Why people field in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why people field in forex trading
    Forex treading ma 90% loss faild ho jaty hain is basic reason Mary according yahe hain ,,
    1# zaida thr logo bana knolwedge k treding strat krny hain
    2# logo forex one day rich package smjty hain, Jis ke waja high risk loss krty hain,,.
    3 lack of demo account practice
    4#low exprince treding
    5# avoid money management
    6# greed
    7# jaldbazi..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Why people field in forex trading

    G bahi ap n sahi kaha hai ap na bohot acchi information shair ki hai is asi information s newbies ko bohot fida hota hai aksar newbies ko pata hi nahi hota hai ka loos kiun ho raha hai newbies aksar knowledge ka bina market mai entry la lata hain or phr apna account wash karwa lata hain is lia newbies ko lazmi experince gain krna chaya senior s or post ko read kr ka un pr ammal krna chaya ta ka wo kamyab ho sakian trading mai or ak accha profit kama sakian
    • #3 Collapse

      Re: Why people field in forex trading

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny un haqaiq pe roshi dali hai jo such pe mabni han jis me koi shak wali bat nhe hai kah bhot sy log just in baton ki waja sy he forex me na kam ho jaty han agr koi is sab ko apni kamzori samjhta hai to ye kamzori bhot asani sy dur bhi ho sakti han
      • #4 Collapse

        Re: Why people field in forex trading

        Jis logo ko Jyada Samay Lagti Hai Wo Log Yaha par Jyada running karte huye Koi Yahan Par Samay Mein predictions nikalny mein problem hoti hai Tere Liye Hamare Paas good level ka profit on achha Hota Hai Hame chahiye ke sabse Pehle Hum market analysis nikale uske baad investment karne ke liye hai yeh wala wala kaam Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: Why people field in forex trading

          ya he waha hay jo b nay define ki hay kafe persentage oun logu ki hay jo fail hota hein ya oss karta hein ya wo log hota hein jin ko kabi b ya bhat kam Damo account say experience gain karta hen ya wo log jo knowledge kam rakhty hein or treading karna lag jata hein ya log bhoat loss karta hein sath jaldi forex ko leave b kar data hein.
          • #6 Collapse

            Re: Why people field in forex trading

            log fail ku hota hein forex par is ki waja ya hay kay jab b hum daily knowledge increase nahi karta en or na damo account say practice kar kay experience gain karta hen tu humay phir kabi b acah treader nahi ban pay humay struggle karni chyia or knowledhe or experience gain kar kay acha treader banna chyia. ta kay hum successful tead kran or acha profit earn kran.
            • #7 Collapse

              Re: Why people field in forex trading

              G han ap sahe keh rhy hen forex me 90% log los karty hen en me kuch knowledge na hony ki wja sy nakam hoty hen baki lalach aur risk leny sy nakam hoty hen agar hum ulty sedhy pangy na len aur secure treading pe focus karen tu hum nuksan sy bach sakty hen aur achi earning kar sakty hen lekin samjhany k bawjod log hmari bat nai manty aur apni galti sy treading me los karty hen.
              • #8 Collapse

                Re: Why people field in forex trading

                Hum Log dekhte hain kya Yaad se kaam karte hai boss logo ko nuksan hota hai 90% Logon Ko kam karne ke time par nuksaan ho jata hai Kyunki unke Paas lack of capital hota hai lack of information Hoti Hai lack of knowledge of experience Jab Aise Logon ke paas Neeche se kam hoti hai to bolo preparing nahi kar sakte hain kamyabi se earning karne ke liye successful Banna padta hai working ke liye
                • #9 Collapse

                  Re: Why people field in forex trading

                  G brother ap nay bahut achi information share ki hay, bahut saray log forex ko join kartay hain kah woh forex say bahut achi earning karain gay but woh earning nai kar saktay aur un ko ulta loss ho jata hay aur un k loss ki ap nay achi reasons batai hain agar woh en sab bato ka kheyal rakhain gay to un ko loss nai hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Why people field in forex trading

                    People fail in forex trading que kay wo nahi jantay wo kia ker rahay hain. que kay un kay pas forex ka knowledge nahi hota. aur wo kuch din trading kay liye demo account main guzartay hain aur khud ko trading ka expert kehna shoro ker detay hain. hala kay wo forex ko siray say hi nahi jantay. is liye wo bar bar losses ka shikar hotay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Why people field in forex trading

                      Forex trading mani zayada ter log is liye fail ho jatay hain que kay wo forex ko learn ker kay nahi atay. jis ki waja ay wo forex ko sahi say seekh nahi patay. ager trader forex ko baqaida seekh ker trading keray ga to wo aisay trader say boht behter ho ga jo forex ko learning kay baghair ker rahay hotay hain. is liye forex main kamyabi kay ilye forex ko learn kerna zarori hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Why people field in forex trading

                        Forex trading main boht say log trading kertay hain aur in main say boht say log fail hotay hain. jesay kay aik report kay mutabiq 90 percent log forex trading main fail ho jatay hain aur 10 percent hi wo log hotay hain jo forex say profit letay hain. yeah wo log hotay hain jo forex main trading say pehlay achi training letay hain. aur acha seekhtay hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X