Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat
    Forex trading ki jaye to hamesha TP ya stop loss ka zaroorat use kiya jaye isay hum targeted training bhi kehte hain jab hum kisi target ko set kiya bagar trade karenge to hame koi fayda nahi hoga hamara time zaya hoga aur hamara balance bhi zaya hoga is liye hame chahiye ke jab bhi trade open kare to usko take profit aur stop loss zaroor set kiya kare..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat

    Agar ham open trade kerty hain tp select nehi kerty ya mind main bhi koi target select nehi Kia hota tou ham earning ka acha chance mis ker dety hain ky market achy profit main move ker rehi hoti hai lekin ham more and more profit ka lalach kerty hain aur trading main lagy rehty hain tou market reverse move ker ky loss main chali jati hai aur hamara earning ka chance mis ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat

      Piary dost main apki baat se agree kerta hon. Ager hum daily apna target set ker key trading kerain to is se trading main discipline paida hota hey. Target trading key sath ager position trading bhi ki jaey to woh bhi behter result deti hey. Position trading main pending order lagaey jaty hain ya phir best entry ka wait kia jata hey.
      • #4 Collapse

        Re: Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat

        Dear sir ap ny achi bat ki hai hame hamesha targeting treading karni chahye jb tk hmar koe target nai hoga hum us tak kesy pohnchy gy jin member k target set nai hoty jab unki trade profit me jati hai wo soch me par jaty hen k kab close karen esi soch me trade los me ajati hai agar apka tp aur sl lga hoga tu apka target set hoga apko bar bar mobile dykhny ki zarorat nai hogi apki trade khud close ho jaye gi.
        • #5 Collapse

          Re: Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat

          Forex market main kuch na kuch aaim hota hai usay poora kernay kliya traget bnya jat hai aur oher mahnat ket k usay poora bhi kiya jata hai trading main bhi aisa hi haiaik tragat k sath trade krain aur plan bhi ho jab bhi wo tragat poora ho jay to pher trading na krain aur daily kuch na kuch post ker li jain takay next mont acha bonas aye aur account sacure ho jay aur ziyda volum say trade krain aur orofir ko bhi ziyda krain.
          • #6 Collapse

            Re: Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat

            Bilkul baai Jaan Jo log apne trading may stop loss our take profit ka istimaal karthay hay wo kabhi ziada loss nahe karthay our ise ise tareekay say hamari trading safe be rehthi hay our ziada nuqsaan say be mehfoz reh sakhtay hay
            • #7 Collapse

              Re: Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat

              Gee Bhai aap ki baat teen hay Kay jab ham trading Kerain to hamara target bona chahaye kun ky ager target nai ho ga to ham profit hasil nai ker sakty iss .ain ham greedi ho jaty hain oor knowledge na Hong ki waja say ham nuqsan ker laty hain
              • #8 Collapse

                Re: Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat

                forex aik online business hain hamy is main hard work or mehant sy kam karna chahey hamy is main daily weekly yai monthly target bana kar is target ky mutabiq kam karna cha hey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat

                  forex aik bohat bara business hain hum is mai agar trading karna chatey hain to hamy aik target bana lena chahey or us ky mutabik mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat

                    Yes boss jab ham as mien aik target bana ker trade kerte hien tu ham as mien kamyab ho sakte hien aur ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien target jab mil jaye tu trade rok dena hota h aur forex mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mein hamain sirf sada trade kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien lalach sy pak trade kerna hi behter hota h as lyee hamain her bar as mien ahtyat karna hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat

                      hamy is main hard work or mehant sy kam karna chahey hamy is main daily weekly yai monthly target bana kar is target ky mutabiq kam karna cha hey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain as lye mehnat karo.
                      • #12 Collapse

                        Re: Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat

                        apne bohat hi achi baat ki hai and bohat fiaday ki baat hy jo traders forex main apna target nahi set krty wo forex main ek month ya ek hfty main apna account to double kr laity hain lekn end main apna account wash kr daity hain mera apko yahi mashwra hoga kay ap apne ek kamyaab trader bnna hy to ap ek target set krain jb apka target achieve ho jye apko markt sy out ho jana chahye and next trade ka and chance ka wait krain .
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Targeted trading hamesha kamyabi ki zamanat

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                          Forex trading ki jaye to hamesha TP ya stop loss ka zaroorat use kiya jaye isay hum targeted training bhi kehte hain jab hum kisi target ko set kiya bagar trade karenge to hame koi fayda nahi hoga hamara time zaya hoga aur hamara balance bhi zaya hoga is liye hame chahiye ke jab bhi trade open kare to usko take profit aur stop loss zaroor set kiya kare..
                          Traders Jammu planning Karke trading karte hain tu unke liye trading karna Aasan ho jata hai aur bahut jyada chances hote hain kya traders ki trade successfully ho jaaye isliye trailers ko planning Karke trading Karni chahiye
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X