Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lagatar mehnat kamyabi ka raaz
    Lagatar mehanat hi kamyabi ka raaz hai jab different traders forex trading to join karte hain to wo shayad is se bore ho jate hain aur uske baad wo trading karna chor dete hain shayad unko nahi pata ke liye thori mushkil hai lekin namumkin nahi hai hame chahiye ke hum acche se mehnat kare kyonki hamesha mehnat mein azmat hoti hai..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

    Dear friend kisi bhi business mn kamyabi sirf aur sirf mehnat sa he milti ha aksr traders ko shro mn loss bhi hota ha keun k unkay pass trading knowledge aur experience naen hota lekin jo trader mehnat krtay hn aur trading knowledge aur experience hasil krtay hn woh hmesha kamyab rehtay hn
    • #3 Collapse

      Re: Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

      Beshak kamyabi sirf mehnat kerny sy hi milti hai tou hamain mehnat sirf forex market main continue trading kerni chahiay Ky ham agar maximum time forex market main trading ko dety hain tou hamara trading experience increase hota hai aur Jitna zyada hamara trading experience increase hota hai kamyabi ky chances utny hi increase ho jaty hain
      • #4 Collapse

        Re: Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

        Dear friend apne acha mashwra dya hai member khud mehnat nai karty phr kehty hen hame acha bonus nai milta lekin un sy koe ye pochy k unho ny mehnat kitni ki thi tu wo kahe gy k 300 poste ki thi ab ap hi btaye k 300 posts sy acha bonus kesy mil sakta hai es lye me aisy logo sy kaho ga k wo lagatar mehnat karen 1000 posts karen phr dykhen apko acha bonus kesy nai milta mehnat ap khud nai karty aur phr elzam pak forum ko dety hen.
        • #5 Collapse

          Re: Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

          Dear fellow forex trading may mehnat k baghair kamyabi mumkin he nahee hay is liay dhono jaga par mehnat Karne chaheay fourm par bee our trading may be kionka mehnat say he experience may izafa hotha hay our kamyabi k liay experience sharth hay
          • #6 Collapse

            Re: Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

            Dear brother aap ki baat droost hay ky Lagatar mehnat kamyabi ka raaz hay jo logo mehnat kerny say kabraty hain. Woo forex main kamyab .nai ho sakty hain iss liye mehnat jarey rahkain.
            • #7 Collapse

              Re: Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

              agar hum musalsal mahbnet kary gy to he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain agar hum is mai lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamy weekly target bana kar forex ky pairs mai ya currency mai trading karne chahey
              • #8 Collapse

                Re: Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

                agar hum regular mehnat karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es liye kabhi bhi humay es main lalach nahi karna chahiye balkeh sabar kay sath trading par dhyan daina chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main dil lga kar time dainay main he faida hota hay tab he safe reh sakty hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                  Lagatar mehanat hi kamyabi ka raaz hai jab different traders forex trading to join karte hain to wo shayad is se bore ho jate hain aur uske baad wo trading karna chor dete hain shayad unko nahi pata ke liye thori mushkil hai lekin namumkin nahi hai hame chahiye ke hum acche se mehnat kare kyonki hamesha mehnat mein azmat hoti hai..
                  Agar traders Forex trading sharing karna chahte hain to iske liye Jaroori hai ki Hua continuous message par mehnat Karen Agar continuous basis par hardworking nahi karenge to traders ko profit nahi hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

                    mahnet kamyabe ke taraf ly jate hain hamy ache learning ky bad mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jays bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                      Lagatar mehanat hi kamyabi ka raaz hai jab different traders forex trading to join karte hain to wo shayad is se bore ho jate hain aur uske baad wo trading karna chor dete hain shayad unko nahi pata ke liye thori mushkil hai lekin namumkin nahi hai hame chahiye ke hum acche se mehnat kare kyonki hamesha mehnat mein azmat hoti hai..
                      Forex trading Mein successful trading karne ke liye traders ko continuous basis pe hardworking Karni hoti hai agar travel to continuous basis for hard working so unko trading Karke profit hone ke chances kam Hote Hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

                        Yes boss aap belkul theek ho k ham ko as mien her bar mehnat karna hota h aur ham ko as mien mehnat wo cheez h jo ham ko kamyabi dela sakti h as lyee ham ko as mien apne lyee agar kamyabi hasil kerna h tu ham ko her kaam mein mehnat kerna hota h aur ham ko as mien mehnat ker k as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien mehnat kerna zarori h aur jab ham mehnat kerte hien tu as mien sab kuch ho sakta h aur jo na mumkin lagta h wo b ham hasil ker sakte hien as lyee ham ko as mien apne lyee mehnat kerna hota h aur as mien kamaee kerna hota h as lyee soch samjh ker kaam karna hota h.
                        • #13 Collapse

                          Re: Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

                          yes jaaab lagatar kisi ek kaam k pichy koi ho jy tu bhot he acha us kaam main kamyab ho skte hain haar kaam main mhenat kar k aagy jah skte hain forex b asa kaaam hain k jis main lagataar kaaam kare gy tu tab he kamyab ho skte hain pr baqi works main b bilkul asa he hain k lagatar kaaam kare tu kam say kam forex main monthly 200$ tak earn kar ske hian
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Lagatar mehnat kamyabi ka raaz

                            G Haan bilkul mehnat jitni ziyada ki Jaye utna ziyada faida hota hai aur forex me kaam karny k liye zaroori hai k hum jitni ziyada ho sky mehnat karein aur demo account pe practice karein ta k faida ho sky.. Forex me kaam karny k liye hum aasani se mehnat kar k kaamyaabi hasil kar sakty hain aur hum ziyada profit hasil kar sakty hain..

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X