Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai
    Forex jab bhi hum stop loss lagatay hain tou market humari trade kay against move kerti hai aur stop loss ko hit ker jati hai aur joun hi stop loss hit hota hai tou market reverse movement shru ker det hai aisa kyun hota hai please apna experiance share kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai

    Dear apny bhot acha bat shear ki hai dear mery kheyal me apny trade lagaty hoy note kia hoga kah jab ham trade open karty han to jab ham trend kay favouer me lagaty han to hamen starting me he profit hona start ho jata hai or jab trend kay against lagaty han to hamri trade kafi loss me chali jait hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai

      jee jab b hum tread open karta hen tu humay stop loss ko b use karna chyia ku kay jab hum stope loss ko use kran gay tu humay zydia loss nahi ho ga or hum account wash honay say bach jay gay but some time ya b hota hay kay humari market against move karti hay or humari tread ko hit kar jati hay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai

        Yes brother aap ki baat thek hay k aksar aasa hota hay k hum stop lose lagatay hain tu trade stop lose hit hota hay pher sath he trade revirce ho jati hay iss ki aak waja tu ya hay k hum stop lose zayada lose k dar sa bhot close adject kartay hain jab markit thora be aganst chalti hay tu stop lose hit ho jata hay aur dosra ya k hum markit ka analysus thek tarha sa nahi kartay hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai

          Forex mein market stop loss kay baad iss lye reverse hoti hai kyun kay aap nay market kay sahih tarah analysis nahin kye hotay aur trend kay against aap nay trade lagai hoti hai tou market thora sae reverse move kerti hai jis ki wajah sae aap ka stop loss hit ho jata hai lakin market dobara apnay trend mein aajati hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai

            Forex market stop loss ko hit honaay kay bad wapas que ati hay. is main market ka koe qasoor nahi hay. is main trader ka apna qasoor hay kay wo stop loss ko us jaga per lagata hay jahan say market ka turning point hota hay. is kay liye ap ko thora work kerna chahye. ap ko tamam sl wali trade ko dekhna chahye aur un kay stop loss ko hit kernay kay bad market maximum kinta move kernay kay bad reverse hoe hay. aur phir jo maximum pip ho unta sl set kerna shoro ker do ap ki maximum trade profit main ayen gi.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai

              Dear app ke baat sahi hai likn app jab b stop loss ka use krain to us posion par use krain jhan par spourt ati hai ku ky spourt par markeet wapis move karti hai our ager spourt tor dy to ho sakta markeet agy nikal jay es liy stop loss spourt par lagty hain ta ky ager markeet wapis move kry to stop loss hit na ho our ager agy nikl jay to stop loss hit ho jay
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai

                forex market move karte hain to stop loss hot hony ky bad market reverse kar jate hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai

                  hamy stop loss ko use kar ky trading karne chahey agar stop loss hit ho jy to hamy is bat py yakeen kar lena chahey ky hum kamyab ho jy gy forex aik world wide business hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai

                    g haan bhai jaan as mai n kabhi kabhi aesa hota hai as main take profit hit kae bagher as main wapis hoty haui ao ham ko as main stop loss aor take profit ka istmall karna chahiy hai aor as main ham agar take profit aor stop loss ka istmakl kare gey tu ham as main zyada tar as main ham ko loss nahi ho gaa aor ham ko profit bhi apne ahir ke mutabik hi ho gaa as liy ham ko chahiy hai ke ham as main an dono ka istmal karte rahe q k ham an ke istmal se kamyab ho sake gey aor stop loss aik khass chez hai jo ham ko as main loss hone se bachata hai zyada loss hone se aopr as main take profit bhi khass hai as liy ham ko us ka bhi istmal karna chahiy hai tu hi ham as main kamyabi hasil kar sake gey aor agar as main ham kam karte hain ache se kare gey tu jaldi hi kamyabi mily gy as liy mihnaty se aor ache se kam kare tu hi ham as main kamyab ho sake gey
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai

                      Forex trading business main stop loss laganay kay liyay jub bhi ap trade open karynto phly ap ko chahiye kay market kay trend ki chack karyn or is kay bad he trde open karyn kun kay agar hum trend kay against kaam karty hyn to humain loss he hota hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai

                        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends main yeh pochna chata hon keh forex main market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai ?
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein market stop loss hit kay baad reverse kyun hoti hai

                          stop loss ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy is ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik bohat bara business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hum agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik unique business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X