forex ko choorne ka kbhi socha,.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    nahin main is ko khabi bhi nahin chodon ga yeh bohat hi acha online business hai aur bohat profitable bhi hai ise aik bar join kar lo to chodne ka bilkul bhi dil nahin karta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      mene tho kabi nahi soocha is ki waja ye he k me ne tho abi shuru kiya tho kese choro abi tho thora bohot loss kiya he lekin wo bhi unexpected market movement ki waja se lekin abi me ak oor try kr raha hu oor ager us me me apni internet ke bill ko ada karnay k leye bhi pasay na kama paya tho shahid ye meri akhri try ho q k mere paas tho internet bill ko pay karnay k pasay bhi khatham ho ghaye he
      • #138 Collapse

        jo isey join kar laita hai ur us ko agar profit mi jae to wo is ko nahi chorta hai ur jis ko is main loss ho jae to wo to is k barey main sochta hai.
        • #139 Collapse

          my dear friend mera to forex trading ko choose karne ka aik hi maqsad hae aur woh ye hae k is mein thori si der mein bari income generate karne ka potential maujood hae aur mein internet bussinesses se fed up hua hoon kiunk ye salon mehnat karate hein aur payout k waqt daur jate hein.
          • #140 Collapse

            Ha G Bro Good Questaion.
            Aik Dafa Main Nay Forex Ka Choornay Ka Irada Kiya Tha Tu Main Isay Ni Choor Paya.Choornay Ki Wajah Thi Loss.But Baad Main Sab Kuch Thik Ho Gya.
            • #141 Collapse

              well I have thought about it several times in my trading career when I was losing in my trades but then I told myself there is the only one career which is made for is the forex trading so I then start learn about it and do lots of practice on the demo account as well.
              • #142 Collapse

                Nahi Forex trading business ko mene ab tak leave kerne ka nahi socha hai or mein is ko leave karo ga b nahi ha kabi ho k busy ziada hua to mein gape do but mein Forex trading ko choro ga nai q k yeh mujhe bohat pasand hai.
                • #143 Collapse

                  Bhai jo is nusoness mai ek dafa aa jata hai wo is ko kabhe b nhe chorta Q k is jesa dunya mai or koi business nhe hai or is se lakho log earning kr rhy hain
                  • #144 Collapse

                    Trading in the world before you and you get as much information as possible is recommended. It is a good way to learn Forex forums, but administrators need to learn Forex for beginners program. I am new to this forum and able to learn Forex trading.
                    • #145 Collapse

                      nhe bhai jaan mai samjta hu mje is business mai ziayda faida hai kiu k maine net per or b business kiye hai and ye sab say best way hota hai
                      • #146 Collapse

                        forex ko chornay ka me ny kbi nhi socha and forex bahot hi better business hay is mein sirf ap ko investment and knowledge ki zarorat hoti hay phir aap forex say earning kar saktay hay ap ko kisi aur business ki bhi zarorat nahi hogi sirf forex hi enough hoga ap kay liye isi liye mein forex ko learn karta hon takay forex say achi kamai kar sakon .
                        • #147 Collapse

                          To be very honest start men jb loss hota tha ya account bane hjata to eisa hi sochra tha lekin ab eisa nhi hy or apko bhi yhhi advise hy kay apni emotions pe control rkhna seekhen to sb set ho jaiga.
                          • #148 Collapse

                            Main ne kafi dafa is actually bary main socha hai keh forex ko chor doon. lekin phir is actually umeed per join kar leta hun keh shayed is usually market main ho sakta hai mujhe faida trillion jaey aur successful ban jaeoon..
                            • #149 Collapse

                              simply no brother mene kabhi forex ko leave karne ka nhi socha, because men forex me part date ki trade karta hon aur mujhe kuch hour ki trade karne se he acha profit earn ho jata he, jis ke during men apni pocket income , study kharcha , net expenses kharcha karta hon, means forex meri leye ghar bethe kamae karne ka zariyaa he. my partner and i just like forex business...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Aslam -o-alikum.......frind aik baar mainay forx ko chornay ka socha tha q k mujhe uss waqat bht loss huwa tha ..iss ki wja ye thee mujhe iss mey uss waqat experiance nahi tha lakin phr mainay socha k mai aik baar dobara mehnat kerta hun aur experiance hasil kerta hun

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X