i think that Robbots are Extra things within Forex...
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    robot are actually programming or coding.. jo different trends ko study kar k banaya jata haai or os ko implement kar k past k trend k mutabiq future ko predict kartay haai .. toh robot b useful hotay hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han forex trading mien robots extra thing hian aur robots mere hisab se to bohat ziyada riksy hote hian aur apko unki wajah se bohat loss hoskata hai.
      • #18 Collapse

        dear forex mai ap agar kam karo gy tu ap ko seekh aur smjh k he kam karna ho ga soo ap ko apne mind se trading kani ho gii tab he ap ko acha fadia hasil ho skat hy aur agar ap lalach karo gy tu ap ko kch b hasil nhn ho ga soo ap mehnat karo aur acha earn karo....
        • #19 Collapse

          humain trade main robot trading karny say kafi riks hota hay agr humai kafi expereicen ho ga to kam karny main achi earning hasil ho sakti hay magr humain hard work karna ho ga
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #20 Collapse

            yes robots muhe to khas nahee lagte hain robots ki waja se traders ko to experience hasil nahee ho sakta is liye mujhe robo trading pasand nahee hai manual trading se ham experience hasil kar sakte hain aro future main ache trader bna sakte hain
            • #21 Collapse

              Nahe mery dost her cheez ka koi na koi faida hota hy ap forex main robots ko use ker k bhe ache earning ker sagty hain but forex main her aik cheez ka knowledge hona boht zarori hy
              • #22 Collapse

                g aap nay teak kah hay may tu yah janta hoon kay agar aap nay forex may mazeed kam karna hay tu robots ko bi use kar kay daykh lain ho sakta hay kay aap ko es ka faida bi hojaia yah bi hay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  rebot main trade karny k liye hamain experience hasil karna ho ga ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi hum market main acha earn kar skaty hain aur experience k begair hum kuch nia kar skaty

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X