forex mein new trader ko kon se currency pair par trading karni cahaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein new trader ko kon se currency pair par trading karni cahaiye
    Forex trading business mein new trader ko kiok is business mein learning knewledge aur experience kam hota hy is liye un k liye sab se best pair wo han jn ki movement kam hoti hy aur spread bhi kam hota hy aur major pair trading k liye best han kiok major pair ka spread bhi kam hota hy aur movement bhi kam hoti hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein new trader ko kon se currency pair par trading karni cahaiye

    New trader ko hamesha aesy currency pairs main trade kerni chahiay jin main market ki movement bahot slow hoti hai aur jab currency pairs main spread bahot kam hota hai ky loss zyada na ho aur agar market main open trade main loss ho bhi rehi ho tou usy control kerna easy ho ky fast movement waly pairs main loss ko control kerna mushkil ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: forex mein new trader ko kon se currency pair par trading karni cahaiye

      jee han jo new members hota hein oun ko knowledge or experience kam hota hay oun ko chyia kay small lots ki tread kran ya currency pair par small tread kran ku kay small tread koi b ho gi ous ko movement b kam ho gi or hum tread par lydai loss nahi ho ga humay ek acha profit gain ho gay ga wo humay bhatri ki taraf la kar ja sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: forex mein new trader ko kon se currency pair par trading karni cahaiye

        Forex trading business mein new trader ko un pair par trading karni cahaiye js ki movement ziada na aur movement bhi fast na ho aur best pair major pair hi han js mein spread bhi kam hota hy aur movement bhi ziada nhi hoti aur agr ziada movement ki currency pair par trading kartay han tu is se ziada loss ho sakta hy
        • #5 Collapse

          Re: forex mein new trader ko kon se currency pair par trading karni cahaiye

          New trader agr trading mein kuch hasil karna cahtay han aur Long Time trading karna cahtay han tu un ko cahaiye k wo Kam movement waly aur Kam spread currency pair par trading karain kiok Kam movement k pair par wo apni trading ko control kar saktay han aur is se loss bhi kam hota hy
          • #6 Collapse

            Re: forex mein new trader ko kon se currency pair par trading karni cahaiye

            Forex ke business ke sath sath Hum Log Apne daily basis ke business Kobe increase kar sakte hain daily planning been generated kar sakte hain information ko part time we generate kar sakte hain Itna achha hamara kaam Hoga itni acchi hai Mari management aur Hamare Yahan Par planning Ho Gayi Hume come then uske sath Jyada earning to Kar Na Hoti Hai Lekin kiske saath saath Mein Apne account ko disable aur marriage Rakhna bahut jyada zaroori all important Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: forex mein new trader ko kon se currency pair par trading karni cahaiye

              Apny acha sawal pocha hai mery khayal sy new member ko pehly achi learning ki zarorat hai enhe achi practice karni chahye jb enko acha knowledge hasil ho jaye tab enhy treading start karni chahye aur aisy pair pe trade lgani chahye jo boht slow ho take enhy km los ho new member ko gold sy bachna chahye kui k eski moment boht tez hai es me bara los ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: forex mein new trader ko kon se currency pair par trading karni cahaiye

                Dear agar koi newbie trading main ae to sab se pehle to wo kam movment wali pair pe trade kare us k bad wo kam spred wali pair pe kare trading aur sab se ehm chez k kam size ki trade lagain kabi b greedy mat bane warna bahut loss ho jaiga aur sab se pehle demo main khuch arsa practis kare us k bad trading ki feed main ae warna loss ho jaiga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein new trader ko kon se currency pair par trading karni cahaiye

                  position ko sambhalna ko Jyada important hota hai yahan se yaar mein kaam karte hue main Apna i time pass nahi karna chahiye uske sath market mein chahiye Humko stability ke sath long time karna chahiye J Jo Log Yaha par long time ke hisab se kaam karte hain wo log abhi piya se apne kaam mein nuksaan nahi karte hain Paisa Milne Ke Liye information both Jada zaroori hoti hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X