
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

              Dear fellows aap ki baat sahi hay ky stop loss lagna bahoot zaroori hay kun ky ager aap ka stop loss nai laga hoa to aap ki trade ziada loss main chali jati hay oor aap ki trade per stop loss bhi nai laga to aap ka account wash ho jaiy ga.
              Last edited by ; 23-03-2019, 09:35 PM.
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

                Stop loss sy ham aoni trading ko save rakh sgty hy our sahi kam kr sgty hy stop loss k bhot zeada faidy hoty hy agr ham khod apni trade close na kr paye to phr ham ko stop loss lga ho to bcha lyta hy wasy ham emotional ho jaty hy our khod apni trade ko close nai kr paty hy s liya ham ko is ko zaror use krna chiya
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

                  Hamy hamesha Tp aur Sl ka use zaroor karna chahiya iska faida ye hota hai k hamy agar loss ho tu auto par close ho jati hai is say hamy faida ye hota hai k loss hamy kam say k aur selected loss hota hai is k ilawa profit bhi selected hota hai hamy chahiya k ham ziada say ziada is forum par work karyn aur is baat ko logo ko batain k wo is tool ka istimal lazmi karain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

                    Stop loss used krnaii ka hmaiin yeh faifaa hotaa haii k jb loss ho rhaa hotaa hai to hm. Mein himaat he nhee hotee hai trade loss mein closer krnaii kee avaf stop. Loss lgaa howaa ho too hmare trade khud he closee ho jatee hai aur agar him bzy hn aur naar naar market na dekh sktaii hnn to TB hm bhe yeh faiday maand cheez haii
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

                      Stop loss used krnaii ka hmaiin yeh faifaa hotaa haii k jb loss ho rhaa hotaa hai to hm. Mein himaat he nhee hotee hai trade loss mein closer krnaii kee avaf stop. Loss lgaa howaa ho too hmare trade khud he closee ho jatee hai aur agar him bzy hn aur naar naar market na dekh sktaii hnn to TB hm bhe yeh faiday maand cheez haii
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

                        agr hum ko stop loss lagna nahi ata hye to as markt se loss he hum ko dekhne ko melata hye me ne bohat bar suna hye ke humri bohat sare new trader apna stop loss chota rekhte han and take profit big rekhte han hum ko chahye hota hye ke stop loss apne take profit se zayda rekhe to humri stop loss ke hit hone ka chance nahi hota hye agr hum apne tradeing me lalch karte han and hum ye sochte han ke stop loss hum 10$ rakhan and take profit hum 50$ rekhan to as se hum ko loss he hota hye ye real bat hye
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

                          forex mai hamy stop loss ko use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai investment be kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

                            g han dosto ye ek fact hai k agar ham forex market main apnay ap ko safe karna chahtay hain tu hamein chahye k ham log stop loss ka use karein kion k stop loss ki help say ham forex main anay wali taizi ki surat main kisi barray loss say khud ko bacha saktay hain,dear fellow agar ham sahi tarha support and resistance ko samaj lain tu key points py stop loss ka use kar k kafi safe hosaktay hain
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss use krnq faidymand hga.

                              forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky stop loss ko use kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik real business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X