Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

    dear ap ne thek hi kah ahi kee ham ko as main profit ko accept karna chahiy hai tu hi ham as main kamkamyab hosa ke gee aor ham agar ham as ko kabol nahi bi kare ge tu ham ko as main kam tu karna hoi ho gaa na as liy ham ko as main kabol karna ho gaa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

      forex aik online business hain ham is main aik hi din yai raat main ameer nahi ho sakty hamy is main acha knowledge or experienc hasil kar ky is main kam karna chahey agr hamy is main kam profit mily to hamy zada tense nahi hona chahey balky hamy isi profit ko qabool karna chahey or next is main sabar sy karna chahey
      • #18 Collapse

        Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

        jee friend main b ap ki bat se agree hoon k Forex main kem profit ko he accept ker lain ye loss se to batter hay ye aik risky business hay ager ziada profit ka lallach krian to is main big loss b ho sektay kuin k market kai bar return b ho jati hay.
        • #19 Collapse

          Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

          Yes,lalach bad thing hai,nai krni chahye,but aisa BHI nai krna chahye keh abhi profit milna start he ho to trade close or dein,zyadah BHI nai,but I think Thora SA to wait krna chahye
          • #20 Collapse

            Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hame kam profit hota hai to Hame chahiye ke usko Qabool Karle Jyada lalach Nahin Karan Kyunki Agar Hum is main Jyada lalas Karenge to Hamein nuksan hi hoga Jitna profit Hai Usi Mein Khush Rehna chahiye thanks for you
            • #21 Collapse

              Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

              agar profit km be ho to be hamy isy qabol karna chahey forex aik international or kabe be band na hony wala business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik involve hain agar hum is mai kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy to hamy loss ho jata hain forex aik real business hain
              • #22 Collapse

                Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

                Boss aap ki baat belkul durast hai aur jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot
                as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye
                tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien
                as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h aur ham ko as mien her bar hamesha munafa hasil karna hota h.
                • #23 Collapse

                  Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

                  jb ap kam profit ko accept krna sekh jain ge to apko sahi say kam krna aa jay ge jo apko samjhny main bhi asani ho gi or koi mushkal rasty main nai ay gi.qk ese time main mehnat ke darmiyan lalach nai ati or jb apke dill main lalach nai ay gi to apko kisi qisam ki koi nakami nai ho gi.
                  Jazak ALLAH ツ
                  • #24 Collapse

                    Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

                    Asalam o Alikum g han main agree kerta hon k hamesha kam profit ko accept karin ager ap apny kam ko achy or profit tareky sy kery gy tu ap K kam ko her koi accept kerye ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

                      aap ki baat theek hai k hamain hameesha he kamm profit ka sochna chahiey or kabhi bhi big risk nahin leena chahiey.Low profit ka matlab ye hai k low risk main trading main ki jaey or main focus learning pay kia jaey ta k hum waqt k saath saath apni earning ko increase kar sakain or iss field main apna career bana sakain.kabhi bhi big risk main trading nahin karni chahiey.
                      • #26 Collapse

                        Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

                        Forex trading main aik dam bohat ziada profit hasil karnay say behtar hay k kam aor continue profit hasil kia jay jo trader ko laga tar hasil ho ziada profit hasil karnay ki koshish say aksar traders say Forex trading kay doran kai mistakes ho jati hain jis ki wajah say bar bar loss ho jata hay lehaza hamesha kam profit ko accept kia jay aor slowly slowly earning ki jay aor kamyabi hasil ki jay.
                        • #27 Collapse

                          Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

                          ji dost bilkul sahi kaha ap ny ap ko kam profit ho rahah hai to ap ko chahiye k ap thora profit hi accept kar lain ta k ap ko loss na ho yani k agar ap zayada profit ki lalach karte hain to ap ko loss ho jata hamain koshish yahi karni chaye k jitna ho sakay ham kam say kam profit hasil karnay k baad markeet say nikal jayen is mai behti hay aur kamyabi ka raaz bhi hay
                          • #28 Collapse

                            Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

                            g ha bilkul dost kam profit k targee denichahaiye loss to say bohat behtar hai ham kam profit ma hi trade of kar dain kue agar ham ziada ki laclch karin gay to ka say bhe jatay rahain gay is liay jitana asani say save ho kar profit millay us par ok kar dena chahiye lalach nai karni chahiye ma to ye kaho ga k experience walay bhe kam profit ko accept kia karin bohat say log loss karwa letay hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

                              Forex trading main trader ko hamesha kam profit hi accept nahi kerna chahye. balkay ager trader new ho to us ko apnay target small rakhnay chahye aur jesay jesay trader ko experience zayada hota jaye to wo apnay profit kay target ko mazeed zayada kerta jaye to behter ho ga. shoro main hi trader ko apnay pofit ko bara set nahi kerna chahye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Hamesha Kam profit Ko Accept (Qabol) Karian

                                yes dear humhain ziyda lalach nhe karni chahaiye ziyda lalach say kuch hasil nhe hota hain ziyda lalach say humhain sirf loss hota hain or ziyda lalach say account wash b ho jate hain accoutn ko wash hone say bachne k liye humhain chahiaye k hum ziyda small lot use kare jitni hum small lot use karte hain humhain itna he ziyda acha profti hasil hota hian and account wsh hone ki koi tention b nhe hoti hain dear

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X