je main ap ke bat samaj gia hon kah ap ne khabe forex ko chorne ka socha h .bhai bohat dafa socha h kah ab ham forex main kam nahe karen ge .kunkah jab bhe ham log profit withdraw karwate hain to hamara account band ho jata h .pata nahe asa kun ho raha h hamare sath .lakin phir dobara sero kar dette hain kah sahid as dafa band na ho .as tar ha ham forex main kam kar rahe hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим