Never Forget This.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex aik different type ka business hay jis main market ko dekh kar chalna parta hay kiun kay ye business hi esa hay jo majooda halaat o wakeyat pay bohat ziayda dependent hay lehaza is main apni marzi ki bajay market trend kay hisab say aur apnay emotions pay control rakhtay houye trading ki jay to behtar ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes may aap say agree karta hoon kyun kay forex may es tarha ki thread post ka kafi faida hota hay logon ko kyun kay es forum pay yahi tu faida hay kay log mashwara daytay hain or dosary us pay kam kartay hain.
      • #18 Collapse

        But dear maen to manual trading ko prefer kerta hoon us maen hum easily ghar bieth k ache earning emotions ko control ker k our kabhe emotions k sath ache earning kerty haen our robot to trading emotion k bagheer kerta hy to app learning ker k mazeed earning ker sagty haen
        • #19 Collapse

          Yeh aik real business hy aur is key rules bhi hain aur strategies bhi hain. Yeh business robots key leye nahi hy balkeh human beings key leye hy aur human beings hi is business sey earning kr saktey hain. Hamain chaheye keh is business ko properly learn krain aur demo account main ziada sey ziada practice krain takeh profitable trading ki ja sakay.
          • #20 Collapse

            g bhai forex trading mien emotions hi sb se bare dushman hote hian apke aur pako chahiye ke ap apne emotions ko control karen agar ap apne emotions ko control karlenge to is mien ap phir zaroor kamiyab hosakte hain.
            • #21 Collapse

              Forex trading mai emotion ko control karne waly traders baqi traders ke nisbat ziada kamyab rehtay hain. iss liye Forex trading mai traders ko chaiye ke woh jitna ziada emotions per control rakh sakin utna he acha hai iss say un ke trading bohot improve ho ge.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                rebot main trade karnay k liye boht hi experience hasil karny ki zarorat hoti hai aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur knowldge ho ga tab hi hum sucess hon gay

                اب آن لائن

                Working...
                X