trading main confidence kitna zaroori hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading main confidence kitna zaroori hy?
    Forex trading business main profit or loss ka samna karny kay liye confidence ka hona bahut zaroori hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading main confidence kitna zaroori hy?

    Confidence hota hay tou aap ko trading ko perfect kartay ho skills khasil hojayen aur trust na ho confidence na paida ho trade open karnay ka apa ka knowledge just waste he hojata hay elsiye hamesha apnay andar ye ability paida karain kay kay aap achay traikay sey confidence paida karain yahi aap ko acha benefit deta hay hamesha bagair confidene best analysis bhi nahi hotay hain.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: trading main confidence kitna zaroori hy?

      Confidsnce ky baghair forex market main trading possible hi nehi hai ky agar ham confuse trsding kerty rehty hain tou ham kabhi bhi forex market main profit hasil nehi ker sakty ky jesy hi ham trade open kerain gy tou trade tou spread ko waja sy loss sy start leti hai tou agar ham thory sy loss main hi confidance loose ker jaty hain tou phir profit kabhi hasil nehi ker sakty
      • #4 Collapse

        Re: trading main confidence kitna zaroori hy?

        Trading main confidence ko bhal rakhna chahey aur ye confidence hi achi trade kerwat hai agar positive mind say trade krain nahi to loss hota haiagar trend hai to trade krain nhi hai to wait and watch krain trade mil jay gi lakin loss na kerwain aur confidence apny anlyses ker ttade ko profit main lain pher confidence bhal ho ga aur ttading k experince man ka confidence wesay hi acha hota hai aur usay sab trah say market ka pata hota hai .
        • #5 Collapse

          Re: trading main confidence kitna zaroori hy?

          G bilkul aesa hi hay k forec main success hasil karne k.liay boht zaroro hay k humare andat confidence bhi is kam ko karne k kiu k agar humare andar confidence ki kami hogi tou hum is market main suvive nai kar sakte humain profit aur loss dono ko hi confidence k accept karna chaiay kiu k ye har business ka husa hay
          • #6 Collapse

            Re: trading main confidence kitna zaroori hy?

            Her Humana treading mein confidence high hona chyia ku Kay jab tak humara confidence high Nahi Ho ga hum tread b dar dar kar kran gay his say hum kor wrong tread kar sakta hein sath hum Tenshion Mein b a hay ga is lyia confidence mua be important par over confident b Nahi hona chyia wo b some time loss ka Sabah ban jata hay ku Kay tab member jaldi karta hay
            • #7 Collapse

              Re: trading main confidence kitna zaroori hy?

              trading m confidence bht zrory ha yu smj lo kae agr confidence ha tu trade kamyab ha or ni ha tu trade nakam ha agr ap m confidence ni ha t ap glty kr skty ho koi b dr sae or choty sy glty b forex pr bht loss kra skty ha is lyae hmesha expericen gain kro is sae confidence ata ha or trade axe hoty ha or ap kamyab rhty ho hmesha forex pr bht ahmytat ha confidence ki
              • #8 Collapse

                Re: trading main confidence kitna zaroori hy?

                Mery kheyal sy har Kam my confidence hona chahiye confidence k begair kuch b karna bohat mushkil hai .forex business ail resky Kam hai is my profile b bohat ho sakta hai aur loss b .kuch logo ko jb profit hota hai to wo bohat over confident ho jaty Hein aur zaida sy zaida trading karty hein Jo in k leye but loss ka b bais ho sakti hai .aur ager loss ho jae to hopeless b nahi hona chahiye .hikmat e amli sy Kam Karen .aur agy barhein
                • #9 Collapse

                  Re: trading main confidence kitna zaroori hy?

                  Dear agar ap forex main new hain agar ap trade lagane se darte hain ap main confidance aur knowledge nahi hai to apko chahiye k sab se pehle ap demo karen ek saal tak us k bad ap learing karen bahut mehnat karen hard work bane bahut zyada knowledge gain karen us se apka confidance b improve hoga aur achi skills b banengi is lye mehnat karen
                  • #10 Collapse

                    Re: trading main confidence kitna zaroori hy?

                    humain humesha confidence level up rakhna chaiye Q k hum tab he achi trading kar sagtye hain humain chaiye k hum apna confidence ma trading karye Q k confidence he insan k taaqat ha agr confidence nhi toh ap loss be karwaa sagtye hain humain chaiye k jab tak confidence nhi ha toh trading na he karye Q k woh wsy be time waste karna k baat ha humain uss chakar main loss karwa sagtye hain humain humesha apna confidence ko high rakhna chaiye tab he hum sucessful ho sagtye hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: trading main confidence kitna zaroori hy?

                      Trading main jab trader learning ker leta hay aur wo jan leta hay kay wo sahi learn ker chuka hay aur us ki trading strategy kafi had tak profitable hay to us ko apni trading strategy per 100 fesad yaqeen kerna chahye. aur us per us ko hundred percent confidence hona boht zarori hay. aur yeahi confidence trader ko successful trader banaye ga.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X