Leverage size bara rakhnay kay faida

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leverage size bara rakhnay kay faida
    Forex trading mein leverage sae aap ki trading value kam ya zayada hoti hai kyun kay agar aap kay account ki leverage zayada ho gi tou aap kam account balance kay sath bhi bari lot laga saktay hain iss lye iss ka khas khayal rakhna chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leverage size bara rakhnay kay faida

    Bhai mery khayal mein insta hamein jo leverage deta hai woh hamary liye best hai agr leverage ka size bara hoga tu loss hony k chances bhi ziada hoty hein is liye leverage ka munasib hona theek hai kionkeh is mein small bonus waly bhi hoty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Leverage size bara rakhnay kay faida

      Forex mein leverage zayada rakhnay ka fiada bhi hai aur nuqsaan bhi agar leverage zayada ho gi tou jab aap bari trade kagain gay tou aap ka free margin bahut jaldi loss mein chala jaye ga jis sae aap ka account bhi wash ho sakta hai iss lye jo standard leverage size hai wohi select kerain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Leverage size bara rakhnay kay faida

        Dear brother aap ki baat droost hay ky Leverage size bara rakhnay kay faida kun ky leverage size bara Hong say nuqsan bhi ho sakta hay oor profit bhi ho sakta hay iss liye leverage size standard hona chahaye.

        اب آن لائن

        Working...
        X