Apnay forex account ko manage karnay ke 4 important aur easy points.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    assssala mu alikum apnay forex acount ko manage karne lkay liye hum jitna ziyada trads kare ge utin hi ziya pracctic ho aur demo acount babana kar us main apnay forex acount ko sanbhalnay ki paractice kar saktay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading aik world wide online business hay iss main loss bhe hay or profit bhe yeh aik highly risky business hay gee haan sahe kaha hay but bonus account ke leverage 1:50 say zaida hay heenahe.
      • #18 Collapse

        Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading m ap n account manage Kearny k best knowledge or experience k alwa in batun pe b amal karna both zarori ha or ache earning kar sakty han
        • #19 Collapse

          app ne insta account ko manage karny k bahot hi easy step bataye hay hamy en ko follow karna chaye or koshish karni chaye k ham kam se kam lot size hi trading me lagaye
          • #20 Collapse

            haan ap ki baat sahi hai k agar hum ne koi stoploss nahi lagaya hota hai and hamara trade jo hai wo lose mai chal raha hota hain toh humiein chaahey k wo trade close kar dy and phr new analysis kar k new trade open kar k profit earn kare..
            • #21 Collapse

              aap ki post bohat achi hai is tarha trade karne se ham apne account ko save rakh skate hian aor munasib profit bhi hasil kar skate hain
              • #22 Collapse

                dear je han ap ny darust kaha ha kah forex account ko follow kartay han jis say hamay apny learning point ko kafe understanding kr sakty han dear Ap ny belkul darust aur ache bat bate han jis say hamay kafe benefit mely ga aur ya management ky ley both zarore han
                • #23 Collapse

                  acheee batain share kee ap ny. . .main ap kee bato sy agree krta hoon. . .laikin aik point aisa hy k dpread jitna b ho ap ko trade hmysha us pair pay krni chahiye jis ka ap ko experience hho. . . .kbi b aisa pair choose na krain jis ka ap ko pta he na ho
                  • #24 Collapse

                    Well brother har trader ki apni planing aur strategy hoti he, according to men trader ko leverage apne experience ke mutabiq use karni chahiye, but bonus account per leverage fix he 1:50 ki, aur trade karne se pehle market ko analysis karna chahiye, aur stop loss and take profit ko zaroor use karna chahiye, because in tools ko use karne se hamara account safe rahe ga..
                    • #25 Collapse

                      At this time I am not manage the account. I am work the markwt and trytounder stand the market. So that inam work the markwt good.
                      • #26 Collapse

                        humain agr account ko use karna hay to is kay har rules ko follow kar kay humain kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay magr humain learning karni ho gi
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #27 Collapse

                          Friend us barey maen mera ye opinion hy k jo bhe trader money management k sath live account maen trading kerta hy wo kabhe bhe apna capital loss nahe kerta hy thora boht loss to part of forex trading hy but hum apny whole capital ko safe ker k trading say acha profit earn ker lety haen
                          • #28 Collapse

                            gee haan bhai ap ne account ko mange krne ke lie ache advices de hien hm ko apne trading mein in ko follow krna acha faida de ga aur hm ko chahe keh hm apne trading mein leverage km istemal krein aur apne trading mein low lot size ke trading lagein aur apne trading mein jldbaze na krein
                            • #29 Collapse

                              Jab bhi aap ney trading start krni hy to pehla step yeh hy keh equity kam sey kam rakhain. Profit sey ziada dhayan equity ko bachaney par dain. Aik hi pair main kam karain. Ho sakey to stop loss aur take profit ka use zaroor krain. Pehlay market key trend ko dekhain aur phir us key mutabiq trades lagayen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Aap ki suggestions ka shukria aur is sey new traders kafi kuch learn krain gey. Forex account ko manage rakhney key leye money management aur risk management key asool par kam karna parta hy aur utna hi expect krain, jitn hum deserve krtey hain aur apni ability aur experience key mutabiq hi apna mind banayen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X