trade only one pair fist
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade only one pair fist
    Dear fellows importance kam ki hoti hay oor ham startvper hi garhbarh ker dain gay to per kam mushkil ho gaty hain iss liye forex main trading start per hamain trade only one pair per kerty hoay kam karna chahaye oor ager demo per practice kerain to oor byter hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade only one pair fist

    Hamesha aik pair pe trading ka aghaaz karna chahiye har pair pe kaam karna new trader kay liye difficult hota hay agar practice aik pair pe ya sath aik aur add kr liya jay bad nahi hay achi samajh achi practice milay gi magar maximum pairs ya multi pairs laga kar trading ko mushkil he bana dena hota hay so hamay care sey he hamesha proper achi trading ko sekhna samjhna chahiye.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: trade only one pair fist

      g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he hamen chahye ke ham trade ke liye ek pair par kia karen is tarhan se ham is ko achi tarhan se jan paen ge aor ek hi pair par trade kana hamen faida deta he q ke usi pair ka hamen acha andaza ho jata he is tarhan ham phir kabhi bhi loss me nhe ja sakte....
      • #4 Collapse

        Re: trade only one pair fist

        Jee Han ek pair par tread karna best hay ku Kay jab tak hum ek pair par he tread kran gay tu humay easy raha ga but jab hum ek say zydia maximum pair par tread kran gay tu humay zydia tread mushkil Mein dal sakti hay is lyia khas tor par new treader hein jo oun ko kabi b Nahi chyia Kay wo maximum pair par kabi b tread Nahi kran...
        • #5 Collapse

          Re: trade only one pair fist

          g han bhai thk kh rhy ho agr hm trade ek pair pr krty han tu us sae hm us pair ko time dae krty han or apni trade ko axa kr skty han bht sae log lalach m a kr trade bht zyda ek sath krty han is trah apko loss kae chnces zyda ho jaty han agr ap ek hy pair pr trade krty ho tu us sae us pair ka experince or b develop ho jata ha apko or us pair m ap expert ho jaty ho loss kam ho jata a apka is trah
          • #6 Collapse

            Re: trade only one pair fist

            Aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai kay jab aap kisi aik pair ko use krty hoo too us main aap ko experience milta hai aur aap us pair main expert ban jaty hoo aur khaty hain kay practice make a men perfect
            • #7 Collapse

              Re: trade only one pair fist

              Pak Forex Ek accha wala platform Hai Pakistan ki awaz Jo Garib log hai wo Log Yahan Par acche se business to manage kar sakte hai ya Paschim ke sath long time ke liye apni business planning generate kar sakte hai accha business karne ke liye kya karna chahiye number market predictions nikal Sakte Hain Kamaal Ke Kaise copy Se Jyada acche se ho sakti hai
              • #8 Collapse

                Re: trade only one pair fist

                G haan ap sahi kah rhy ha forex par jo new trader hota ha un ko itna zada experience aur knowledge nai hota ha jis ki waja sa wo start par hi kuch aisi mistakes kar data ha jin ki waja sa un ko aga trading karna muskil ho jata ha un logo lo mara khala start par ik hi pair par trading karni vhaya aur jab un ka pas experience aya jaya ga to phir wo kisi aur pair par be trading kar sakhta ha aisa karna sa un ko zada muskil nai ho gi
                • #9 Collapse

                  Re: trade only one pair fist

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad6881 پيغام ديکھيے
                  Dear fellows importance kam ki hoti hay oor ham startvper hi garhbarh ker dain gay to per kam mushkil ho gaty hain iss liye forex main trading start per hamain trade only one pair per kerty hoay kam karna chahaye oor ager demo per practice kerain to oor byter hay.
                  Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek hai agar Hum Forex trading business Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to starting Mein Hame Apna Ek pair ko select karna chahiye aur uske analysis karne chahiye aur Usi Patel gana chahiye Kyunki agar aap mujhse kisam ke paper trading karne ka Sochenge to aap double minded ho jayenge or profit Hasil karne ki wajah se nuksaan Mein Pad Jayenge Jaoge aap ke Forex trading career ko Barbad kar sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: trade only one pair fist

                    G bhai ap ki bt thk ha starting mein hamaen aik hi pair choose krna chaye Mery khyl se eurousd behter ha new traders k lye starting mein chon k it a experience ni hota tu aik pair thk rhy ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: trade only one pair fist

                      Humain hamesha hi sirf aik currency pair per work karna chahiye. Kyunkay aik currency pair per hum sahi say focus kar saktay haina ur market main us pair ki position ka sahi say pata laga kar apni trade ko buy ya sell per enter kar saktay hain. Aik currency pair per work karnay say hum apni equity ko bhi save rakhtay hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: trade only one pair fist

                        New trader ko chahye kya shoro main jab wo pehli bar live trading main ata hay to us ko chahye kay aik pair per trade karay. is say ua ka dhayan aik pair per rhaay ga aur wo kaabi bhi apnay liye trading setup chahye wo buy ka ho ya sell ka ho wo miss nahi keray ga. aur us per aik time main aik trade lagaye ta kay wo trade ko achay say manage ker sakay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: trade only one pair fist

                          New trader ko chahye kay start main trading kernay kay liye sab say pehlay aik pair ko select karen. us per apna pora focus rakhen aur us main aik ya do trade len. kabi bhi over trading na karen. que kay over trading sya trader exhaust ho jata hay. aur wo loss ko dekh dekh ker thak jata hay. is liye trader ko pehli trade close kernay kay bad hi aur trade lagani chahye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X