dear yahan forum main main apko yeh mashwra daina chahta hoon k hamain forum main daily k hisaab say har roz kaam jaldi start kar daina chaye q k ham jitna jaldi kaam start karaingay hamain shaam tak utna he achay likes aur comments milaingay jin say hamain bonus bhi acha milay ga aur hamari karkardagi bhi achi sabit hogi.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим