Hosla na haarien. If

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hosla na haarien. If
    Dear friends! Faidaa nuqsan zindgii kaa hisa htaa ha jahaan aik taraf hum faida lyty hain wahan e dsri taraf humien nuqsan bhii hosktaa hy isliee jab apko nuqsan ho tw isy ap khud prr heavy na krien aur zyada tnsn naa lein aur ghabrain nai balky mehnt jarii rkhen.
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hosla na haarien. If

    spelling ke sath Agar wo kaam kar rahe hain tu long time ke liye hardning definitely Karenge Koi planning system ke sath kabhi bhi nahi sakte hain Yeh Baat Main aapko Bata Doon ke yahan par Forex ke kaam mein mistake uski wajah se nuksaan hota hai agar Ho apni mistakes ko recover nahi karenge to him, she looked Saath Ho Sakta Hai Jyada nuksaan US time par Hota Hai Jab Woh market ko isliye nahi samajhte hain
    • #3 Collapse

      Re: Hosla na haarien. If

      G forex trading business aik worldwide online business hy aur forex trading business mein profit bhi hy aur loss bhi profit aur loss business ka hisaa han aur jab forex trading business mein loss ho tu himat nhi harni cahaiye aur loss ho tu hum ko aur ziada mehnat karni cahaiye aur learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye phr aik din kaamyaab bhi ho sakta hy
      • #4 Collapse

        Re: Hosla na haarien. If

        Ji trading me apko sb se bri kamzor ka samna krna parta hai wo yehi hai k jab ap profits me ja rhy hty hain to mutmain hty hain trading ko behtr treqy se krty hain is k ilawa jab bhi loss hjaye to ap apna mental level brqarar nh rkh sjty ek loss ki wjha se bhut se loss krna shuru kr dety hain.ap ko loss ko brdsht krna chahye or qubool kr k himt o hosly k sth use rrcover krny ki sochni chahye.
        • #5 Collapse

          Re: Hosla na haarien. If

          Assalamualaikum dear friend Forex trading Ne Hame Himmat Aur hosle se kam karna chahiye Jab Hame Le sakta hai loss hota hai to Hame Pareshan nahi hona chahiye balke Himmat Aur hosle se kaam karna chahiye aur koshish kare Jis Jis wajah se loss Hua Hai dwara woh Dobara Woh Galti Na Ho Banke balke Zyada magnet Karni chahiye learning knowledge experience ko Hustle Karke learning aur knowledge experience ko Hustle Karke kaam karna chahiye Phir Ek Din kamyabi zaroor milegi
          • #6 Collapse

            Re: Hosla na haarien. If

            G dear hm sb ko chaheya ky hm km ko achy sy kray or jb hm achy sy km krty ha to loss ni hota or jb hm be km krow to learn kr ly he krow jb hm learning krty ha to knowledge my or be khafi Bahteri aa jati ha or ager loss hota be ha to himat nai harni chahey balky or be mahnt krow taky ap or be zada profits mil saky
            • #7 Collapse

              Re: Hosla na haarien. If

              G bhai jan apki bat sahi hai forex main loss to hota he rehta hai lakin us ko dil pe le kar trading chor dena ya phr udas ho jana achi bat nahi hai agar loss hota hai to matlb ap try kar rahe hain learning ki is lye hamesha sab se pehle apni learning karen ta k apke pas zyada se zyada knowledge a sake aur us k bad mehnt karen apni skills ko improve karen
              • #8 Collapse

                Re: Hosla na haarien. If

                G han Me ap ki bat se itefaq krta hon because loss or gain to hr business ka hissa hoty hain hmy kbhi bhi loss pa disheart nahe hona chahiye hai balky apni mistake ko note krna chahiye hai k kid wajha se loss hua hai or phr usy learn kren usy improve kren ta k dubara repeat na ho hmesha patience se kam kren agr loss hota hai to gain bhi hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Hosla na haarien. If

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: zia74 پيغام ديکھيے
                  Dear friends! Faidaa nuqsan zindgii kaa hisa htaa ha jahaan aik taraf hum faida lyty hain wahan e dsri taraf humien nuqsan bhii hosktaa hy isliee jab apko nuqsan ho tw isy ap khud prr heavy na krien aur zyada tnsn naa lein aur ghabrain nai balky mehnt jarii rkhen.
                  Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Forex trading hi nahi balki Duniya ke har kisi business Mein Hame Bhosle se kam karna chahiye ok Agar nuksaan hota hai to profit bhi uske sath Hai Hota Hai agar aap nuksaan ke dar Se Kisi Kaam Ko Chhod Dete Hain to us kaam ko kabhi bhi kamyabi se nahi kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Hosla na haarien. If

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
                    Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Forex trading hi nahi balki Duniya ke har kisi business Mein Hame Bhosle se kam karna chahiye ok Agar nuksaan hota hai to profit bhi uske sath Hai Hota Hai agar aap nuksaan ke dar Se Kisi Kaam Ko Chhod Dete Hain to us kaam ko kabhi bhi kamyabi se nahi kar sakte hain
                    Assalamualaikum bhai Forex trading main agar aap ek successful trader Banna chahte hain aur achi earning karna chahte hain to aapko Kabhi Himmat nahi Harni chahiye loss or profit to business Karol hota hai agar loss Ho bhi Jaaye to Himmat mat Kare aur thoda sa aur knowledge Hasil kare Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Hosla na haarien. If

                      dear forex boht he araam aur sakoon se kiye jane wala business ahi jab tak ap es mai acha ean nhn karo gya p ko kabi b apni treding ko behtar tarha se nhn kar sako gy lehaza ap ko mehant arkni ho gii aur enjoy karna ho ga tabhi tu ap faida hasil karo gy,....
                      • #12 Collapse

                        Re: Hosla na haarien. If

                        forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy loss ky bad himat nahi harne chahey hamy saber or bardat karna chahey forex mai loss hamy apne he waja sy hota hain hamy ache learning hasial kar ky analysis ko use kar ky mahnet sy or confidence sy kam karna chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: Hosla na haarien. If

                          jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain or loss ky bad hamy thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik international or legal business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Hosla na haarien. If

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: zia74 پيغام ديکھيے
                            Dear friends! Faidaa nuqsan zindgii kaa hisa htaa ha jahaan aik taraf hum faida lyty hain wahan e dsri taraf humien nuqsan bhii hosktaa hy isliee jab apko nuqsan ho tw isy ap khud prr heavy na krien aur zyada tnsn naa lein aur ghabrain nai balky mehnt jarii rkhen.
                            Profit and loss Kisi bhi business ka important part Hota Hai agar aapko trading karte hue loss Ho Jaaye to mind na Karen aur apni trading se a learning Karen Jab aap apni Aankh Se learn Karenge to achi training kar Sakenge
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hosla na haarien. If

                              g bilkul nafa nuksan zindagi ka hissa hay. or forex main bhi yehi formula chakta hay. is main nafa bhi hay or nuksan bhi hay. is liay hamen ghabrana nahi chahiay or zayada mehnat karni chahiay k kam yahi forex ko sikhen or tension na len or nay hoslay say trading karen .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X