Money loss in forex........

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G han sab members money lost and profit kerte hay forex trading may,sab ko profit ki taraf ana chahie.take sab log kamyab ho jae.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      off course ager ap mistakes karay gy tu ap ko loss ho sakta hai .forex very risky ahi is liya hamay achy knowledge skills aur experience ho tu risk lena chye warna demo ko use karna chye
      • #18 Collapse

        jahan tak money loss ka sawaal ha iss kaam main to uss ki khaas waja ye hi hoti he ke jo log iss kaam ko naya naya join krtey hen to wo iss kaam ko bht easy letey hen aur wo iss kaam ko easy samajhtey hen aur greedy ho jaatey hen lekin iss sab ka un ko kuch fayda nhi hota aur akhir kaar un ko loss ho jata ha
        • #19 Collapse

          busiess chahy jo bhi ho us men app ko loss ho sakta he forex bhi aik business he jo k profit or loss dono par chalta he,is lyee app ko is ki knowledge honi chahiye,
          • #20 Collapse

            ager hamary pas basic knowladge na ho ga tou zahri se baat hai hum bina souchy samhy trade laga dain geay tou us trade main hamain loss ho sakta hai sooo pehly learning then trade kro
            • #21 Collapse

              g bhai loss tu hur kam main hota hai kon sa aisa kam hai jis main loss nahi hota ye fector hur kam main hota hai
              • #22 Collapse

                yes dear money loss can happen in Forex market because the Forex market is a very risky business online and if started without knowing and knowledge of proper trading market forex then you may stall or you can lose our investment or capital in the foreign exchange market
                • #23 Collapse

                  dear is main hamain risk bhe hota ha and yeh hum khtam to nai kar sakty lakin is ko kam zarur kar sakty hain and is k liye hamain knowledge and experience collect karna chaye bas...
                  • #24 Collapse

                    sir bata ya ha kay forex aeka sa bussnies ha jaha say hamay money loss bhi ho skati hy lakin sukay liye apko bs mehnat krni chahiye qk agar ap loss na krty hy to apkoz aida say ziada prifti bhi ho skata hy lakin bs mehnat krni chahiye tab hi kamiyab ho skaty hy ap
                    • #25 Collapse

                      asalam o alaikum dear members forex mein money ka loss hona to yakini hai qk is mein kafi zyada risk hai profit bhi hai aur loss bhi
                      • #26 Collapse

                        forex mein loss hota hy aur successful trader demo account par practice karnay say bana ja sakta hay aap ko chayei kay forex ko achi tarha say learn karay is ki har cheez ko understand karay takay aap forex ko understand kar sakay yeh aik lifetime business hay aur worldwide business hay mein is ko bahot pasand karta hon.
                        • #27 Collapse

                          profit or loss har ak business ma chalta rahta ha or is ma b ap ko profit ka sath sath loss ho sakta ha ager ap ka pas forex ka knowlage nai ha to ap ko is ma loss ho sakta ha ager ap ka pas is ka knowlage ha to ap ka loss ka chances kafi kam ho jata ha.
                          • #28 Collapse

                            bhai jan es main humen ziada chances loss k hi hoty hain so humen es main loss sy bachny k liye money management krna parti hy or es main apna risk manage kr k work krna hota hy tab hi hum acha work kr sakty hain
                            • #29 Collapse

                              wo is liya hum ko itna pata nahe hota forex kay baray mai loss hota hay to hum ko bohat kuch seek nay ko mil tha hay . sakta hay nahi bhi agar ap ache trade kro ge forex trade tu ap ko profit earn ho ga agar galt tarde kro ge tu loss ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading buisness me round about 80% log loss hi krte hein kun k wo forex trading ko smjhe bina hi real acount pe trading start kr dete hein ya phir 2 month demo pe practice krte hein then real pe chance lete hein or loss kr bethte hein ..agr wo forex trading ko smajh k kisi strategy se work krein to wo bhi earning ks kste hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X