mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti hay.
    dear maira yeh kehna hay k jub ham kisi mistakes ko baar baar repeat kartay hainn to hamain yeh soch laina chaye k hamaray knowledge main bahut kami hay aur jis kaam main bahut kami ho us main kamyab hona bhi namumkin hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

    Agr hum trading mein koi mistake kartay han tu hum ko us mistake ko dekhna cahaiye aur agr phr bhi hum us mistake ko bar bar kartay han tu kabhi bhi kaamyaab trader nhi ban saktay kiok kaamyaab trading k liye ye zaroori hy k hum apni mistake ko cover karain aur us ko bar bar na karain
    • #3 Collapse

      Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

      G bhai apki bat sahi hai mistkes ko repeat karne ka ka matlb hai k ham forex ko learn nahi kar rahe hain aur na he apni ghaltiun se sekh rahe hain agar kamyabi chahiye to apni ghalti ko bar bar repeat mat karen warna ap kabi b ache trador nahi ban sako ge agar kamyabi chahte hain to apni ghaltiun ko control karen apni learning strong karen mehnat karen
      • #4 Collapse

        Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

        Jn insan forex me entre hta hai to use bht si baton ka ilm nahi hta wo bhut si ghaltian kr ta hai un ghltion k ilawa wo sekh nh skta ghltian krny me koi shrm nahi hy. Sb ghltian kr ty hain lekin aqlmnd wo h jo ghltion se sekhy or us k bad wo repeat nah kry.us ko chahe k ghltion se sekhy tbhi fyda hskta hy.
        • #5 Collapse

          Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

          apni mistakes se learning karni chahiye ku k jub tak ap apni mistakes se learning nahi karte tub tak ap ki trading adhuri rehti hai or agar ap isi tarah apni mistakes ko avoid karte rahe to yaad rakhiye k ap kabi bi ek ache trader nahi ban sakte ku k jo ache trader hote hain wo apni mistakes ko avoid nahi karte balke un se kuch na kuch zaroor learn karte hain.
          • #6 Collapse

            Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

            Trader ager apni tradig main wohi mistake bar bar ker raha hay to us ka hasil kuch nahi hoga. que kay ager trader wohi mistake bar bar ker raha hay aur un ko khatam nahi ker raha to 10 saal bad bhi wo trader wohi per ho ga jahan pehlay khara tha. kamyab trader ki yeahi nishani hoti hay kay wo jahan per apni mistake dekhta hay us ka koe hal nikal ker khatam ker deta hay.
            • #7 Collapse

              Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

              general question it has a posting Kaisi honi chahiye posting the standard kaise hai wala hona chahiye from proposing karne se aap ke rules ko Pehle Street kar lena chahiye aapko this correct Hogi Kya Yeh Sach nahi hogi aap ke paas informative Pali quality Pali posting Ka Hona lazmi Hai Jiski waise aapke members vlogger coaching karte hain woh appreciate karte hain aur aap ke bacche wala aapke account mein transfer kar diya Jata Hai time ke sath sath
              • #8 Collapse

                Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

                forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin loss ky bad agar hum pher sy mistakes ko repeat kary gy to hamy loss he ho ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                  dear maira yeh kehna hay k jub ham kisi mistakes ko baar baar repeat kartay hainn to hamain yeh soch laina chaye k hamaray knowledge main bahut kami hay aur jis kaam main bahut kami ho us main kamyab hona bhi namumkin hay.
                  G han me apki bat se agree ho hame is business me loss hota he osme hmari hi mistakes hoti he likan insane mistakes se hi sikhta he our agey jaker successful hota hai likan agr ham apni mistakes se kuch na sikhye our onhi same mistakes ko again and again repeat kare to is se ham kabhi bhi successful nahi ho sakty
                  • #10 Collapse

                    Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

                    forex aik online business hain ham is main trading karty hain hamy is main apni galtio ko improve kar ky is main kam karna chahey agr ham is main apni mistake ko repeat hi karty rehy gy to ham is main kamyab nahi ho sakty hamy loss ho ga or hamara account be wash ho sakta hain is main hamara koi be boss yai teacher nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

                      Sir mien ap say agree kerta hoon k forex mien aa ker hum ko mistakes ko repeat nahei karna hota hai agar hum as mien aa ker bar bar aik he mistake ko repeat kerty hien or hum as mien aa ker loss kerty hien tu hum as mien kabi bee as mien earning hasil nahi ker sakty hien as lye as mien hamain her bar as mien earning kerna hota hai or hamain as mien aa ker khud k lye kam karna hota hai or hamain as mein khud ko earner bana ker pesh kerna hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

                        bhi kaamyaab trader nhi ban saktay kiok kaamyaab trading k liye ye zaroori hy k hum apni mistake ko cover karain aur us ko bar bar na karainka ka matlb hai k ham forex ko learn nahi kar rahe hain aur na he apni ghaltiun se sekh rahe hain agar kamyabi chahiye to apni ghalti ko bar bar repeat mat karen warna ap kabi b ache trador naka ilm nahi hta wo bhut si ghaltian kr ta hai un ghltion k ilawa wo sekh nh skta ghltian krny me koi shrm nahi hy. Sb ghltian kr ty hain lekin
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

                          G ha bhai appni theek kaha hi humain kamyabi ke lei apne mind ko bilkul tension free kernachahyi ager kisi mitake ki wajasi humain lss hota hi to us mistake ko dobara nhi repeat krna chahyi ise se bonua kbajai loss me izafa hotajai ga or earning nhi hogi
                          • #14 Collapse

                            Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

                            Friend ,Absolutely neem hakeem khatra jaan hi hota hay adhoori knowledge nuqsandeh hay acha hoga kay hum knowledge puri lay kay kaam ko bharpoor andaz main karain profit acha hoga aur trade bhi safe rahay gi ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil hogi,thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mistakes ko repeat karna adhuri forex hay jis main earning kabhi nai mil sakti ha

                              Aksar logo ko dekha hay kay both say years forex trading kernay kay bad bhi wo log wahi kharay hain jahan per wo kuch years pehlay kharay thay. aur ager ham in kay kamyab na honay kay analysis karen to hamen idea ho ga kay wo wohi mistake repeat ker rahay hotay hain jo wo kuch years pehlay ker rahay thay. is liye wo fail hotay rehtay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X