Forex kay faiday
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex kay faiday
    Dear members forex trading kay bohat say faiday hai. Pehla faida to ye hai kay forex trading aik pure bussiness hai jaisay koi bhi conventional bussiness hota hi. Dusra faida jo mujhay samajh aya hai kay forex trading hamarey free time ka behtreen istamaal hai. Hum free time ko fazul zaya kernay ki bajaey forex trading mai aik achay purpose kay liye use kertay hai. Aap ka kaya khayal hai. Apni raey sey agah karey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex kay faiday

    G han dear apny bhot achi bat shear ki hai ham idhar udhar jo time waste karty han us time ka acha istamal bana sakty han forex ki learning kay zarye or forex hamen koi nuqsan nhe deta hai forex sy hamen faida he hota hai is ko learn karny kay bad ham is me sy dollars me earning kar sakty han
    • #3 Collapse

      Re: Forex kay faiday

      G han bhai forxs ky boht zaidaa fidyy hai forxs tarding main kamyab hona tohraa mushkl hai lykinn jb kamyaab ho gyy to boht fidaa de gei forumm kyu ky ya ek boht axhei forum hai ya fake ni hai ya ek real hai is main boht saryy log kamyabb howyy hai our abi bi ani experience syy tarding kar kyy axha hasa eran kar rahyy g han bhai ap ny thk bola fazol edr oudr time waste karnyy syy axha forum ko time de denn ya fidaa dy geii boht..
      • #4 Collapse

        Re: Forex kay faiday

        Assalamualaikum dear friend Har cheez ka Koi Na Koi fayda zaroor Hota Hai ISI Tarah Forex trading b bahut accha business bahut zyada fayde Hain yeah 1 online job jo hum ghar baith kar Kisi bhi waqt full time job part time kisi bhi waqt join kar sakte hain aur job wale isko part time be kar sakte hain aur jo log Berozgaar Hain woh isko join kar ke apni berozgari Khatam kar sakte hain essay bahut accha bonus HasilHota Hai Hame Forex trading knowledge experience ko seekhna bahut zaroori hai bahut zaroori hai Agaram jitni zyada minute KarengHame Itna hai Achha profit Hasil Ho Gaya agar mehNaat Karenge to kamyabi milegi Inshallah
        • #5 Collapse

          Re: Forex kay faiday

          G Dear apne sahi kaha hai forex k bahut he ache faida hein jese k is main hamen bahut zyda invest karne ki zaroort nahi parti ham kam se b start kar sakte hain ye kam aur is k alwa hamen is main group ya staf ki b zarooort nahi basic learn kar k ham khud b start kar sakte hain forex bas hemn shoro main bahut mehnat ki zarooor hoti hai is main
          • #6 Collapse

            Re: Forex kay faiday

            Forex trading kay boht say fiday hain. forex trading aik to online business hay aur aur yeah home business hay jis ko home ki females asani say ker sakti hain. aur un ko kisi say rabta kernay ki bhi koe zarorat nahi hoti. aur dosra yeah aisa kam hay jo kay thori investment say ho jata hay. aur trader apnay risk ko zayada ker kay zayada profit earn ker sakta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex kay faiday

              forex aik onpine business hain ham is main trading karty hain ham is main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex kay faiday

                forex mai kam karny ky bohat faidy hain hum is mai live trading karty hain to hamy kise office mai jany ke zarorat nahi hote hum gar mai bath kar live trading kar sakty hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is business ko apna professional career be bana sakty hain yai kabe be katem na hony wala business hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Forex kay faiday

                  Forex ka mery khyal sy koi b nuqsan nahien hai is k faidy hi hain kyun j jo log apna qeemti waqt Facebook,whatsapp,youtube py barbad kar rahy hain un ko chahiyay k woh apna waqt idr spend kar k kuch hasil kar lien kyun k is jagah time jo diya jayay us sy hmien faida hi paunchy ga nuqsan nahien
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex kay faiday

                    G Haan bhai forex k bht se faida hain agr hum forex ko daily aik proper time dein tou hum easily ghr Beth k earning kar sakty hain.. Forex ghr Beth k earning ka aik behtreen platform provide karta hai.. Forex hr trha k logon ko suit karta hai aur aisy log aur females ko ghr se bahir ja k job nai kar sakty forex un sb ko earing ka aik golden chance deta hai wo b ghr Beth k... Forex me hum earning k sath sath learning b kar sakty hain...
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex kay faiday

                      Forex trade is a very good business kyun k is ka sab sy bara faida yeah hai k bina paisy kharch kiyay hum isy shuru kar sakty hain aur is sy faida hasil kar sakty hain jitni mehnat sy kam karien gy utna zyada is sy faida hasil kar sakien gy aur jo log fzool main apna qeemti waqt zaaya kar rahy hain eysy logoun keliyay to yeah bahout hi zbardast hai ,kyun k yeah online working system hai to hum isy kahien b use kar sakty hain aur is k faudy hasil kar sakty hain
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex kay faiday

                        Friend ap nay sahi kaha hai, successful trader k leay market k trend ko samjna bohat zrori hy is k bad fundamental par nazar rakhna zrori hy is k bad hamaisha money mangement ka rule ko follow krna zrori hy is k bad apni total amount pr maximum risk ratio kbi b 3% sy ziada nae rakhni ur hamisha stop loss k sath trade krni chahey ,Dua hai kay ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex kay faiday

                          Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi, i think successful trading k liye hamein 2 cheezon ko nazar mn rakhna chahiye 1 ye k ap hamesha apni trading ka stop loss lagayen or us k bina kabi trade na karen or dosra ye k hamesha apny account k hisab say lot open karen,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex kay faiday

                            Dear main ap ki baat say mutafiq hon,ur forex k business men learning py b depend hota hy aur ap k experience pr b kamyab insan ko dekhna chaheye k market kis traf chl rhi hy agar bahut nechy ja rahi hy to apko chek krty ho k hamen kab trade krni chaheye ,mehnat kartay rahein es main kamyabi hai,take care
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex kay faiday

                              Forex ka fayda aapne bahut accha sawal Kiya hai forex ek bahut accha online business hai jo ki puri duniya mein bade pemane par Kiya ja raha hai to iska fayda sabse accha tu ya hai ki aap jab chahe apni Marzi ke mutabik kaam kar sakte hain aur ya kam karne ke aapko forex ki taraf se bonus Diya jata hai jisko aap trading mein istemal kar sakte hain aur FIR acchi earning kar sakte hain tu islihaz forex ke aur bhi bahut sare fayde Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X