forex ko choorne ka kbhi socha,.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Mein to abhe new hoon yahan.. Mein to forex ko nahi choroon ga kuen ke mujhe yeh kaam karne mein boht maza aa raha hai.. Ye ik acha kam hai..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      brother mein tu forex trading business mein new aya hoon mene tu esay chaorne ka abi tak tu nahi socha. yahan tak mera khayal hai es say chorna bi nahi chahiaye forex trading business bohat alla business hai aap apne ghar bethay easily earn kar sakte hain.
      • #168 Collapse

        No bhai jan man ny Forex ko kabi bi chorny ka nai socha because yeh bohat hi acha best or profitable business han or is man ham short time man better earning gain krskty han or hamy koi problem nai hogi.
        • #169 Collapse

          haan beginning mai socha tah because us time mai bilkul hi beginner tha and mje learn nahi tah k how to trade so jab jab sikhta gaya to became an expert..
           
          • #170 Collapse

            Forex trading ko traders kbi chornay ka khayal b dil mai na lain is leya kay ya aik bohat acha business ha ois main thorey se mahnat kar kay ap aik achay or kamyab business man ban saktay hain . r
            • #171 Collapse

              nahii kabhi nahi socha because mai is k sath sath apnistudies bhi continue rakh skta hu and it is the beast way to earn money online..
               
              • #172 Collapse

                forex ko me ny nhi socha leave kr and forex mein success hona muskil hay lekin na mumkin nahi hy is kay liye ap ko mehnat karni paray gi kamiyab hony ky liye kiyon kay is mein bahot kam log kamiyabi hasil kartay hay beshak forex aik profitable business hey lekin phir bhi humay forex ko seekhna hoga aur yeh great hy.
                • #173 Collapse

                  nai dear mein ny kbi b ni socha or na kbi socho ga hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamysbi mil skti or firex bht e achs kaam haibus os k leyeh hmy bht mehnat krna perti
                  • #174 Collapse

                    aabhi forex ko choornay kay baray main nahin socha iss liay keon kay abhi abhi join kia hai............
                    • #175 Collapse

                      ha or nahi bhe q k jub kam krny main mz aaata hai to is sy achi koi cheez he nahi lgti opr agar jb loss ziyda ho ra ho to is pr gussa bhe boht aata hai is liya k forex aik luck ki game hai. is liya forex ko chorna ab to boht muskil hai....
                      • #176 Collapse

                        No, I never think that I will leave Forex trading because I think Forex trading is best for me and in future I can be a successful and expert trader in Forex trading market, so I think I should not leave it.
                        • #177 Collapse

                          ma tu is k sath best kam akr rah hn is liay ye amray liay buhat hi cool business ha is laiy ma isko buhat zayda like akrat hn or isi laiy ye am,ray liay buhat cool business ha or is liay ma isko buhat zayda like akrat hn or yehi buhat cool business ha
                          • #178 Collapse

                            ji han aisa hota hy. Jab hamain loss ho jaye to hamara dil karta hy keh hum forex ko chhor dain. Lekan chand dinon main phir is ki importance ka ihsas hota hy. Aur hum apni mistakes ko tasleem kartay hui again is ko start kar detay hain.
                            • #179 Collapse

                              forex ko chorny ka nahi socha he and forex aik really acha aur trusted business hai aur is business mein aap ko little effort ki zarorat hoti hai aur is forum sy bi aap achi learning hasil kar skatay hain aur greedy ko apnay sy door raky aur aur discpline ko follow kary aur is business sy aap much money make kar saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                mere khyal se to forex ko chorne ka wohi soch skta hai jis k pas acha knowledge r experience na ho ku k us ko tb loss hota rhta hai r jis k pas acha experience ho r knowledge ho wo to mere khyal se kbi b nahi chor skta ku k wo bht paise kmata ho ga phr.........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X