Aap trading ko asaan samajtay hai ya mushkil?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Aap trading ko asaan samajtay hai ya mushkil?

    Kisi Ki investment nahi karni chahiye Hame Rakhna chahiye analysis karna chahte hai woh Kabhi Beech Mein kamyabi ke saath kaam nahi kar sakta hai kamyabi ke saath kaam karne ke liye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Aap trading ko asaan samajtay hai ya mushkil?

      Bhai mare kheyal se to post karna to asan hota ha magar treading karna muskil hota ha kun k treading ma hum ko yeh samjna parta ha k kab hum paisa invest karein to halare leay behtar ho ha matket ko samjna parta ha news or dosre zaraey se market par nazar rakhne parte ha in sab j bawjood kabi hamein samaj nai ate or hum galt time pe trading kar k kose kar bathte han
      • #18 Collapse

        Re: Aap trading ko asaan samajtay hai ya mushkil?

        ferox main ache trading thori si mushkl ha knowledge hasil krain experience gain krain phr trading krain to trading asan ho jati ha.... sb start ka time mushkl ha ...jb apko market ki smj a jay to trading ki b smj a jay ge
        • #19 Collapse

          Re: Aap trading ko asaan samajtay hai ya mushkil?

          ASALAM O ALKUM dear forex member and forex friends, mera khaya sa jab bhi ap koi kam start kerta ha wo kam mushkel hota ha laken jab ap us kam ki practice kerta ha or time data ha or us ko seekh jata ha to wo kam apka lia asaan ho jata ha or ap wo kam aram sa ker ta ha . bilkum aisa hi forex pa trading kerna hota shuru ma mushekl lagti ha laken jab seekha jata ha to apka lia assan ho jata ha .
          • #20 Collapse

            Re: Aap trading ko asaan samajtay hai ya mushkil?

            forex aik asan business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
            • #21 Collapse

              Re: Aap trading ko asaan samajtay hai ya mushkil?

              Trading ak bhtt he ziadda mushkill kaam nhee hai us k liyee hmaiin bhtt he ziada mehnaat krnee hOgee tb jaa k hee hm is mein kamyaab hO paain gyy..... Yeh ziada mushkill nhee hai prr sirff is kaam ko seekh k hee hm agai chlaa sktaii hain aurr hmaiin yh kaam krnai k liyee iskOo wqt dena prhtaa haiij
              • #22 Collapse

                Re: Aap trading ko asaan samajtay hai ya mushkil?

                Dear trading itni asaan nahi hai jo log forex ko bahut asaan samjhte hain wo log shoro main bahut loss karwate hain aur bad main unhn samjh ati hai k forex itna asaan nahi hai aur phr wohi log learning ki tarf ate hain ya phr khuch log loss pe loss kar k forex he chor dete hain forex main kamyabi apko tab milit hai jab ap learn karte hai knowledge hasil karte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Aap trading ko asaan samajtay hai ya mushkil?

                  Assalamualaikum dear friend koi bhi kaam mushkil nahi hota ISI Tarah Forex trading ka kaam Mushkil hi Lekin Agar Hum kaam karne se pahle Forex trading K knowledge aur experience ko achi Tarah Kisi senior se seekhne Tu Hume koi bhi Mushkil nahi lage ga Agar Hum knowledge ke bagair experience ke bagair kaam Karenge Kabhi b Kamyab nahi honge is ke liye study karna bahut zaroori hai knowledge experience seeker triding karna Ehsaan ho jata hai Achha profit Hasil ho ga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X